trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .
    Asalam-o-alikum forex trading mein agar humein loss ho jaye to humein ya sochna chahiye keh hum ne ab es loss ko recover kaise karna hy us ky liye humein plan banae chahiye aur market ko ache tarah se analysis kar ky trades lene chahiye takeh hum apne loss ko recover kar saken , aksar trader ko jab trading mein loss hota hy to wo preshan ho jaty hain aur dill chota kar dety hain asy trader kabhi bhi kamyab nahin hoty hain ,forex trading mein loss aur profit hota rehta hy es mein humein apne loss ko bhi es tarah se accept karna chahiye jaise hum apen profit ko accept karty hain aur forex trading mein loss humein apne he mistakes ki wajah se hota hy es liye humein loss se seekhna chahoiye aur loss ko recover karne ki plkaning banae chahiye tab he hum kmayab hon gy thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

    trading mein hamen Jo loss milta hai usko recover karna itna easy nahin hota usko recover karna bhi mushkil ho jata hai kyunki vah ek hi trade se kabhi bhi recover nahin ho sakta hai usko recover karne ke liye hamen ka office ka galat karni padati hai aur hamen small small amount lekar working karni hoti hai hamara loves recover hota hai agar Ham ek hi trade se apne dost ko recover karna chahte hain to hamara loss kabhi bhi recover nahin hota
    • #3 Collapse

      Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

      Dear aapane sahi kaha agar kisi jagah per loss Ho jaaye To hamen apni mistake ko dekhna hoga aur yah sochana hoga Ki ab loss kis tarike se recover kiya jaaye jitna focus ke sath Ham kam Karenge aur pahle learning per hi focus denge aur acchi tarike learning Karenge tabhi Ham for SK business Ho samajh payenge yad rakhen Forex Mein jaldbazi Mein aakar ke trading karne se hamesha nuksan hi hota hai aur loss bhi jyada hota hai hamen sabse pahle is chij ko avoid karna hoga Aur is tarah Se planning banani hogi ki hamen loss kam aur profit jyada ho agar kisi jagah loss bhi ho jaaye to tension lene Ki Koi jarurat nahin balki apni mistake ko sudharen aur use dekhen ki kis vajah Se aapko itna loss hua Hai aur dobara try Karen aur acchi tarike kam Karen jitna jyada focus denge is kam Mein utna Hi achcha profit Forex se Hasil kar payenge agar hamara focus hi nahin hoga To Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar payenge Forex mein kamyabi sirf learning per aur focus dene per hi milati hai jitna jyada deep Mein jaenge utna hi jyada is business ko samjhe ayenge aur utna hi achcha profit is business se Hasil kar payenge
      • #4 Collapse

        Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

        ager ham loss hojaye to pher hamein thora thora kar ky recover karna chaye is lye hamein bilkul bhi jazbat man nhe ana chaye aur pher na hi is mian kabhi hamein judl bazi karny caye i slye hamein is mian mehan tkarny chaye aur pher himat ky sath work karna chaye jis sy pher kafi ziada fiada hosakt ahy aur pher ham is main ik achy earning bhi kar sakty hn jis sy pher kamyabi hosakty hy
        • #5 Collapse

          Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

          G hna ap ki baat theek hae k ager hamn trading mn loss ho jae to hamn aisa kerna chahea k hamn is mn mehnut kerni chahea ur apnya hum experience ko develop ker k bahut he achi traha is mn trading krn ur achi earning phir hum ker saktay hn kun k aisa kernay say hamn kafi faida ho ga ur hum achi earning ki traf ja saktay hn kun k yeh ak kamal ki ches hae jo main ap k sath disscuess ker raha hn
          • #6 Collapse

            Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

            G han dear ap ki baat to sahe hy k agar trading karty howy hamin loss bhi ho jy to phr hamin us loss kaisy recover karna hy. Hamin apny analysis ko darust karna hoga achy tariky se trade karni gi ta k hamin mazeed loss na ho or ham apna loss bhi recover karlain
            • #7 Collapse

              Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Minahilzarnain پيغام ديکھيے
              Asalam-o-alikum forex trading mein agar humein loss ho jaye to humein ya sochna chahiye keh hum ne ab es loss ko recover kaise karna hy us ky liye humein plan banae chahiye aur market ko ache tarah se analysis kar ky trades lene chahiye takeh hum apne loss ko recover kar saken , aksar trader ko jab trading mein loss hota hy to wo preshan ho jaty hain aur dill chota kar dety hain asy trader kabhi bhi kamyab nahin hoty hain ,forex trading mein loss aur profit hota rehta hy es mein humein apne loss ko bhi es tarah se accept karna chahiye jaise hum apen profit ko accept karty hain aur forex trading mein loss humein apne he mistakes ki wajah se hota hy es liye humein loss se seekhna chahoiye aur loss ko recover karne ki plkaning banae chahiye tab he hum kmayab hon gy thanks
              Koi bhi trade aaisa ni ha jahan sirf insan ko munafa or faida he hota rahy isi tarh forex mein bhi insan ko kabhi kabhi loss ka bhi samna krna parta ha. Lekin insan apni mehnat or lagan se os nuqsan ko munafa men badal sakta ha . Wo is tarh ky jb banda forex trading mein koi ghalti karta ha to usko tb nuqsan hota ha or us bat ko andaza ho jata ha ky usko ghalti ki waja se nuqsan hua ha to phir wo mehnat kry or osi ghalti ko dobara na kry to nuqsan se bach sakta ha
              • #8 Collapse

                Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

                Agar forex market main trading karte Hain aur trading ke dauran agar Lal Ho jaaye to usko kaise recover Kiya jaega usko recover karne ke liye hamen pahle se jyada apne work per focus karna hoga tamam rules and regulations ko follow karna hoga jitni bhi kamiya hai unko dur karna hoga tumhen mistake uski karna hoga aur post ki ki quality or quantity ko pahle se zyada achcha karna hoga threads createt karne ke liye acche acche words use karna chahie tab ke koi bhi Forex member UN ko easily read kar sake aise create karna chahie jinse a dusron ko bhi fayda hasil Ho aur kafi informative hona chahie thank u
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

                  ASSALAM O ALIAKAUM, Forex mn treading karte hue hamen loss hota hai aur profit bhi hota Hai Jab miloge Ho Jata Hai to hamen use losco recover karna hota Hai to agar Ham Forex mein kamyabi hasil karna chahte hain to hamen hamesha soch samajhkar trading Karni hogi Kabhi Bhi ek se zyada trade open nahin Karni hogi normal lot size ke sath aur money management ko follow karte hue training karne hogi jab tak Ham Forex mein mehnat nahin karenge tab tak Ham kamyabi hasil nahin kar sakte to hamen chahie ki Ham full mehnat ke sath kam Karen acche experience or knowledge ke sath kam Karen tabhi kamyabi possible ho sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

                    trading mein planning ke sath apne loss ki recovery ki ja sakti hai agar Ham sab yahan per Forex mein planning ke sath kam karte Hain to Ham sabko bahut jyada fayda hota hai trader ko chahie ki jyada experience Hasil karke mehnat Kare kyunki jab Ham yahan per knowledge Hasil karke mehnat karte hain to market mein kamyabi Hasil karte Hain Ham sabko lost key recovery karne ke liye bahut hi jyada mehnat karni padati hai tab jakar Ham sab yahan per kamyabi Hasil karte hain jiski bus forex ka knowledge hai to vah trader yahan per bahut jyada kamyab hota hai kyunki yahan per successful hone ke liye aapko Dil laga kar kam karne ki koshish karni chahie tab jakar aap yahan per karte ho aur yahan per successful hone ke liye always planning ke sath loss recovery karne ki koshish karen aur planning ke sath target ko pura Karen Taki aap bahut jyada Kam nahin Ho
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Minahilzarnain پيغام ديکھيے
                      Asalam-o-alikum forex trading mein agar humein loss ho jaye to humein ya sochna chahiye keh hum ne ab es loss ko recover kaise karna hy us ky liye humein plan banae chahiye aur market ko ache tarah se analysis kar ky trades lene chahiye takeh hum apne loss ko recover kar saken , aksar trader ko jab trading mein loss hota hy to wo preshan ho jaty hain aur dill chota kar dety hain asy trader kabhi bhi kamyab nahin hoty hain ,forex trading mein loss aur profit hota rehta hy es mein humein apne loss ko bhi es tarah se accept karna chahiye jaise hum apen profit ko accept karty hain aur forex trading mein loss humein apne he mistakes ki wajah se hota hy es liye humein loss se seekhna chahoiye aur loss ko recover karne ki plkaning banae chahiye tab he hum kmayab hon gy thanks
                      Losses ko recovers karna itna asaan nahi buhot mehnat kay baad he koi apnay losses ko recovers kar sakta hai lekan han agar koi committed ho tho buhot jald sub kay sub losses recover hojatay hai eskay leye jaldbazi kay bajaye cool mind ky saath bari patience kay saath he trading karna hogi taakay mazeed kesi be tarha kay losses say bacha ja sakay har member ko chaheye kay apni first priority sirf aor sirf losses recover karnay par day
                      Zuhaib9988 Trading journal
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

