What cause the currency price to move ups and down.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Agar ap ki country may business acha hay or halat bhter hoty hain to market up rhti hay lakin jasa hi koi hadsa ya koi halat khrab hoty hain to market down ho jaty hay....
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      jis currency ki news ati hai uss currency k pairs par buhat faraq parta hai na tu yeh buyer ki waja sey hota hia na hi seller ki waja sey hota hai yeh depond hota hia news par k news currency ko strong kar rahi hia ya week isi waja sey falactuation hoti hai thank you so much.
       
      • #138 Collapse

        bhai is ke bare me me kya jawab dun yeh candles hoti hain jo day me ya to up jati hain ya down or zahir si baat hai aik dam 100 se 200 pips jumps to maar nahi sakti hain is lye thora ups and downs kar ke jati hain .
        • #139 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: maan401 پيغام ديکھيے
          dost meray khyal main jis country ki currency hoti ha uss ki jab koi news ahti ha jo uss mulk ki ecnomic sitution ko show karti ho tu agar positive ho tu wo currency buy karti ha aur nagative ho tu sell karti ha kyun iss ki value kam aur zaida hoti ha iss liya buy ya sell karti ha
          dear humehsa ak he reason nahi hota hai currency k up ya down hony ka kafi waja ho jati hai like ksi country me se foj ko wapis bula lena kis pm ka speach krna etc is trha effect hoty hain
          • #140 Collapse

            Market main buying aur selling dono pressures hote hain. agar buying pressure ziyada ho jaey to market buying mode main chali jati hai aur agar selling pressure ziyada ho jaey to selling mode ban jata hai. aur ye sab kuch strong resistance aur support levels hi per banta hai.
            • #141 Collapse

              bhai jan jahan tak mera knowledge hay us waqat market jo up and down move karti hay us main buyer ya seller ka koi kirdar nahi hota hay us waqat us country ki currency ki waja say market up and down ho rahi hoti hay.
              • #142 Collapse

                bhai mere khayal main aisa bilkul nahin hota hey aur forex ki maket just news sey hi yakdam buy aur sell hoti hey aur market main jab new ati hey to us time currnecy ki movement yadkam change hoti hey.....
                • #143 Collapse

                  yes mostly time aesa hota hai k news any sey currencies foran up and down ho jati hai iss ko data kahty hain yani kisi country ki current stuation k mutabik uss country ki news ati hai jis sey uss ki currency ko effect parta hai ya woh up chali jati hai ya down .
                   
                  • #144 Collapse

                    there is a many reson the most are The currency movement ups and downs for supply. Often it happens for international labor management. so the currency got up and down in the trading platform
                    • #145 Collapse

                      bhai ap ne sahi kaha k jb b koi news ati hai market aksar buht ziada up ya down ho jati hai mera is bae mein yeh kehna hai k jitne b barrey invester or trader hote hai un k paas ham chote traders se ziada maloomat hoti hai is liye woh news aney se pehle hi market ko buy ya sell kr lete hain
                      • #146 Collapse

                        currency price k kam ya zyada hona us k mulk ki economic condition ko show kerta he agr to mulk ki economic condition achi he to hm uski currency ko buy ker k profit hasil ker skty hen urrency me traderss ka atitude bhi matter kerta he or economic conditions pe bhi depend kerta he
                        • #147 Collapse

                          currency ki up aur down movement kisi mulk ki economic condition pe depend krti hy aur jab kisi mulk ki economic stability kam hoti hy to investors us mulk se apna paisa nikaalna shuroo kar dety hain jis ki waja se us ki value aur gir jaati hy ar agar aik mulk ki economic stability strong ho rahi ho to us me paisa invest kia jata hy jis ki waja sy us mulk ki currency ko aur boost milta hy
                          • #148 Collapse

                            ji bhai aap seheh keh rahay heen ky buyer oor seller ki waja sy market meen up and down aata hy, jub buyer oor sellers ki tadad kum ya zayada hoti hy tu currency pair meen bhi utar charaoo aatta hy.
                            • #149 Collapse

                              I think the price of different currencies are not wholly dependent on Buyers and Sellers means there are lot of other factors like Inflation rate difference, Interest Rate difference between two countries. Country with high inflation rate depreciates the value of its currency against the country with low inflation.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Jab bhi is main koi news ata hay ya kisi bhi currency maijn movement huti hay tu koi na koi country main kuch loss ya nafa ki waja se is main up ya down huta ahy aur app ko is main sell ya buy karna ko milta hay aur app ko is main kuch trend milta ahy aur app ko is main trade ko trend dekh kar trade ko open karna chahye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X