Asalam-o-alikum forex trading mein agar humein loss ho jaye to humein ya sochna chahiye keh hum ne ab es loss ko recover kaise karna hy us ky liye humein plan banae chahiye aur market ko ache tarah se analysis kar ky trades lene chahiye takeh hum apne loss ko recover kar saken , aksar trader ko jab trading mein loss hota hy to wo preshan ho jaty hain aur dill chota kar dety hain asy trader kabhi bhi kamyab nahin hoty hain ,forex trading mein loss aur profit hota rehta hy es mein humein apne loss ko bhi es tarah se accept karna chahiye jaise hum apen profit ko accept karty hain aur forex trading mein loss humein apne he mistakes ki wajah se hota hy es liye humein loss se seekhna chahoiye aur loss ko recover karne ki plkaning banae chahiye tab he hum kmayab hon gy thanks
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим