Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

    Salam
    G han ap ne bilkul theak kaha hy k forex main loss ko ignore karna loss hony se zaida danger hy forex ak aisa platform hy jis main bohat se log kam kar rahy hain or ache rozi hasil kar rahy hain or augur ap b ache rozi hasil karna chahty hain to ap ko b chahye k ap b forex main kam karain or jitna zaida ho saqy mehnat karain forex main kamyab hone k laiye hamain bohat se point ko yad rakhna parta hy un main se ak point loss ko yad rakhna hy jab b loss ay loss ko yad rakha jay ta k dubara use jagah loss na ay loss ke waja ko talash kia jay or us ko door kia jy augur hum loss ke waja ko ignore karain gy to dobara loss ho sagta hy
    Salam
    Thanks to all forex members to read my post
    If you like my post please give me thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

      Assalam o alaikum i hope all members of forex will be fine or forex se acha profit hasil ker rahy hon gy Forex member loss ko ignore nahin karna chahie loss hone ke reason ko improve karna chahie aur apni mistake ko bhi improve karna chahie Jiski vajah Se Hi
      Loss aye use mistake ko remove karna chahie Apne kam mein se aur loss hone ki vajah Khud Ko Bhi recover karna chahie aur mehnat Karni chahie Taki Ham phr yahan se acchi earning kar sake aur apne loss ko improve ka sake
      • #48 Collapse

        Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

        Assalamu alaikum kya hal ha dosto umeed krta hn keh ap khariyat sa hn ga or apni forex trading acha tareeka sa kr rha hn ga main ap ko yeh btana chahta hn keh forex trading main loss ko ignore krna loss hona sa ziada dangerous hota ha es lia jb hmain loss ho us ko ignore na krain balkeh us ka sabr or himat sa muqabla krain Allah Hafiz
        • #49 Collapse

          Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

          Ji haan bilkul theek baat hai k Forex Trading main Loss Zaroor hota hai, Chahay kam ho Ya Zayada Lakin har kisi ko Loss zaroor hota hai, Kyn Loss Forex Trading Business ka hissa hai, is lye kabi b Loss anay se himmat nai chorni chahye, Balke Apni Learning ko increase karna chahye, ta k Next time Loss ho magar Pehle ki nisbat kam ho, Forex Trading main Kamyabi k lye Zaroori hai k Hum Apnay Har Loss ko ignore na karen Balke Loss se Hamesha Learning leni chahye ta k Next time Loss kam ho.
          • #50 Collapse

            Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

            asslam.o.aliakum dosto ji bilkul theek kaha hai loss ko ignore nahin karna chahie agar aapko loss hota hai to aapko pareshan nahin hona chahie na hi aapko ghabrana chahie na hi aapke loss Ko ignore karna chahie balke aapko apni mistakes per focus karna chahie kis mistakes ki wajah se aapko loss ho gaya hai aur apni us mistakes ko sudharne ki koshish karni chahie aur himmat ke sath mehnat kar ke apne loss Ko recover karne ki koshish karni chahie jab aapka loss recover hoga tabhi aap ko kamyabi milegi isliye kabhi bhi himmat mat haro himmat ke sath mehnat kar ke forex py kam karte raho.
            • #51 Collapse

              Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

              G bilkul loss ko ignore karna loss honey say ziada dangerous hai because loss humari mistakes ki wajah say hoti hai.agr hum mistakes ko ignore karty Hain to hum achi learning nhi gain kr sakty.aur humen achi learning nhi hogi to hum kbhi bhi acha profit gain nhi Kar sakty Hain isliay humen chahiay keh hum apni learning ko increse karen aur apny mistakes ko remove Karen aur apna experience and knowledge ko analyse karte rahen aur Confident hokar trading Karen.
              • #52 Collapse

                Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                Ji han Sahi Kaha last ko ignore karna loss hone se jyada dangerous hai isiliye Hamen Apne loss ko recover karna chahie Kabhi Bhi Apne loss ko ignore nahin karna chahie Kyon loss kar Ek Aur karna hai Assam mein kamyabi hai
                • #53 Collapse

                  Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                  Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bahut acchi baat ki hai main aap ke sawal ka jawab dena Chahunga mera jawab yah Hai Ki Duniya ka koi bhi business Ho usmein sabse dangerous chij hi jo vah hai aapki laparwahi agar aap laparwahi karte hain Apne losses ko recover Nahin karte aur apne losses se Sabak Nahin sikhate tab aap Bar Bar loss Mein Jaenge yah sabse dangerous chij hai hi aapko chahie ki Apne loss Ko recover Kiya Karen
                  • #54 Collapse

                    Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                    Los ko ignore bilkul na KarenLos recover Karen jitni zyada mehnat ke sath loss recover karenge aapke experience main utna hi zyada izafa hoga aur aap utna hi jaldi successful trader Ban sakenge isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen agar loss ko ignore karenge to aap kabhi Kamyab nahin ho sakte hamesha na kami Ka samna karenge kamyabi ke liye zaruri hai soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye aur soch samajh Kar Achcha entry point milane per hi trade open Karen Taki aap Jo trade open Karen usse aapko bahut Achcha profit ho aur aap loss se bacha sake isiliye hamesha mehnat Karen jaldbazi aur lalach se dur Rahe jaldbazi aur lalach sirf nuksan deti hai
                    • #55 Collapse

                      Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                      Assalamu Alaikum dear Forex member ummid hai aap sab khairiyat se Honge Aap Ki Baat bilkul theek hai loss ko ignore karna loss hone se jyada dangerous hota hai agar aapko loss hua hai aur aapko vajah bhi Maloom Hai Magar aap usko ignore karte hain next time Jab aap trade karte hain aap use Galti ko Dobara karte hain is se aapko dubara loss hota hai isliye agar aap Kamyab Hona chahte hain aur yah Chahte Hain aapko profit ho aur loss Na Ho To aap apni galti se sikhen aap Dekhen ke vah Galti aap se Kyon Hui aur jab aap is Galti ko dekh lete hain aap usko Dobara Nahin Karte is Surat Mein Ab Dobara uski vajah se jo loss hota hai usse bach sakte hain Shukriya
                      • #56 Collapse

                        Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                        Assalam o walekum ji Janab bilkul ap thk keh rhy hn agr ap Pakistan forex form mn work krty hn or ap Forex mn Apna loss ignore krty howy Forex trading krty hn to yeh ap kylyee bhut zeyada dangrous hotta hy is sy ap Ka account bhi wash hotta hy or ap ko kbhi bhi Kamyabi Hasil nahin kar sakte hain
                        • #57 Collapse

                          Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                          Assalamu Alaikum dear forex member ummid karti ho kya aap sab log bilkul khairiyat se Honge aur apne kam ko imaandari ke sath Karenge Ham de rahe Honge their member bilkul sahi kaha aap Logon Ne Khila Koi karna loss hone se jyada dangerous Hota Hai Hamen chahie kya milavat ho jaaye Hamen ghabrana Nahin chahie Dil Chhota nahin karna chahie mehnat Karni chahie Jaenge Hamen loss ko ignore bhi nahin karna chahie Kyunki na Kami ke bad Hamesha kamyabi Hasil hoti hai Hamen Maina Kokate Nahin Rakhna chahie Salam Kamyab Ho jaenge
                          • #58 Collapse

                            Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                            My dear friends I hope you will be fine and doing his best in the forex trading due to the support of the instaforex. Dear friends je bilqul forex trading mn loss ko ignore karna dangerous ha. Dear friends agar ap ko forex market mn during trading unfortunately loss ho giya ha tu ap ko chahie ka ap frustrated na hun or apna loss ko ignore na karen. Dear friends ap ko chahie ka ap forex market mn kamyabi sa trading karna ka liya hardworking karen or analysis ka sath trading kar ka apna loss recover karen. Agar ap mare advice ko follow karen ga or us per amal karen ga tu ap zaroor kamyab hn ga. Zindagi rahe tu per milta hain ab tak ka liya Alitire ki taraf se best wishes for all members #
                            • #59 Collapse

                              Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                              Agar Ham Forex Mein kam karte hue Koi galti kar dete Hain To Hamen nuksan ho jaega Hamen nuksan ke bad Sabar karna chahie aur Hamen next time apni galtiyan ko khatm karke kam karne chahie Forex Ek international business hai yah kabhi bhi khatm nahin Hoga Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Agar Ham kam karte hue Koi galti kar dete Hain To Hamen nuksan ho jaega


                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                                Hello Forex members g bilkul Forex aik aysa platform hy Jis pr hm online earning kr sktay Hain pr es ma trading krtay ma humai loss bhe ho skta aur profit bhe mil skta hy . Agr hmara loss ho bhe jay Tu HM mehnat Kr k Acha profit hasil kr sktay Hain aur apna loss recover kr sktay Hain pr agr hmara loss ho aur HM os sa learn krna ke bjay Osay ignore krain Tu yeah loss sa bhe zyada dangerous hy q k es sa HM apni ghalti sa Kuch ny learn krain ga aur na he HM apni ghalti ko thk kr skain ga k yeah ghalti phir na ho . Es liay loss sa zyada dangerous os loss ko ignore krna hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X