What cause the currency price to move ups and down.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    jab ai country ki currncy doosri country ki currency ki qadar main farq perta hai to us suarat main market doen ya up hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      I'm new at this and what I think are likely to consider as naive. I think part of it is the differences between the countries twice, which is part of it in a short time. I think it's also things that can make formulates simply, but not as a total newbie, you go after a good strategy because I don't have a lot of money at risk.
      • #453 Collapse

        jb currency upar or neechy hoti ha tb hi hum hmary profit ya loss ko create krty hn. currency ki up or down moving hi ki wja se hamein profit ya loss hota ha.
        • #454 Collapse

          Asslamu allikum wa rehmatullahi wa baraktihi janntt halalhu wa dozkh haramahu dear all pakistan forex forum members bhai ne boht acha question kia hai jo meray ilm main hai is ki waja yahi hai kay jis currency main investment zayda ho jati hai wo up jana start ho jati hai........
          • #455 Collapse

            bhai ey aat ham nhi jan satay ain kue k ye kama compni he ekr ksaty ahi is leey yaha epr ham kuch bhe indfo nhi huty hai forrex bhut eh hc kam h
            • #456 Collapse

              mera khyal say market apka country kay halat per depand karti hay or business per agar ap ki country may business acha hay or halat bhter hoty hain to market up rhti hay lakin jasa hi koi hadsa ya koi halat khrab hoty hain to market down ho jaty hain
               
              • #457 Collapse

                agar buying pressure ziyada ho jaey to market buying mode main chali jati hai aur agar selling pressure ziyada ho jaey to selling mode ban jata hai. aur ye sab kuch strong resistance aur support levels hi per banta hai.
                 
                • #458 Collapse

                  trading market aik mechnizam kay tehat move karti hay aur is kay pechy logic ye hay kay jis currency main ap trade karty hain is country kay siasi and economic halat agr change hon gy to is ka impact forex per pary ga and price up and down ho jaye gi so aisy halat per nazar rakh kar hi ap achi earning kar sakty hain
                  • #459 Collapse

                    forex ke business me currency ups and downs leti rehti hain us ke lye aap ko trend dekh kar trading karna hoti hai agar aap ne sahi trend ka intekhab kiya hota hai to aap ko is me kafi earnings milna shuru ho jati hain or aao zada better kamane lagty hain .
                    • #460 Collapse

                      Dear forex trading ha he currency ki ups and down movement ka ek kam. Es ups and down movement ki bahot si important wajohat hoti hain.jaisa k important economic news k time news jub release hoti ha to eska b impact hota ha. Aur support and resistance level b bahot kirdar ada karty hain.
                      • #461 Collapse

                        currency ka up and down trading pay hoata hay jis din market main ziada trading ho to oss waqt currency main up and down ziada hoata hay iss kay elawa political halat ka bhe currency pay baht barra asar hoata hay
                        • #462 Collapse

                          trading main kafi sary currency hain aur in ki apni aik market and strength hay aur acha trader wo hota hay jo price change karny waly factor ki information rakhy and currency graph ki movement ko analysis kary and is kay mutabiq trade kary to ajldi success hasil hoti hay
                          • #463 Collapse

                            Assalam-O-Alaikum jaisa key bhai jan hum sab jantey hen key forex trading aik world wide business hey jis me bohat sarey countries aur banks involve hotey hen aur unhi countries aur banks kay economic values ki bna per ap ki market ki move hoti hey.
                            • #464 Collapse

                              Anyone can participate in trading forex. regardless of status, education level, and even age. Originally understand how technical trading, has capital and is able to analyze. Another advantage is plunging into forex you become the boss of yourself. Just how you manage it.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                G bhai bilkul market mai jitni flectuation hoti hai daily basis pr ye buyers or sellers ki wja say hi hoti hai.or jesay,jesay log kisi b currency ko Buy ya phir sell krtay hai usi hisab say market mai flectuate krti hai isi liye zroori hai k technical analysis ko use krtay huway trader ko entry or exit points ko findout krnay k bad hi trade place krni chahiye.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X