trade with the mind or heart
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1186 Collapse

    Ji han mery bhai trading mind or heart k sath ki jaty h q k dimagh sy socha jata h or dil k saath kam kiya jata h is liye dil or dimagh k saath trading karna zaroory h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1187 Collapse

      brother i agree you for this question forex trading aik mind ka kam hai or hum is me apne mind ko jitna fresh rakhen ge or aram se trading karenge to hum is me zarur kamiyab honge..
      • #1188 Collapse

        i like forex i love it..yes trading mind k sath ki gati hye jab hum koi decision apny mind sy leaty hain tu us mein hain sirf aur sirf apna benefit chaey hota hye jub k heart sy leay hoay decision me hum apny loss ya benefit k bary me sochty hi nhi hain.. i love it..
        • #1189 Collapse

          forex trading men hmen dil lagaa k kaam krna chahiye aur knowledge b gain krty rehne chaiye aur expert se tips b lete rehna chahiye taa k hum aik achay trader ba saken aur maximum earning kr sken
          • #1190 Collapse

            Forex k buisness mein humen chahiye k ham apne mind ko zyada sy zyada use karen aur knowledge ko sath le kar trading karen to phir humen ek acha faida hasel ho sake ga
            • #1191 Collapse

              bhai jahan tak mera tajurba hy to main ny hamesha apny dil ki sun k trading ki or apna loss karwaya hy is liay main to ye he kahon gi k trade ko mind sy kia jay heart sy nai kiu k is main dimag ka kam hota hy
              • #1192 Collapse

                trade minde se be karna hay aur sath sath is ke hert ha bar ahona be zarure hay jin ka dil kam zor hota hay to wo loss se darte hay aur use waja se wo sahe tareqe se trade be nahe kar sakte te to pyaz kha ke apna dil be mazbot banaye ahahaha
                • #1193 Collapse

                  good qustion and point ... forex aik aisa forum hay k jis may agar hum chahtay hay k hum kamyab ho to is k liye zrori hay k hum apnay mind and heart dono ko sath sath lay k chalay ...... but decisions sirf apnay mind say lay
                  • #1194 Collapse

                    slam bhai jan ap kheriaqt se hain ap seye pochna hai k loss very fast se kya murad hai kya is kam me bohut jaldi jaldi loss hota hai ya aesa kuch ai hai me ghalat samjha jaldi se reply kardien meherbani hogi
                     
                    • #1195 Collapse

                      I think indeed in forex hearts and minds must be the same and that is a good psychology and different will always occur if the doubt and it is often a bad thing and all it took patience and that's very important.
                      :o
                      • #1196 Collapse

                        trade kartay waqt aik baat mind mein rakhay agar trade mein successful hona chatay hain mind se trade karay agar heart se karay gae tu ap ku nuqsaan he nuqsaan ho ga thankful for question
                         
                        • #1197 Collapse

                          forex trading main trade karnay kay liay agar heat ki syn'nay ki bajae mind ki suni jae to zyada behtar hai is main kaam karnay k liay mind ka fresh hona lazmi hai fresh mind say jo trade ki jae wo zyada say zyada profit day jati hain
                          • #1198 Collapse

                            slam bhai ye soch samajh k kis tarha trade lagien aur bhai ye trade kis tarike se lagti hai ap batasak te hai tu zuroor bataien ku k me is kam ko karna chahta hon ache tarike se magar mujhe sahi rehnumai ki zurorat hai
                             
                            • #1199 Collapse

                              off course trade mind sa ki jati hai heart ka is mien koi link nehi hai ap ko good intellgent aur achi planning sa trde kar achi earning lani ho gi aur phr he ap successful trader ban sakty hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1200 Collapse

                                forex tradings aik aesi cheez he jahan par aga aap ne apnay mind ke sath tardigns ki to aap kamyab ho skatay ho lekin agar aap ne apnay mind ke sath tradings ke bajayae dil par kaam karne ko tarjeeh di to aapki kamyabi Skills par ni balkay LUCK par hogi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X