Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he
    Dosto forex trading dunya k chand mashoor online business ki category me ata he is me profit bi hota he aur loss bi hota he hamen loss se dilbardashta nai hona chahiye trading me hamesha ye bat yad rakhni chahie k ham ne profit k saath loss ko bi except karna he loss ko except kie baghair hamari trading ki planning adhuri reh jati he loss ko Dil se manen is ko khatam to bilkul nai Kar sakte hen magar apni so koshish to jarur ki ja sakti he loss ko Kam se Kam krney k lie hum mehnat kren learning men Jo kami reh Jaye use pura karenge to loss Kam hona shuru hoga is ignore krne ki ghalti kabhi nai Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

    agar humain es main loss ho jata hain to humain es mai mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main acha experience hasl kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main kam kar kay hum es main ache learning our hum es main kam kar kay hum ache earning be hasl kar skty hain our forex kbe be na bnd haony wala acha business hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

      agr ham uloss ho jaye to hamy is ko ignore nahi krna chahey hamy apni galti ko kathem kar ky is main mehnat sy kam karna chaey pher hi ham ;oss sy bach sakty hain or acha bonsu hasil kar ky apni family ko supoort kar sakty hian ham is main apni amrzi s time table bana kar is main par titme be kam akr sakty hain or ham is main fulltime be kam kar sakty hian
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

        Agar Ham Forex Mein kam karte hue Koi galti kar dete Hain To Hamen nuksan ho jaega Hamen nuksan ke bad Sabar karna chahie aur Hamen next time apni galtiyan ko khatm karke kam karne chahie Forex Ek international business hai yah kabhi bhi khatm nahin Hoga Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Agar Ham kam karte hue Koi galti kar dete Hain To Hamen nuksan ho jaega
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

          ji han bilkul sahi kaha aapane hamen loss ko kabhi bhi nahin karna chahie balke is ko rokane ke liye is per jyada se jyada mehnat karni chahie aur apne lost per kabhi bhi pareshan nahin hona chahie jitna jyada Ham loss per pareshan honge utna hi miss per kabhi aage nahin kar sakenge hamen chahie kya mis per jyada se jyada mehnat karke aur is per kamyabi hasil karne ke liye apne loss se Hi sikhate hain aur ISI par Ham aage badh sakte hainamylose ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie yah hamare liye bahut dangerous Ban sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

            Dear brother forex trading men loss bhi hamaray liay teacher ki hasiat rakhta hey kiun k iss men loss hamen bahut kuch sikhata hey iss liay loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur loss ko ignore nah karen balkay serious ley kar pahlay loss ko recover karnay ki koshish karen aur phir mehnat karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

              Ham ko is me lose ya profit hota rheta Hy ham ko chaiye ky ham sab chezo ko bardashtbkary to acha faida hoga or ham ko is me acha Giada hoga or ham achi mhenat sy acha Kam Kar skaty hy
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                Agar ap ko loss ho giya hy to ap ko fiqar mand hona chiaye k ye loss mjay q hova aur kiss waja say hova hy. To agar ap loss ko recore krnay aur us k waja ko igonore krtay hain. To future ma ap ziyda mushkil ma per saktay hian. To loss ko hergiz igonre na krian.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                  Do Banda loss ko ignore krta hy vo kabhi is field mein nahin chal sakta loss kam ho ya zyada poori tahqeek krni chye aur uski etiology maloom krni chye k kia possible reason hain is peechy unko identify kro aur dekho k kis jagah per ghalti hoi aur us ko learn kro aur sahii krne ki kosish mn laag jao yeh sab sy zyada perfect aur ideal way hy deal krne ka vrna har waqt pershani bne rehti hy aur kabhi sudhar nahi pao gy aur bar bar same mistake repeat krty raho gy jo k achi baat nahi agr tumhare way of working careful ho ga tu yeh buht hi achi baat hy is baat ka sila tumhain zaror good amount of profit ko soorat mn ak din zaror mile ga kabhi ghabrana nahi hy yahan per bus chlte jao Rasta khud ba khud bnta jae ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                    Slam,G bilkul Dear members loss ko kbhi bhe ignore Nahi krna chaye loss ko hmesha face karna chaye loss se lesson lena chaye loss main Jo mistke Hoi Hain onko improve krna chaye agr Aap yh Nahi krte hain loss ko ignore Kren ge tu Aap successful Nahi ho sken ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: M Hassan پيغام ديکھيے
                      Agar ap ko loss ho giya hy to ap ko fiqar mand hona chiaye k ye loss mjay q hova aur kiss waja say hova hy. To agar ap loss ko recore krnay aur us k waja ko igonore krtay hain. To future ma ap ziyda mushkil ma per saktay hian. To loss ko hergiz igonre na krian.

