Try Try Again Untill, We Succeded

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    sab sy bari bat ya hy ic me time thora lagta hy investment thori hoti hy or earning bht ziada ho jati hy to ic liay forex ko join kar k ham thory pesy sy ziada pesa kam lety hain forex ici liay bht popular hy har koi ic ko pasand karta hy ham me sy bht sary esy hain jo financially preshan thy lekin forex ko join kia to ab bht achi earning kar rahy hain .aj ka jo wakt chal raha hai uss main hum yeh nahi keh sakte kay sirf hamare faide kay lie forex forum rakha gaya hai..hum say bhi iss forum ko faide hain..aur prifit tou khair yaha bohot hai..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      ap nay to bulkul theak kha hai bar bar try karnay say hi ap apni manzil ko pohoncay gay is liy p ko chahiy sub bar bar try karin or apn manzil tk ponchay or ghalti sy jo seekhta hai wo hi kamiyab hota hai
      • #1068 Collapse

        yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon...
        • #1069 Collapse

          haan bilkull ham apni koshish ko jarri rakna chahiye chahy jo bi ho hamy jitna bi lose hi q na ho tab hi ham is may agay bary gaa
          • #1070 Collapse

            huma jb is sa loss hota hai tu huma himat nhi harni chyeia bilka huma aur mehnat krnai chyeia ager hum csuccess hasil krna chyta hai tu hum hardwork krna hoga pasia kama na k liya
            • #1071 Collapse

              Forex and the many advantages it is important characteristics of the currency market is the property of balance despite the fact that this seems strange.
               
              • #1072 Collapse

                han g bilkul hume chahye ke hum forex ke business me or forex ke market me jitna ho saky is me trading kre or bar bar is ki practice kre ta ke hume is me sab se achi trade mil saky or hum is me acha profit bana saken
                • #1073 Collapse

                  Yeah you are right dear ham jab tak is medan main kamiyab nahin ho jatey hain to hamen always yahan par try try again kartey rehna chahiye to phir hum is main aik din achi trha se kamiyab ho saktey hain.
                  • #1074 Collapse

                    kamyabi hasil karna koi itna asan ni hota bht mehnat karni parte takleaf jealni parte ha aik musalsal struggle aur hard work ke bd hi success milti same ise tara forex trading main struggle karna parta ha
                    • #1075 Collapse

                      je han dosto hamay forex may succes honay kay liye try try again untill we succeded hota hay is liye hamay koshish koshish kartay rahtay han is liye hamay foarex trading may successfull honay kay liye apni puri koshish kartay rahna chahaye
                      • #1076 Collapse

                        friends this is very good forum is mehngai ke dor me humare liye ye 1 behtreen zarea he apni zaroriat puri karne ka i like this forum but me abhi sirf post parh raha hun q ke abhi iske bare me itna pata nahi to jawab ni desakunga kisi post ka....thanks
                        • #1077 Collapse

                          yes that is a good moral ,try try again untill, we succeded. ji humy apny kam per full attention ky sath learning kerni chaye aur practice kerni chaye aur ager humy loss ho bhi jay to humy himat sy kam lyty howy again again mhynat jari rakhni chaye,aur hum tub succeded ho skhty hy apny aim m.
                          • #1078 Collapse

                            agar hum kisi bhi kam mian unsuccessful ho jatay hain to wohi mistake hamari success ki taraf aik aik step ban jata hay. humain chahye kay onhi mistakes say learning lay kay apna safar jari rakhain ta kay humain success mil jaye. forex main loss honay pay agar hum trading chor jaty hain to hum looser kehalain gay islie try karty rehna chahy is se dono ko faida hoga
                            • #1079 Collapse

                              Members hum trading mai apny weak points ko neglect kar diaty hain jis ki waja se humaray weak points humari kamzori ban jaty hain or es waja se hum trading mai loss karty hain.Jab trader apny weak point ko samaj lay or learning and practice ki madad se weak point ko trading se khatam kar day tu woh achi skills ko adopt b kar sakta hai or achi trading ki taraf b ja sakta hai.Har trader k apney weak points hoty hain or woh us ko find kar k acha experience hasil kar skata hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                apki explanation mujhe achi lagiii .. ak newbies ko yi sub rad karna chayie aus k lea bth zyda helpful sabit hosakta hai .. apki advies bth achi lagi menay read ki hain meri b knowledge mei izafa owa hai thanks for your post or ye forum best hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X