Aslam o alikum doston jesa ke aap jante ho gold ko sub se ziyadeh risky pair kaha jata hai taham gold ke metal hai jiske bare mein rohjan ko jachanana kafi asan hai gold per trading krte waqt ek bat zehan mein rakhen ek aapke account mein capital ache se accha hona chahie kyunki gold per ek lot per sale ya buy ka order lagane se aapka kafi margin use hoga aur profit ya loss bhe ziyadeh hoga ager aap gold per trading krna chahte hain to kam se kam aapke pass equity 1000$ tk honi chahie aur order lagate waqt lot size bhe kam rakhen aur ager aapko andaza ho aur halat clear ho ke gold ki next direction kya hogie tb aap big lot size rakh kr ke trading kr sakten hain magar aap small lot size he trading karenge to behtar hoga forex mein ek bat aapne mind mein rakh len ke lalach mein aa krke trading krna aap ke liye intehaie nuksan deh sabit ho sakta hai aur without analysis ke gold ya kise aur pair per order laga dena aapko siwaie nuksan ke kuch nahe dega
is ke elawa gold ki price mein ups aur down aate rehte hain aur kuch khas chance bhe hoten hain jin hain aapne mind mein rakhna boht he zaroori hota hai misal ke tor per kise khas day per jesy eid ka din ho gya ya haj ka din ho gya ya Christmas ka dino mein gold ka ek khas rujhan ho jata hai aur iske elawa gold ki price dollar per bhe boht ziyadeh asar dekhtai hai ager euro dollar ke mokable strong ho raha ho aur baki currencies bhe dollar ke mokable up ja rahe ho to gold ke bare mein ye cheez wazeh ho jati hai ke ye ab upside move karega ager eid haj ya Christmas ka moka na ho to
taham year ke starting mein amooman dollar strong hota hai aur euro wagera nechy ja rahe hote hain magar ye koie hatmi raie nahe sirf ek tasur hai iske bur aks bhe ho sakti hai amooman in months mein gold ki price nechy jati hai ya ager dollar euro ke mokable mein weak ho raha hota hai to gold bhe strong hota hai isliye ise buy krne wale fayde mein rehten hain gold per trading krte waqt yad rakhen ke ye sub se ziyadeh risky pair hai aur iske trading sub se ziyadeh risky hoti hai isliye dollar aur euro ke bare mein mukamal condition ko dekhne ke bad gold per trading karen

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим