Loss say kun seekhna hay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: muhblal پيغام ديکھيے
    bohat say dost kehtay hain kay hamain itna profit hua or trading a gayi hay. jab kay mere senior kehtay hain k ap jab tak loss nahi karo gay. seekh nahi skatay
    jee mere piyare bhai aap ne bilkul sahi kaha hai jis tarah ham forex mein easily earning kar skty hein to same usi tarah hi loss bhi kar sakty hein kiun k ye dono trade ka hissa hein aur koi aisa member nahi ho sakta jis ne hamesha profit hi kiya ho aur loss na hua ho insan hamesha apni ghaltiun se hi seekhta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      G haan aisa bhi ap ker sakte hai lekin ap loss ka socho na brtother ap trading main us wakt tak nahi aye jab tak ap is field main achchi tarha apne ap ko professional trader bna bana le kiyun forex traidng main ap ko ager aachhi earning kerni hai to ap ko kafi cheezey seekhni parti hai or un work kerte rehna parta hai so loss ko kam kersakte hai ap lekin kisis bhi business main losses hotey hai
       
      • #33 Collapse

        zaroori nhi ha k aap bass loss sa he skehy apa demo sa bhi sekh sakty hain ta k aap ki pocket pr koi asar na ho tu ap zaroori nhi ha k live sa he loss krin aap demo sa skehy or msajhny ki koshish krin
        • #34 Collapse

          forex trading main jab b ap ko loss hu tu ap ko loss sa experience gain karna chaye or jab ap ko loss huta ha tu ap ko apni mistake ko search karna chaye ka kahaa pee ap na mistake ke or next time wo mistake duabara nhe duarni chaye.
          • #35 Collapse

            Forex main jo b acha trader ho ga wo loss sy e seekh k aik acha trader bna ho ga. Loss sy seekhny ka matlab hai k ham.khud k andar wo khamiyan talaash karyn k hamary work main keya kami hai aur kis waja sy loss ho raha hai is taran ham loss sy seekhty hain aur apni profit main azafa karty hain.
            • #36 Collapse

              ye bat drust hah k jab tak humey is main market main loss nai hga hum sahe tarh is market ko samjh nia sakte hain us ki wajah ye ah k jb humey loss hota hah to humey kuch naya saikhne ko milta hah hum apne strategy ko change karte hain jis se phr hum dbra wo ghalti nai karte aur loss se bachte hain
              • #37 Collapse

                loss se sekhna ye ha k apne trade to lagali lein aisi kia waja hoi jski waja se wo trade apke against chali gaii and apko loss degaii so apko iss baat ka zaror zaror andaza lagana ha and sekhna ha is trade se k kese ayenda is tarha ki trades se bacha jaye
                • #38 Collapse

                  Trader gains knowledge fom lossing tradesand once again they succeed.if they have ability of learning.
                  • #39 Collapse

                    wasa loss sa bhe kafe sekna ko mil ta hai par ya loss serf demo mai ho tu kafe thek raha ga kafe ache learning aur experience hasel ho jay ga jes sya hum ko real mai trading ker na kafe asan ho jay gi.
                    • #40 Collapse

                      is mein aik baat hae k my dear friend forex trading ko loss kiay beghair bhi kia ja sakta hae magar is k liay bari ehnat karna parti hae aur doosri baat ye hae k era khial hae k forex trading ko seekhne k liay loss karna kisi bhi surat ein lazi nahi hae is k beghair bhi admi seekh sakta hae.....
                      • #41 Collapse

                        Nopes bhai je ye zarori nahe hy k her trader uss main loss he karey ga tu pher he iss ko achy say seikhy ga jo musalsal profit ker raha hy iss ka matlab hy k uss nay iss ko demo pay seniors say achy say siekha hy oir pher he wo real main aeya hy to wo ab loss nahe ker raha hy app bhe seikhny k bad karwin
                        • #42 Collapse

                          ye he kaho ga k loss sy sekha ja sakhta hai kiun k jab tak kisi trader ko loss nai ho ga us ko apni glati pata nai chalye gai or wo earn nai kar sakhye ga so loss sy b sekha ja sakhta hai.
                          • #43 Collapse

                            ap kay seniors thek keh rahy hai jab tak ap loss nahi kro gy tou apko kuch pata nahi chaly ga yeah new bies kay liye hai or d waly bohat janty hain kab kahan konsi chort lagani hai usko pata hai.
                            • #44 Collapse

                              ye baat bilkul theek hai k jab tak thokar nahi lagti insaan seekh nahi pata, forex trading main profit aur loss dono hotay hain lakin agar ap mehnat se kaam karein aur proper information aur knowledge rakhein to ap bohut acha earn kar saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear agar app apni trading me loss se koch learn nahi karty hey to app forex me kabi b learning kar hi nahi sakty hey sab se achi learning apni hi mistakes se ho jati hay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X