Loss say kun seekhna hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    loss se isliya seekhna hai brother kyun key jab app profit karthey hoo apppko us waqt apna khamyien nahi dekhiya de thi magar jab app loss karthey hoo tab appko apni mistakes aur khamyian dekhnay lagthi hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Loss asal mien ratio key lihaz sey itna ziada hota hai isliye pir logoun ka hamesha yeh he kaha hota hai key ap loss key bagher yahan per trading ko seekh he nahi saktey hain but ap agar dekhien to dosrey logoun key experience se seekhien to pir to seekh saktey hain.
      • #18 Collapse

        if you will not learn from your loss then you will not be called as a good trader, so on the priority basis you must learn from your loss, in this way you will get a chance to improve your trading and in this way you can become a successful and expert trader
        • #19 Collapse

          yes dear great ap na kafia chi abt ek aha and es new type ke post ko tart krna ka liya apko thanks khna chaon ga dear abt yeh ha ka jo log continuesly kafi arsa tk profit earn kr rha hn to woh bh already kafisara losses gain kr chuka hn dear ab bat rhi seniors ke to woh best abt khata hn qn ak apna aisa ajana ka ghum ha woh learn krwata ha dear
          • #20 Collapse

            Brother jinhe profit hota hai wo log phele loss se he bohat kuch seekh ker he work ker rhe hote hai , mere hisab se loss se hume apni mistake k bare mein pata chalta hai k huma kaha per mistake ker sakte hai ya is business mein kiya mistake hai is leye sab log khete hai mistake se he sekha jata hai .
            • #21 Collapse

              G Bhai ap k senior bilkul theek kh rhay hai.Mere senior b yehi khtay hai.Trader Apnay loss or apni mistakes say jo kuch learn krta hai wo usay koi teacher b learn nhi krwa skta isay liye apni mistakes say trader ko learn krna chahiye or apni strategies ko zyada say zyada behtar krna chahiye.
              https://t.me/pump_upp
              • #22 Collapse

                Hamain is main loss say sekhana chhiay haamiesh ahum si amin kamayb ho skaty hain ye iak bohat hi ach abusienss hai
                • #23 Collapse

                  loss se waqai seekhne ko milta hai or apni galati ka andaza hota hai hame agar ham mehnat ke sath chalen to waqai me losses ko recover kar sakte hain bas mehnat achey se karni chahiye loss khud he recover ho jayen ge phir .
                  • #24 Collapse

                    Bahai sahab loss sy is liye sekhna hy k next time ham loss na kr sakn or uss sy dobara bach jaen take profit zaya na ho
                     
                    • #25 Collapse

                      G han un ka kehna sahi he q k jab him loog is me profit ker rahy hoty hen to hum market ko sahi ni samajhty hen to us ki wajha se hum ko jab tak loss ni hota he to tab tak hum sahi se ni seekhty hen k kaam kersy kerna he
                      • #26 Collapse

                        In my thinking that we are learnnrhe complete knowledge and usevhe tools. So that we are perform the good work andcqe are successful.
                        • #27 Collapse

                          Bahai sahab loss sy is liye sekhna hy k next time ham loss na kr sakn or uss sy dobara bach jaen take profit zaya na ho bahai sahab is main jitna bhi sekha jay kam hy
                           
                          • #28 Collapse

                            my dear mein samjta hoon loss se ghabrana nahi chahiye q k naffa or nuqsan trading or business ka part hai but har trader ko aisi trading krni chahiye jis mein loss km or naffa ziada ho is k liye ap ko forex sekhni chahiye
                            • #29 Collapse

                              forex trading mien jo bhi kamiyab log hian wo loss se hi seekhte hian apko bhi ye hi chahiye ke ap apne losses se seekhen aur is business mein ap kabhi bhi panic nahi hon is mein kaam karke hi ap kamiyab hon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                trading me aik bar waqti profit ho jane ka matlab yeh nahi hota hai ke aap ko trading aa gai hai aap ke pas knowledge achi hona bohat zaruri hota hai jab tak zada se zada knowledge or zada se zada experience na ho tab tak aap ko trading nahi aa sakti .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X