Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

    dear friend stop loss and take profit zaroori hota hai kyunki jab Ham trading karte hain agar market opposite chali jaati hai aur ham stoploss lagate Hain to market automatically close Ho jaati hai hamare trade automatically close Ho jaati hai jisse hamen jyada loss bhi nahin hota aur take profit bhi lagana jaruri hota hai Taki hamen jab achcha profit mile to market it automatically close ho jaaye aur ham achcha profit bhi gain kar le isliye stop loss and take profit lagana bahut jyada jaruri hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

      Friends agar aap apni trade mein stop loss or take profit ki limit ko use karte hain to isase aap apni trade ko save banaa lete hain aap jante Hain Ki save trading karne chahie aur safe trading ke liye stop loss or profit ki limit bahut jyada jaruri hoti hai aap Agar kabhi trade Ko nahin bhi dekh rahe ho phr market ki achanak se moment change ho jaaye to aap ko jyada nuksan ka samna nahin karna padega isliye aap log stop loss ki limit ko use karte hain aur ISI tarah friends ab aap log trade Ko chhodkar Kisi aur kam Mein biji hote Hain to Agar aapki trade profit mein aaye tab aapka track profit aapke kam aata hai isliye donon limits ko use karna zaroori hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Stop Loss aur Stop Profit Q zaroori hy?

        Assalamu alaikum stop loss or gain profit ka abhiyan hamare liye bahut jaruri hota hai ismein yah hota hy kyunki yah hamen last se bhi ban jata hai aur ham ek targeted profit ko easily gain kar sakte hain stop loss ka matlab yah hota hai ki Ham ek khas hard select kar lete hain usse jyada agar hamar Las ho raha hota hai do trade hamari automatically close Ho jaati hai aur gain profit Bhi ek aisa point hota hai jo Ham select karte hain jab hamara profit khas point Tak pahunch jata hai to hamari trade automatically close ho jaati hai isiliye hamen yah option bahut hi importantly aur carefully use karna chahie Taki Ham nuksan sabhi badshah ke aur profit bhi Target point Tak achieve kar saken yahi vajah hai ke Star Plus aur can profit ka bahut hi achcha option Diya Gaya hota hai

        اب آن لائن

        Working...
        X