how we discover the reasons of loose
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how we discover the reasons of loose
    I see that it is not easy to disocver the reasons of loose,The best way to can help us to do that ,We should open an demo account and in that demo account we should keep try everything we want,Then we should write down all our mistakes and try to recover it.
    I see this is the best way to disocver the reason of loose,

    What is your opinions?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yaha tak meri knowledge hai tu bhai kis chez ka reason dondna itna muskil nahi hota hai ap ko apni mistake se seekhna chahye agar ao nahi seekho gaye tu ap agaye nahi ya sakty hai or ap ko kbi reason nahi mily ga apny lose ka is me is tra
     
    • #3 Collapse

      yaha tak meri knowledge hai tu bhai kis chez ka reason dondna itna muskil nahi hota hai ap ko apni mistake se seekhna chahye agar ao nahi seekho gaye tu ap agaye nahi ya sakty hai or ap ko kbi reason nahi mily ga apny lose ka is me is tra
       
      • #4 Collapse

        bhai jo bhi ap trade lete hain to us waqt dekhen ke apne kin cheezon ko dekh kar trade li aur phir agar loss hojayen to dekhen ke apne kia mistake ki jis ki wajah se apko loss hua.
        • #5 Collapse

          Assalam-O-Alaikum me to bhai jii ye samjhta hoon key forex trading key business me hum jo common mistakes kartey hen un me aik jald bazi hoti hey aur us ko fix karney key liye demo account me practice bohat he zarori hoti hey.
          • #6 Collapse

            gee bhai hmein pta chlta he jo mistakes ham krte hein un ka to trader ko lazme pta chl jata he keh us ne yeh mistake ke he jes ke waja se us ko loss howa he to trader ko apne reasons ka khod pta hona chahe keh kes reason ke waja se loss ho rha he phr us ko khtm krna chahe aur trade mein bhtre lana chahe
            • #7 Collapse

              forex trading mien apko loss hone ke baad dekhna chhaiye ke apne kaunse points ko miss kiya ye bohat behtreen business hai bs apko chhaiye ke ap isko sahi se seekhen.
              • #8 Collapse

                Loss hony k baad ap ko apni galti aik hi tareeqy se mil sakti hyy agar ap apne kie hue kaam par duabara se gorr krain orr har cheez par dehan se nazar dalain......
                • #9 Collapse

                  bilkul demo ko hum jitna time dy gy or jitna dihan sy demo pe kaam kry gy yahi smj k real money lagy howey tu hum kamyab hu skty hain trading main aram sy es leyeh hmy chahiyeh demo ko time dy loss hu tu deakhy or sochy kun c ghalti hoi kya nhi tha krna chahiyeh
                  • #10 Collapse

                    Is main to koi mushkil nahi honi chaheye jab aap koi mistake krtey hain to aap ko maloom hota hy keh aap ney konsi mistake ki hy. Apney aap ko analyse bhi krna chaheye aur un mistakes ko judge krna chaheye jo aap ko nuqsan dey rahi hain. Is tarah hum khud ko loss sey bacha saktey hain.
                    • #11 Collapse

                      bhai ji loss ki koi na koi wja to zror hoti ha jab ap trade kr rhy hoty hain us wqat agr koi trade ap ki loss ma jati ha to ap ko us ki reason zror jan leni chahye kyu kay agr ap ko uski reason nhe pta ho ge tb tk ap us ka solution nhe jaan sky gay aur loss he loss krty rhy gay es lye agr ap ki trade negetive close hoti ha to phr ap ko us ka zror hall nikalana chahye.
                      • #12 Collapse

                        Dear is business me loss is business ka hisa ha hmen is business me loss kabhi bhi ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe kyun k loss hmen is business me kabhi bhi kisi bhi waqt ho sakta ha
                        • #13 Collapse

                          hum forex trading me profit be earn krtay he laikn jb hum greed krtey he zaida profit earn krnay ka to loss ho jata ha. greed ke ilawa ap baghair sochay smjay trading krtey he aur big lot size ki trade open krtey he jo ke bohat risky hoti ha in ghaltion ko km kr ke hum acha profit earn kr sktey he.
                          • #14 Collapse

                            reason lack of practice he bante hain ham jab practice thik se nahi karte hain to hamare losses me ezafa hone lagta hai ham practice jitni ziada karen ge forex me ham ko utna he ziada kamyabi milne lage gi or losses khud ba khud kam hone lag jaen ge .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear is business me loss se hmen hmeshah acha lesosn hasil krna chahe kyun k ye business aik asa business ha jis me hmen loss se hmeshah acha experince hasil ho sakta ha or hm is business me loss se hmeshah mehnat se kam karna chahe achi earning k liye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X