                        loss to business main hota rehta hae or usko recover bhe lazmi karna hota hae to bas is ke liye tamam logon ko cahiye ke wo is amin sahe tarah se ache tarah se wo is main kam karen is main kabhe bhe himmat na haren is main wo jitna zayada mehnat ke sath kam karte hain wo is main kamayb ho jate hain bas hamen agar karne hae to mehnat jo log mehnat is main zayada kar jate hain wo he to kamayb bhe is main zayada he ho jate hain to bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum kabhe bhe himmat na haren balk sahe tarah se is main dil se kak kam kiya karen take hum is main kuch gain bhe kar len or is main hum success bhe hasil kar he saken lakin hamen karne hote hae to sirf mehnat is amin jo yeh mehnat karta hae kamayb ho jata hae
                        • #13 Collapse

                          Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

                          Hain ya bat bhi thk ki hy agr humko us business ma loss ho jaw to hum
                          Us ko monhat se recover ker sakty hy jo log us business ma loss ker
                          Daye to hum ko monhat se kam kerty hy to hum ko us business ma faida
                          Ho sakta hy jo log monhat ni kerty wo loss ko recover ni ker sakty
                          • #14 Collapse

                            Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Minahilzarnain پيغام ديکھيے
                            Asalam-o-alikum forex trading mein agar humein loss ho jaye to humein ya sochna chahiye keh hum ne ab es loss ko recover kaise karna hy us ky liye humein plan banae chahiye aur market ko ache tarah se analysis kar ky trades lene chahiye takeh hum apne loss ko recover kar saken , aksar trader ko jab trading mein loss hota hy to wo preshan ho jaty hain aur dill chota kar dety hain asy trader kabhi bhi kamyab nahin hoty hain ,forex trading mein loss aur profit hota rehta hy es mein humein apne loss ko bhi es tarah se accept karna chahiye jaise hum apen profit ko accept karty hain aur forex trading mein loss humein apne he mistakes ki wajah se hota hy es liye humein loss se seekhna chahoiye aur loss ko recover karne ki plkaning banae chahiye tab he hum kmayab hon gy thanks


                            Salam, sir nuqsan ho b jaye tu yh aik risk ha , sub sy pehly hamen kam risk ly ky play krna chaiye ager nuqsan b ho jaye tu itna zyada na ho, yaaad rkhen jis kam ma ap professional hain usi py play zyada kren thanks.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading mein loss ho jaye to usy recover kaise karna hy ya sochain .

                              Koi ager Trad Khud say Close Ho jay Tu Recovery Nhi Hoti chahahye ap Ka account 0.80 Ka Bhe bacha Ho mgar Jab Ap Trad Khud close karein Gy Tu Recovery Zror Ho gi Israel Dil lagakar kam Karen Forex mein time table Banakar pakane to aapke liye kamyabi almost aapke liye benefit aapke liye always Hogi isliye koshish Karte Rahe acchi kamyabi ke liye Hamesha good Waqt Ko follow Karen Achcha time table Banakar Waqt Ko follow karte ho kamyabi kitna follow karen to kaise karen to kamyabi aapke liye always Hogi mehnat Karte Rahen always kamyabi ke liye koshish Karte Rahen to commit Rahegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X