luck matters little while trading Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    luck matters little while trading Forex.
    One of the post i saw here on this Forex which said if we want to success on Forex trade we need luck, knowledge, experience and education, many people said that knowledge experience and education matter very well if we want to success tradin Forex, and most people also said that luck did not play in role on Forex trading,

    I also agree with that statement that luck did not matter in Forex if we want to success, that it did not play any role at all, but now i realize that in all business or other work we are doing if we want to success doing that business or work we also need luck to support us to achieve that success, so what am saying is that luck play a little role for us too while trading Forex.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai luck ka koi matter forex trading mein nhe hota he aur trader ko apne trading mein luck pr kuch depend krna chahe aur trader ko sath mein apne trading mein mhnt aur sahih experience se apne trading krne se hmein fiada milta he
     
    • #3 Collapse

      Trading main luck buhat important factor hy lekan is par depend nahi krna chaheye aur is key leye wait nahi karna chaheye. Luck ko chhor kr forex ko seekhna chaheye aur is key leye hard work krna chaheye. Hard work is the key of success aur is sey hum forex ko learn kr saktey hain aur is sey best benefits ley saktey hain.
      • #4 Collapse

        forex ki market me luck matter karti bhi or kabhi kabhi nahi bhi karti is market me jo constant matter karta hai woh experience he karta hai jitni mehnat ke sath experience gain karen ge utna he ziada acha result mile ga earnings bhi ziada se ziada karne ko milen gi .
        • #5 Collapse

          Jab new traders forex market mai trading start kartay hain tu maire khayal mai uss time har trader ko thori bohot luch ke zaroorat hote hai , uss say trader kay confidence mai kafi izafa hota hai aur woh confidenc kay sath trade kar sakta hai . lakin long term mai luck nai balkay hard work aur learning he kaam ate hai.
          • #6 Collapse

            buhut ajib sa lgta hai jub koi unexpert trader forex say earnin gker reha hota hai aisa koi lakhun man aik hota hai ju luck pay baar baar profit man jata hai aisa buhut kum hi hota hai.
            • #7 Collapse

              g bhai forex trading ke business mien thori to luck bhi matter karti ahi lekin apko chahiye ke ap is mien apne skills pe bharsoa karenge to hi is mien ap kamiyab hosakte hain.
              • #8 Collapse

                gee bhai forex trading mein hmein luck se faida hota he laken hmein yeh lazme hota he keh hm apne trading mein knowledge aur experience se kam krein aur apne trading mein mhnt krein aur apne business ko smjh kr trade krein aur apne trading se acha profit hasil krein
                 
                • #9 Collapse

                  Luck ki hamari zindag main kafi importance hy. Luck sey hum big profit bana saktey hain lekan luck ka wait krna saheeh nahi hy, is tarah hum mehnat nahi karain gey aur luck ka wait krtey rahain gey. Luck pr depend krney ki bajaye hard work kr key forex ko seekhna chaheye aur apni qismat khud change krni chaheye.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    sir baat ya ha kay forex market ma luck bhot kam kam ata ha qk agar forex ma luck kam ata to aj har koi forex say earning raha hota lakin yaha pay just wohi log hi earning kr sakty ha jin kay pas experince hota ha qk begar experince kay ap forex tarding ma earning nai kr sakty ha lakin apko luck ziada nai azmana chahiye qk expeirnce lazmi ha

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X