differance between fail and loose

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    differance between fail and loose
    Anyone should difference between fail and loose in forex market,Loose in forex market is a normal thing,Anyone can face the loose in that market,but in my opinion the failure trader is the one who dont learn from his or her previous mistakes,That make the trader always loose, sugg????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother aap k swal ke samj nahe ha k kya mujay swal btao mein detils k sth ap ko btaon mein forex trading ko bhot like krta hn yeh rel mein sub sy best ha.
    • #3 Collapse

      gee bhai hmein apne trading market mein loss nhe krne he aur apne trading mein sahih market ko smjh kr apene trading krne he aur apne trading mein previous mistakes nhe krne hein phr hmein apne trading mein acha profit hasil hota he
       
      • #4 Collapse

        loss or fail hone me koi fark nahi hota hai loss hota tab hai jab aap ke analysis fail ho jate hain jitna ziada hardworking ke sath analysis karte hain or focus acha or knowledge achi hoti hai to utna he ziada benefit hasil hota hai aap ko or losses me bhi kami aati hai is lye ziada acha focus kar ke he fail hone se bacha ja sakta hai .
        • #5 Collapse

          forex man ju tradre loss kerta hai wu apni money loose kerta hai or ju trader knowledge nae gain ker pata or trade sahi nae ker pata wu forex man fail hu jata hai. or earning ane ker pata.
          • #6 Collapse

            forex business me fail or loss me ye difference hota hay k jo traders mehnat nahi karty un ko app es business me fail hi kahen gey or jo ghalat trading karty hey un ko lessors kahen gey
            • #7 Collapse

              Dear forex trading mein jab ap without knowledge aur experience k trading karien gay to ap ko jab loss hoga to phr ap fail ho jaen gay is liye ap ko trading ko learn kar k karna chahiye to phir ap successful trader ban sakty hain
              • #8 Collapse

                In forex business main real looser wo hay jo loss honay k bad forex ko chour dita hy to meri app sab ko request hy k phelay ache learning our guide line hona zarori hy pher he app kamyaab hoon gay
                • #9 Collapse

                  Forex trading main koe b trader ho woh loss ko to bardasht kar ley ga kun k phr woh us loss ko recover b kar skta hai.. lakin jo insan trading main fail ho chuka ho woh kbhe b apny loss ko recover karny ka nh soch skta kun k woh pori tarah nakaam ho chuka hota hai..
                  • #10 Collapse

                    gee bhai fail hona to nakame ko kehte hien aur loose krna kuch loss ko kehte hein aur trader ke lie lazme he keh woh apne forex trading mein ihtiat se kam krein aur apne trading mein experience se kam krein takeh un ke trading ache ho aur woh forex trading mein sahih experience se acha profit hasil kr skein
                     
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      forex business me fail or loss me ye difference hota hay k jo traders mehnat nahi karty un ko app es business me fail hi kahen gey or jo ghalat trading karty hey un ko lessors kahen gey
                      Jo Trader trading main fail ho jaty hain un ki waja yeh hoti hai kay ap jo be trade ko open karty hain tu ap ko us mai jab apni learning nahi karty han tu ap fail ho jaty hain or finally ap ko us sy loss hota hai. jab trader apni galti sy loss karta hai tu woh apna career nahi bana sakta hai or jab woh mistake ko bad mai recover karta hai tu woh apny loss ki ratio ko be kam kar sakta hai or aik acha trader be ban sakta hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X