Re: Pak forex ma education ki kitni zarort h.
Forex mn formal education ki koi zyada zaroort nahi hoti hy agr is business k baary mn jaan kaari achi hy tu acha earn kr sakte ho.agar achi qualification hy tu is advantage yeh hota hy soch zara broad si ho jaati hy aur things ko better way sy deal kia ja skta hy lakin forex ka as such kii criteria nahi k taleem zyada ho jis ko shoq hy vo join kr sakta yeh platform un sub k lye supporting hy jo hardworking krna jaante hain agr kam acha go ga tu dam bhi acha ho ga so education ki tension lye beghair hard work jaari rakhen is ka reward zaror mile ga kisi na kisi sourat mn

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим