What cause the currency price to move ups and down.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    the signal is make this rule and you know what you must do sir in trading and its good for you if you know
    what you must do in trading because its give you more in trading and i like this
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan5454 پيغام ديکھيے
      akser aisa hota hey kah market may koi ecoomic news a jati hey jis say market upper ya neechat fluctuate karnay lag parti hey or akser bohat volatile bhe ho jati hey...kia ye buyers or sellers ki wajjah say market fluctuate karti hey...ap ka kia kahna heye..?
      jab aik mulk aik currency main invest karta hai to dosri currency is k muqabley main kam hoti hai is tarah market oper aur neche hoti rehti hai.
       
      • #108 Collapse

        forex currencies ka oper aur neche ana is baat ki indication hai ke market mai utaar cahroo ho raha hai dollar euro oil and gold sab ke rat eoper neche hone ki waja se apko loss ho sakta hai ager ap ko trading ka knowledge nahi hai to
        • #109 Collapse

          Market me jo currency pairs ke up and down hoti hy es me central banks ke investment and traders ke buy and sell sub matter krti hy oor esky ealwa kese country ke economical conditions bhe..
           
          • #110 Collapse

            There are many causes which cause to move market up and down like economic data of the countries, their political situation, law and order situation their economic situation and all these become the cause of movement of market.
            • #111 Collapse

              mere khayal se ye trader ke waja se up down nahi hota hai . balke ye market ka apna hisaab hai ke currency kabi up hotee hai aur kabi down hotee hai . ye teek hai es ka up aur down hona . kio ke yahi ek raasta hai jis se hum ko faida miltah ai . kio ke ye jab up hota hai agar hum ne buy kia hai to hum ko faida hoga aur agar down jaye hum ne sell lagatya ho to hum ko faida hota haio ..
              • #112 Collapse

                markey me do qisam ke log rehtay henaik ko Bulls (Buyers) jab ke dosray ko Bears (Sellers) kehtay in dono ke aggressive honay ki wajha se hi market move karti he or phr market me ups n down ko dekha ja sakta he
                • #113 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan5454 پيغام ديکھيے
                  akser aisa hota hey kah market may koi ecoomic news a jati hey jis say market upper ya neechat fluctuate karnay lag parti hey or akser bohat volatile bhe ho jati hey...kia ye buyers or sellers ki wajjah say market fluctuate karti hey...ap ka kia kahna heye..?
                  Dear mere khayal say fundamental analysis ki zariye jab koi news aati hai tu bahut say traders uss news kay mutabiq trading karty hain aur jiss kai waja say market main teezi aa jati hai.
                  • #114 Collapse

                    asalam o alaikum bhai jan agar kisi mulk ki currence kam hori he to matlab os mulk ki koi news ai he jo current economy ke lehaz se tab price kabi oper to kabhi neche rehti hen esi lye aur koi reason ni he
                    Luck After Hard Work
                    • #115 Collapse

                      market me ups and down to chalta rehta hai dost !!!!! wajah to ye bhi hai k Forex trading ik business hai ' business me up down hota rehta hai !!!! per haaan currency ki value me up down is liye ata hai k mulk ki economy kitni strong hai ya mulk k halaat kitne khrb hain ' ye saari cheexein currency per effect karti hain !!!!
                      • #116 Collapse

                        currency ki prices ka up down hona yeh dolloar k ooper depend krta ha agr dollar ki prices up hon gy to dosry currencies down hon gi agr dollar down ho ga to dosri curruces up hona shoro hon gy.
                        • #117 Collapse

                          brother mere khayal main market ager kisi country ki currency up ya down hoti hain to us ki wajah us country ki economical postion hai jab aik country economical strong hogi to uski currency bhi upward move karay ge.
                          • #118 Collapse

                            Forex Trading is the best way of earing. dost meray khyal main jis country ki currency hoti ha uss ki jab koi news ahti ha jo uss mulk ki ecnomic sitution ko show karti ho tu agar positive ho tu wo currency buy karti ha aur nagative ho tu sell karti ha kyun iss ki value kam aur zaida hoti ha iss liya buy ya sell karti ha.
                            • #119 Collapse

                              saari baat economy ki agar ap ki economy down ja rahi hai tu ap ko loss hota aur sell par laga daitay ho pair ko aur agar profit ho raha hota hai tu buy par laagna chiyay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Ya economic aur political situation pa depend karta ha ap es leay news ko suntay hain ka economy kider ja rehi ha aur ap phir us leahz sa trade lagatay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X