Try Try Again Untill, We Succeded

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1096 Collapse

    g han bro aopa gr a[ ko loss hota ha to us ma tention ki koi baat nahi ap us ma se experince hasil karo or try try again karo ap ko is ma ek nha ek din profit hasuil ho ga or ap senior member banjao ge Thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1097 Collapse

      bilkul insan ko mehnat kahbi nahi chorni chaheya, app mehnat sa kam lain inshallah aik din app ko app ki mehnat ka sila zaror mily ga, forex trading business koi itna mushkil nahi ha bus app ko shuru main is ma thori mehnat sa kam laina hoga inshallah agay sub thek hoga.
      • #1098 Collapse

        yes my dear sir i am agree with you main manta hn k forex trading mayhar nai mani cahiya ku kay jo har jata hay who bi kabhi kuch nai kar sakty to mera khyal say hama dill chota nai karna cahiya balky apni mistakes say sikh kar apna loss ko pura karnay ki kosish karni cahiya
        • #1099 Collapse

          g han bilkul mn apki bat se agree krta hun kiun k kamyaab hone k liay mehnat or koshish ki sub se zada zrorat hai forex to hai hi koshish pe profit dene k liay
          • #1100 Collapse

            hello dear brother mery khal me insan ko ager ek bar loss ho jay to isay hemat nhi harni chay blkay loss kay bary me sochna chana chaey kay loss keou hoa or bar bar try krna chaey is sa insan bhetri ki tref qdam brhata he insan ko dill chorna chaey
             
            • #1101 Collapse

              is trading mein agar hmein loss ho b jay to hmein himmet nai harna chahie blky try try again krerni chahie or zeada mehnet kerni chahie jb tk hm profit ko achieve na kr lein hmein try kerty rehna chahie
              • #1102 Collapse

                koi b kam agr ap sy na ho rha ho ya ap ko success na mil rhe ho to ap ko chea k is ko chor na den ap ko chea k is ko bar bar kren kbi na kbi to ap ko is men success zaror mily ge jo log prhle try k bd he himat har kr beth jaty hen to un ky zindgi ky task men kamyab hony k chances bht kum reh jaty hen jo k aik ism ka loss he ha.
                • #1103 Collapse

                  main ap ki is bat say agree hun kyun k kain log is kam mein loss utha kar himat har kar chalay jatay hain par loss aur profit to har kam ka hisa hotay hain loss k bad faida bi ata ha is liay himat nai harni chaiay aur apni ghaltion say sikh kar agay bar kar kamyab hona chaiay
                  • #1104 Collapse

                    g han mera bhai ap ne such hi kaha he ke kabhi bhi trader ko himmat nahi harni chaye forex kia kisi bhi kam men haar nahi manni chaye ager loss ho jata he to bar bar koshish kare ap zaror aik na aik bar kamyab hon ge
                    • #1105 Collapse

                      g bhai mai apki baat say agree karta hu and mai yaha aik baat kehna chahu ga yaha per humay aik to apne paise b invest nhe karne parte hai and sab say acche baat k humya yaha say ziyada learning karne ko b milta hai jo k hamare liye best way hai
                      • #1106 Collapse

                        yes u right my friend, try is the key of success, agar aik banda forex main aik martaba loss karta hai to wo forex kabi na chore balke forex ko learning kare fulll time, fineally us ko apna profit mil jae ga
                        • #1107 Collapse

                          je bilkul sahi kaha ap ko zindigi mein boht kuch seekh seekh k hi samjh aata hai ap properly seekh jaenge tu is forex mein boht paisa hai aor aap asani se paisa bna b sakte hain ...properly planing k sath trading kr ke...
                          • #1108 Collapse

                            aslamualekum dear.... :)
                            apne bilkul theek kaha bht se log jab loss ka samna karty han to wo himat har jaty han aur dobara koshish nai karty ye he unki nakamyabi ki waja hoti ha ye asa business ha jis k liye waqt aur mehnat ki zaroorat ha
                            • #1109 Collapse

                              jab tak apko kamyaabi nahi mil jati apko mehnat karte rehna chahiye or loss ke baad bhi traders ko himat nahi haarni chahiye, business men loss ke bhi utne hi chahnces hoty hain jitne profit ke , but agr hmary pas enough trading knowledge or experience hai to ham apni in skills ko implement kar ke loss ke chances kam kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1110 Collapse

                                g bilkul theek kaha ap ne janab man ap ki bat se agree krta hun kabhe bhe hemat nhe harne chahye bar bar try krna chahye ek na ek din zaroor kamiyab ho gain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X