trade with the mind or heart

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    trading jis tarha sy ek profitable business hy usi tarha sy risky business bhi hy, or ismain apko hamesha apne mind sy kaam lyne chahye, or apne emotions ko control main rakh kar trading karni chahye, agar ap apne emotions ko sath lykar dil ki sune gain to apko kafi loss hosakta hy.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      Forex is a business of our mind. so we need our mind for trade and making trading plan. we can make a goof trading plan to use our mind so heart is not need here.
      • #393 Collapse

        salam dosto trade koi b ho hamy apny dil o dimag sa kam lyna chahye q ka agar ham jazbati faisaly kary gay to loss hamy h loss ga,hamy achy faisaly karny ho gay q ka trade ma kisi ko loss hota ha to to depression ka shikar ho jata ha,usy cahhye ka apny dimag sa kam lay.
         
        • #394 Collapse

          I trade with my mind and use my mind to make good trading plan. but i never use my heart for trade in forex. I use only my mind for trading in forex.
          • #395 Collapse

            hamin trading hamsha aony mind say krni chye na kay hamy dil say karni chye hamy es chez ka bbohat khayal rakhan chaye or forex main trdaing hoti bhi min d say hai kun kay agr hum es main apny mind say kam na kary bal kay dil say kary hum los karwa sakty hain
            • #396 Collapse

              G han apne bilkul theek kaha k forex mind ka kam he na k heath ka yeh koi ishq nahi he jo hearth se kiya jata ho yaha py mind k sat soch smj kr trade krni parti he warna loss hi hojata he
              • #397 Collapse

                We can involve both heart and mind, because the mental situation triggers signals to heart, when we see a trade not going in profits after some time, it turns us angry and our heart beats fast, our blood flow speeds up.
                But, what we have to decide relates to mind and our mind is only that thinks not the heart.
                • #398 Collapse

                  Jee han forex main Trading Mind k sath hi ki jay tu trader survive ker sakta hai, mind sa analysis ker k proper ground realities daikh ker hi decision laina chahiyea.
                  • #399 Collapse

                    brother forex trading karnay kay app ko apne mind ka sahi use karna hota hai aur hazir dimagh rehna parta hai aur ager saath is kaam main app ka dil bhi lag jaye to app aur ziada behtar kar saktay ho aur results bhi app ko acha milay ga.
                    • #400 Collapse

                      bhi g jub ap trade ko kartey hay to ap apna mind use kartay hay or apni trade may zada sy zada profit karna chtay hay or vo ap kar nhi saktay hay kukey forex trading may lalach karnay valey loss may jatay hay ap bss apnay emotion ko control karo ap ka profit ho jay ga
                      • #401 Collapse

                        trade ke waqt apko fresh hona chahye apko achi trah markete pr nazar rakhni hoti he or smjh kr trade set krna hoti he is sy ap ek acha profit gain kr pay gay ..
                         
                        • #402 Collapse

                          main ya samjta ho k forex mein mind ziada matter karta hai kyun k agar hum heat se trading kara ga tu wo emotional trading ho gy aur forex mein emotional trading mein aksar loss he hota hai forex mein mind ko involve kar k trading karna chaya kyun k jab hum mind se trading karta hai tu hum ko profit he hoti hai.
                             
                          • #403 Collapse

                            bhai trade ke lye hamaisha mind ko istimal karna chahye na ke dil ko kyun ke dil ke faisle nuqsan de bhi ho sakte hain. ye aik running business hai aur is main ups down hote rehte hain aur markete ki position change hoti rehti hai aur agar aap mind se kaam nahin lo ge to loss bhi ho sakta hai is lye trade dimagh ke saath karni chahye...
                            • #404 Collapse

                              TRading kertay huay humein professional hona perta hai aur hum iss mein emotions se successful nehi ho saktay iss k leye humein apni mental energies ko use kerna hota hai aur hard work se kaam kerna perta hai phr he hum iss se earning ker saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                G ha sir forex me mere kiyal sy ap ko mind k sath he trading karni chaye q k forex me ap ko mind k sath he trading karni ha q k forex me ap mind sy he experience hasil hota ha our me to kud bi forex me mind k sath he trading karta ho take me bi experience sik lo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X