trade with the mind or heart

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    dosto koi b kaam karain dil laga kr karain aur hazir dimaghi k sath karain. dono hi chezain zarori hain. agar aap ka dil kisi kaam main nahi lag raha to aap ka mind b sahi kaam nahi kare ga aur aap ghaltian karain ge. aur agr sirf dil lagain aur mind na ho to b koi faida nahi hai. trading mian b aeysa hi hai dil aur mind ka istemal dono ka.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      trade withe the only mind i think trade jo hoti hai wo sirf dimaag se hee hoti hai mind se hoti hai kew trading bhi mind se hoti hai learning bhi mind se hoti hai forex main jo kuch bhi hona hota hai wo mind se hee hota hai aur success tab jaake mil jaati hai .
       
      • #228 Collapse

        yes dear forex trading aik business hay aur har business me profit earn karne kay liye heart ki jaga mind work ki zarorat hoti hay esi tarha forex trading me bhi mind work, skill aur telent se hum asani se success hasil kar sakte hain.
           
        • #229 Collapse

          trading mind k sath ki gati hye jab hum koi decision apny mind sy leaty hain tu us mein hain sirf aur sirf apna benefit chaey hota hye jub k heart sy leay hoay decision me hum apny loss ya benefi
          • #230 Collapse

            trade main maind ka her waqt active rehna bohat zaruri hai ta k aap her waqt ki situation k liye prepare reh sakain. so trading main her waqt dimagh ko hazir rakh ker koi bhi step lena chahiye na k dil se kyun k greed or kisi bhi tareeqe se profit earn kerne ki galat wishes aap k dil main hi paida hoti hain.
            • #231 Collapse

              Mind is one of the most essential element for any trade. Forex is one of the most profitable business but very risky. For gaining profit from this business we should settled down our mind to do this business carefully.
              • #232 Collapse

                Dear Forex trade may dil say kaam lainy ke bjay dimagh say kaam laina chaiya q kah yeh aik business hay aur kisi bhee business may agr dil ke baat manty han to aksar nuksaan he hota hay aur agr soch samgh kr aur dimagh say kaam lai jaiay to phar he faida ho ga aur loss bhee kam ho ga
                • #233 Collapse

                  heart se kiye howe kaam humen hameesha barbad karte hen is liye forex ko mind se karna chahiye ta k hum greed aur emotion se bach saken
                  • #234 Collapse

                    mara bhai forex ak business ha and businesses heart ya pher feeling ka sath nhi hoa karta ager ap ka pas knowledge ha and ap mind ka sath trade karta ho to ap kamyab jo jao ga.
                       
                    • #235 Collapse

                      Yes of course right we should trade with mind, because trading always want great concentration and attention of mind, and also need great strategy and planning then we can get success in the forex,
                       
                      • #236 Collapse

                        yes trading main mind or heart ka bahot amal hy kun k jab tak ham esy dil or dimag se stisfied ho k nhi karty ham esy nhi kar paty ess liy mentaly hamin attentive or fresh ho trading start karna hogi heart se beh zaida ess main mentaly fit hony ki koshihs karni chihy
                        • #237 Collapse

                          forex tradiing main trading karty waqat app logo ko trade apni maid si he karnia chaye kiyoo forex trading main agar maind si trading nahee karo gy tu app logo ko forex trading main loss ho saktha hain kiyoo forex trading k ley ek smrat maind bohat he zaororee hain jo app ko ek acha trader bana sakta hain
                             
                          • #238 Collapse

                            I think forex trading is a mind game so it is necessary to keep the mind aware and very active while trading to take right decision at right time so use your brains properly if you want to become a successful trader and stop using your heart or emotions while trading.
                             
                            • #239 Collapse

                              No my friend we should not trad with our mind or heart and allows trad with our brain because some time our mind can make us emotional and greedy But our brain allows help to make profit and save from the loss.so we should trad with our Brain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                mere khayal mein forex trading ya esi tarah kisi bhe trade mein mind aur heart both involve hoty hain kiunke admi jab mehnat kar k sub advantage aur disadvantage dekh kar apni tarf se pori tasali kar leta hai to us ka dil aur demagh dono satisfy hoty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X