What cause the currency price to move ups and down.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    han g es ke asal wja yh hy ky central bank may trader ny buy keya ho to news ke wja sy market buy ho jati hy aor agr sell keya ho to news ke wja sy market sell ho jati hy lekn candle pattern market ke movement ka bta daiti hyn ky kder jaye ge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      jab kisi mulq k halat kharab hotey hain ya phir traqi hoti hai tab us mulq ki cruncey up down hoti hai bohat zaida
      • #423 Collapse

        well mere khyal main market ki movment ka inhesar traders per hai jb trader buy aur sell zyada lagaty hai tou market main movment start hoti hai aur news b asar andaz hai.
        • #424 Collapse

          iam use er/usd pair for trade ye bohat acha aur simple pir hai jis ke mujhe eazly aur jaldi smjhaa jate hai ma is par he trade kar raha ho aur eazly acha khasa kama raha ho ye best pair hai.
          • #425 Collapse

            dear friend ap ka swal kafi acha hai is se hum new members ko kafi information mile gi main is k bare main proper answer nahin kar sakon ga kun k is k bare main muje knowledge nahin hai
            • #426 Collapse

              market mein usually volatility buyers and sellers ki wajha se hoti hai lekin wo ek trend or pattern ki form mein move karti hai market lekin jab ek dam se up and downs shuru hojaen tou its mean koi news ai hogi high impact ki jisky effect se market mein itni movement shuru hogai.
              • #427 Collapse

                bro ye to depned karta hy market pa kay market may kase movement aye ga or mareket may movement aksar bari currenceies sa ate hy jase kay usd ho ge or gbp ho ge is ki jab movement hote hy to tab market bht move karte hy os sa
                • #428 Collapse

                  dear ap apne ap ko trader bolte ho or ap ko itna nia pata k currency pairs kase move karte hain dear mere khayal se ap ko ja kar pehle basic parhna ho gi then kahin ja kar ap trading kar sako gye ap awen apna time waste kar rahe ho
                  • #429 Collapse

                    dear forex trading ki market ka laga tar up down honay hi wajha market mein lagatar currency ka sell aur buy hota rehata hay jis say hum traders ko faida hota hay tahwar kay dino mein ziada market mein ziada tazee hoti hay.
                    • #430 Collapse

                      forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey yehi main cause heey changing kaa
                      • #431 Collapse

                        that is not easy to tell that which case the market is going up or down that is our mission if we will know this then that is possible that we will be never loss their if we will know about him my friend and that is to secert of it
                        • #432 Collapse

                          dear forex me market k up down ki waja ye hoti hay k us mulk ki currency tab down hona start ho jati hay jab waha halat teek nahi hoty
                          • #433 Collapse

                            bhai jaan mai to forex per new member he hu mai yaha per daily basis per apni learning he kar raha hu and mai samjta hu is mai humay eanring k liye ache learning karni he chaiye
                            • #434 Collapse

                              I think that is the part of market. You known that market not up or down, then we can not work in this market right ways.
                              We can say market up and down and we are able to earn the money.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Forex trading aik buhat hi acha online business he es min se hum kafi bari earnign bhi le sakte hin magar market ki movement kabhi up bhi jati he aur kabhi down bhi jati he aur hum es business min se apni earning bhi es hi movement ki wajah se hi hasil kar leite hin.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X