Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?
    achaa bhai to mery is post ka matlab ye hy k aksar hamary seniors hamain mashwara dety hian k bhai agar zyada samaj nahi trading ka matlab junior ho to stop loss aur stop profit ka istimal zaroor karo, iska simply hum is hafty k gold sy andaza laga sakty hian k Q zaroori hy stop loss aur stop profit, matlab jis tezi sy gold ooper ke taraf gaya hy to ab khud andaza lagayain k jis ny sell main trade lagaya ho aur cloase B nahi kiya ho k chorr ye wapas ayega neechy ke taraf matlab historyrepeat hogi to cover karlega to sochain kitna nuqsan kiya hoga un logo ny, aur jis ny stop loss lagaya ho unka zahri baat hy kam losshuwa hoga, isliye seniors ke baat maanni chahiye aur stop loss aur stop profit option ka istimal krna chhaiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

    dear friend, stoploss aur take profit forex trading k liay bht usefull tools hain, in k istemal sa hmari trading safe rehti ha aur hm aapnay profit ko timely secure kar saktay hain, agr market koi unstability show karay aur hmari trade k inverse moment start kar day to stoploss sa hm isko limited loss tk mehdood kar saktay hain, q k tp aur sl ki selected limits par pohnch kar hmari trade automaticaly close ho jaati ha
    Last edited by ; 24-07-2020, 10:45 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

      Stop loss or Take profit use karna chaiy aap ki baat bilkul theek hai forex main aap stop loss use kray gay tu aap achi trading Kar Kay kamyabi hasal Kar saktay hai agar aap take profit use kray gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai
      • #4 Collapse

        Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

        No dear stop loss k sath stop profit ni take profit hota hai. Forex trading ma stop loss or take profit es lae zaruri hain k en sy acct ki saftey ko taqeeni banaya ja sakta hai. Forex trading ma agr big lot use ki hai to lazmi sl or tp set karyn. Forex market k bahrosy na rahyn market apk acct ko 2 min ma kha jae gi or apko pata b ni chaly ga
        • #5 Collapse

          Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

          aagr hum forex main hum kam kar rhay hain to humain es main stop loss ko estmakl kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main acha profite hasl kar skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our forex 1 on line business hain
          • #6 Collapse

            Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

            SL TP isliye zaroori hai k agar aapka ab Kisi bhi vajah se apni trade ko shrap nahin kar sakte yah close nahin kar sakte to aap ka Agarwal Oscar chal rahi hai market to Aapka pura account waashna ho jaaye agar account varsh ho jata FIR aapko shuru se zero se mehnat karni padti hai aise hi agar hamara DP set Nahin Hoga market kafi upar jakar hamen achcha khasa property Dekh Kar FIR wapas aane wali hoti hai aur wapas aap jaati hai ham aapko profit Nahin le sakte Jo mein mil raha tha ek achcha profit isliye hamen TP aur SL ko dance me set karna chahie aur acchi jagah per set karna chahie lost Pan set karna chahie jama ki teesri Nahin pahunch Shakti aur profit vahan set karna chahie ja market ISI report sakti hai aur isase aapke liye acchi entry ki jarurat hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

              ji han ye bhit hi ihm tools hain forex business main kaam karne ke lye our apne account ko save rakhne ke kye bhot zrori hota hai is lye hamesha acha se acha kaam karna chahye take hamain loss na ho.
              • #8 Collapse

                Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
                dear friend, stoploss aur take profit forex trading k liay bht usefull tools hain, in k istemal sa hmari trading safe rehti ha aur hm aapnay profit ko timely secure kar saktay hain, agr market koi unstability show karay aur hmari trade k inverse moment start kar day to stoploss sa hm isko limited loss tk mehdood kar saktay hain, q k tp aur sl ki selected limits par pohnch kar hmari trade automaticaly close ho jaati ha
                Dear friend stop loss or take profit forestadent ke liye ek bahut hi jyada useful tool hai agar isko use karte hain to hamen trading mein 10 nahin ho sakta hai isliye hamen chahie ki Ham stool ko trading main use Karen aur uske sath Apne naal ishq Karen kyon ke jitna jyada hamare pass iska naresh hoga aur experience hoga tu Hi Ham iske kahaniyan ho
                • #9 Collapse

                  Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Tauseef2020 پيغام ديکھيے
                  achaa bhai to mery is post ka matlab ye hy k aksar hamary seniors hamain mashwara dety hian k bhai agar zyada samaj nahi trading ka matlab junior ho to stop loss aur stop profit ka istimal zaroor karo, iska simply hum is hafty k gold sy andaza laga sakty hian k Q zaroori hy stop loss aur stop profit, matlab jis tezi sy gold ooper ke taraf gaya hy to ab khud andaza lagayain k jis ny sell main trade lagaya ho aur cloase B nahi kiya ho k chorr ye wapas ayega neechy ke taraf matlab historyrepeat hogi to cover karlega to sochain kitna nuqsan kiya hoga un logo ny, aur jis ny stop loss lagaya ho unka zahri baat hy kam losshuwa hoga, isliye seniors ke baat maanni chahiye aur stop loss aur stop profit option ka istimal krna chhaiye.
                  Dear forex member stop loss our take profit lagana bahut jaruri hota hai kyunki iske jarie hai Ham apni trade ko secure karte Hain . Agar ham trade lagate Hain aur take profit aur stop loss lagate Hain to iska fayda yah hota hai ki jab bhi profit per pahunchega to hamara trade automatically band ho jaega aur jo profit Hoga isko Ham sikhe per kar lenge dusra agar market hamare against chala jata hai aur hamen log aur Hona shuru ho jata hai to Jaise hi hamara trade law stop pahunchega to hamara trade automatically band ho jaega aur ham bade loss se baj sakenge.
                  Your limitationit’s only your imagination.
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

