Loss say kun seekhna hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    loss ko ap ak aucha expereince k lye use kar skty han or is ssay ap next time kafi earning may help hasil kar skty han or ap ko koi problem nhai ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yesh brother its true, agar ap ko loss ho jae ga to ap ko focus apne loss per hoga, and loss trader ki mistakes se hota he just apni mistakes per focus den aur unki demo account per practice kare aur apni mistakes se learn kare, isi tarha ap ko mazeed knowledge and experience gain hota rahe ga apni mistakes se, just do practice on demo account...
      • #48 Collapse

        if you have suffered from loss the don't worry because it is a usual thing but to learn from loss is more important because if you will not do so then you may lose money again due to same mistake and to lose again and again shows your in-commitment
        • #49 Collapse

          G esa he ho jis ko kafi bar profit hota ha wo phr yahe samjta ha ky ma sab seekh gaya hon laken yah galt bt ha insan kabi be full kam par aboor ni pata ha wo kam krty kahe be galti kr sakty hain r un ko loss ho jata ha is tara he ha jab ap ko loss hota ha phr ap ko 3xperience hasil hota ha 0hr is sy ap dobra galti ni krty
          • #50 Collapse

            daikhan g hamain forex se kam karna ho or moeny b earn karna ho gy per is lai lazmi hai agr ham apny mistake kr dain to us ko mazeed se mazeed revise na krain. or us se seekain taky ham apny ap ko regular profit earner bana sakain.
            • #51 Collapse

              ta k ap ko yad rehy ga k ye aik risky buiness hai si mein baht ziyada loss bhi ho jata hai ye aik acha buiness hais i ko kisi tiembhii kiajkta hai ye aik good buiness hai is ko kisi tiembhi kiajksta hai
              • #52 Collapse

                agar hum bhai jaan loss se nai saikhain gay to humey kuch beh hasil nai hoga kyun k jab bhe humey loss hota ahh to us loss se humey bht kuch saikhne ko milta hah aur agar hum apni mistakes ko dor akarin gay to eh hum kamayb honge
                • #53 Collapse

                  g bhai aise he hai kyun jab b kisi cheez main nuksan hota hai us main b koi bhalai hoti hai is liye kehte hai nuksan se sikhna chahiye hamy kun k nuksan tab he hota jab ham koi galti karte hain to hamy us galti ko sudharna chahiye ta k ham next time use na dohraye or use thk kare
                  • #54 Collapse

                    G haan yeh baat hakeket hai ke ap kabhi kabhi losses se kafi cheezey seekh sakte ahi kiyun ke business main losses hotey hai lekin in losses ko cover kerna or in ko bear kerna bhi ap ko seekhna parta hai jo ke kafi log nahi kerte hai forex trading main so losses se seekhey na ke losses ko increase karey
                     
                    • #55 Collapse

                      successful traders hi apni trading mistakes ko note karty hey or apni loss se koch na koch learn b karty hey jes ki waja se wo forex me hamesha hi kamyab rehty hey
                       
                      • #56 Collapse

                        Loss is business ka sb se main hisa ha is business me hmen loss kabhi bhi ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam liaa kareen ta k hm acha earn kar skayn asani se or career b bana skayn ta k hm
                        • #57 Collapse

                          bikul market mai jis trader ko loss hota haina ous ko market mai ache earning hone ke chances hote hai future mai isleye koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen.
                           
                          • #58 Collapse

                            market mai agar app ko loss hoa hai tou ap ke ache ke liye hoa hai.ap ko seekhne ko milta hai aise losses se.maine apne trading ko improve is tarha he kiya hai ke mai profits per nahi losses per focused kerta hon.
                             
                            • #59 Collapse

                              Dear hmen is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe kyun k loss is business ka sb se main hisa ha or is business me loss se hmeshah acha experince hasil krna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hmen loss se hi hmeshah achi learning hoti haa
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex trading ke business mein ap apne losses se hi seekhte haina ur apko chahiye ke ap apne losses ko manage karna seekhenge tb hi is mein ap kamiyab hoskate hian bs baat hai isko sahi se seekhne ki.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X