                      Jab trader ko loss hota hai tu es ka matlub yeh hai kay trader kahi mistake kar raha hai jis waja se us ko loss ho raha hai or jab tak woh mistake door nahi hogi us ko loss hota rehy ga.eslye koshish karain jab be ap trade karty haintu apni mistake ko ignore na karian us ko mazeed learn karain us kay bad ap ko cheye jab tak mistake khatam na ho jaye live account mai trade na karain nahi tu ap ko future mai mazeed loss be ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                        aagr aap kaam mn loss ko gnore kar dtay han to mean k aap ko iss baat ka kuch bi afsoos ni hoa k aap makaam hoy han or aap tab kamuab hoty han jab ap kaam ka kmhnat karty han or mhnat sy kaam ko agy barhin
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                          Han gbye ap ny bilkul thk kaha hy forex forum par kam krty huwy agr hmen kbi loss ho jaey to hmen chahye hm apny loss ko ignore bilkul bhi na kren blky hmen chahye ke hm apny loss ke hony ki waja ko talash kren ke hmen apni kis mistake ki wja sy loss huwa hy aur hmen apni un galtiyon par qaabo paana chahye taaky hm 2bara loss krny sy bach saken aur hm loss ko ignore na kren Q ke ye loss ke hony sy ziada nuksan deh hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Veer786 پيغام ديکھيے
                            Dosto forex trading dunya k chand mashoor online business ki category me ata he is me profit bi hota he aur loss bi hota he hamen loss se dilbardashta nai hona chahiye trading me hamesha ye bat yad rakhni chahie k ham ne profit k saath loss ko bi except karna he loss ko except kie baghair hamari trading ki planning adhuri reh jati he loss ko Dil se manen is ko khatam to bilkul nai Kar sakte hen magar apni so koshish to jarur ki ja sakti he loss ko Kam se Kam krney k lie hum mehnat kren learning men Jo kami reh Jaye use pura karenge to loss Kam hona shuru hoga is ignore krne ki ghalti kabhi nai Karen
                            Ji han Pyare doston Hamen chahie ki ham log ko Kabhi Bhi najarandaj Na Karen Agar Ham hone per Fikar Nahin Karenge To Hamen Bar Bar loss hota rahega isliye Hamen loss ko ignore nahin karna chahie balki Hamen loss ko Gaurav hi Karke dekhna chahie ki Hamen last Mein Samaja Seva hai aur Hamare loss hone Ki vajah Main Kya hai agar Ham Ek Bar loss hone se loss ko Dekhenge aur apni Mr ko check Karenge To Hamen Bar Bar kabhi bhi loss Nahin hoga isliye Hamen chahie ki Ham loss ko Najar andaj Kabhi Bhi Na Karen Agar ham log se batana Chahte Hain To Hamen market ki tum Amarpal Najar rakhni chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko ignore karna loss hone se ziada dangerous hota he

                              Asslam.o.alaikum dear forex member umeed krta hon k ap khriet sy hon gy and forex trade sy benefit hasil kr rhy Hon gy and aapane bahut hi acchi baat ki hai gilas Hona last ko ignore Karne Se Jyada dangerous Hai Kyunki jawab ko Lalsot hai aur aap nurse Kohinoor karte hain use was ki vajah Badalte Nahin Hai To aapko Karwar last Hota Hai aapane Sahi Kaha Kiya bahut jyada dangerous acche se aapka Kaun bhi baat ho jata hai aur Iske alava aapka account baar baar baar hota hai agar aapko Aane Wale last ki vajah se aap Nahin Sakte to aapko bahut jyada nuksan bhi uthana pad sakta hai isliye aapko chahie kya aapko Aane Wale loss ko ignore na Karen useful last Se Hone Wali mistake hai jismein strike ki vajah se aapko last Hua Hai vah Dobara repeat Na Ho usse sikhe aur aap Jyada Se Jyada La se bache aur jisse aapko Jyada profit Hasil Ho Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X