                    jee han dear ap ne sahi kaha forex mian agr ap ne kamyaabi hasil karni hai to apko pehlay iska achi tarah knowldge hasil karna chahiye or stop loss or take profit ko zaroor lagaya karen meri nazar main aik acha or kamyaab trader wahi hai jo apni trading main stop loss or take profit lagata hai kiun k kabhi kabhi hmari trade hmray agianst bhi chali jati hai or bohat he ziyada neechy ya ooper ki taraf jatii hai to hmara acount wash tak ho jata hai agr hmara stop loss laga hoga to bohat he kam loss mian woh automatic close ho jaen gi or hm bohat he ziyada loss se bach sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

                      jee han dear ap ne sahi kaha forex mian agr ap ne kamyaabi hasil karni hai to apko pehlay iska achi tarah knowldge hasil karna chahiye or stop loss or take profit ko zaroor lagaya karen meri nazar main aik acha or kamyaab trader wahi hai jo apni trading main stop loss or take profit lagata hai kiun k kabhi kabhi hmari trade hmray agianst bhi chali jati hai or bohat he ziyada neechy ya ooper ki taraf jatii hai to hmara acount wash tak ho jata hai agr hmara stop loss laga hoga to bohat he kam loss mian woh automatic close ho jaen gi or hm bohat he ziyada loss se bach sakty hain aik achay trader ki pehchan bhi yahi hai k who take profit or stop loss k bghair kabhi bhi kaam nai karta or apny account ko safr rakhta hai or yahi raaz hai markete mian dair tak in rehnay ka
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?
                        • jee han dear ap ne sahi kaha forex mian agr ap ne kamyaabi hasil karni hai to apko pehlay iska achi tarah knowldge hasil karna chahiye or stop loss or take profit ko zaroor lagaya karen meri nazar main aik acha or kamyaab trader wahi hai jo apni trading main stop loss or take profit lagata hai kiun k kabhi kabhi hmari trade hmray agianst bhi chali jati hai or bohat he ziyada neechy ya ooper ki taraf jatii hai to hmara acount wash tak ho jata hai agr hmara stop loss laga hoga to bohat he kam loss mian woh automatic close ho jaen gi or hm bohat he ziyada loss se bach sakty hain aik achay trader ki pehchan bhi yahi hai k who take profit or stop loss k bghair kabhi bhi kaam nai karta or apny account ko safr rakhta hai or yahi raaz hai markete mian dair tak in rehnay ka agr hum stop loss or take profit use karen gy to hmen markete ko watch karny ki zaroorat nai hoti hmen bas apny signals ko searnch karna hoga ziyada se zyada apka take profit or stop loss in dono mian se aik to hit ho he jay ga



                        • #13 Collapse

                          Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

                          jee han dear ap ne sahi kaha forex mian agr ap ne kamyaabi hasil karni hai to apko pehlay iska achi tarah knowldge hasil karna chahiye or stop loss or take profit ko zaroor lagaya karen meri nazar main aik acha or kamyaab trader wahi hai jo apni trading main stop loss or take profit lagata hai kiun k kabhi kabhi hmari trade hmray agianst bhi chali jati hai or bohat he ziyada neechy ya ooper ki taraf jatii hai to hmara acount wash tak ho jata hai agr hmara stop loss laga hoga to bohat he kam loss mian woh automatic close ho jaen gi or hm bohat he ziyada loss se bach sakty hain aik achay trader ki pehchan bhi yahi hai k who take profit or stop loss k bghair kabhi bhi kaam nai karta or apny account ko safr rakhta hai or yahi raaz hai markete mian dair tak in rehnay ka agr hum stop loss or take profit use karen gy to hmen markete ko watch karny ki zaroorat nai hoti hmen bas apny signals ko searnch karna hoga ziyada se zyada apka take profit or stop loss in dono mian se aik to hit ho he jay ga or ap atmeenaan se kaam kar saken gy apko apni trades ki koi tention nai honi chahiye apki trades automatic close ho jay gi profit mian ya loss mian
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

                            Dear aapane bohut Acha question Kia ha k stop loss or stop profit kun zarori ha dear stop loss k zariye to hum Apne account ko safe rekh sakte han or stop profit is liye zarori ha k ager hum lalach kar jien to shied wo profit b back ho jie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

                              Aslamu alaikum umeed hay ap sb khairiat sy hon gy forex trading platform pa Kam krty hoy apko kamyabi chaya to apko chahya k ap ziada sy ziada mehnat kren r..jb bhi trade lagaen to apko mind ma hona chahya k ap my stop loss r take profit zroori lagana chahya because some times market down hoti ha to os ma loss bhot ziada ho jara ha to jb stop.loss laga hoa ho ga to os ma hamesha ik trader ko bhot bara benifit hota ha wo ya ha k jb bhi market down ho jye go to agar apka stop loss laga hoa ha to apkai trade jitny loss tk lagi ho gi wahan pa jb bhi loss ponchy ga to trade automatic ally close ho jye go r ap ik Bry loss sy buch jaty haen ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X