Try Try Again Untill, We Succeded
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1351 Collapse

    I agree with you, it is very important to try and try again until we can not get success in Forex trading market, if we will not try it again and again then we will not be able to get success in Forex trading market.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1352 Collapse

      loss say dis heart na hoa karin.try karin and you will be successed.har nakami k peechay koi kamiyabi chupi hoty ha.phelay learn karin than earn karin.demo par practice karin as you can.
       
      • #1353 Collapse

        Yes, forex trading me ye quote boht match krti hai " Try n Try again"... untill we succeed, agar initialy apko loss hua hai to wo loss nhi hai, it mean ap successful trader bunnay k qareeb hain
        • #1354 Collapse

          Baz dafa forex mai jab lost hota hia to ham es ko chorne ka sochte hia lekin ager hamain ek successful trader banana hia to hamain forex per rahna hoga jab tak ham kamyab nahi hote and lost or profit to har business ka part hota hia qk without lost and profit business mumkin nahi
          • #1355 Collapse

            i agrred, jab kisi ko aik dafa loss hota hay tu wo himmat haaar jata hay aur baqi logon ko bhi discourage karta hay jis say yeh taasur phailta hay kay forex fake hay .
            • #1356 Collapse

              sir g ye bat b thek hai hum ko try kartye rahna chaheya kiun k koi pata nai hota hai k kab good luck ho jye or hum ko forex trading business ma success mil jye
              • #1357 Collapse

                yes try and again try karnay sy aap success ho jaye gy is business mein aur aap forex say bahot achi earning kar saktay hay mein chata hon kay future mein aik good trader bano aur good profit made karta rahon log bhi forex ko bahot pasand karta hon aur demo account par practice kar kay mein achi earning kar sakon .
                • #1358 Collapse

                  g bilkul main ap se completely agree hun.hume baar baar koshish krne chiyah try try again. jo insan mehnat krta ha us ko apne mehnat ka phal zaror milta ha.
                  • #1359 Collapse

                    bhai jee bar bar koshishi he insan ke experience me izafa karti hay jis se kamyabi door nai reh jati isi tarah ap bhi 1,2 bar loss face karnay ke baad Forex trading business me kamyab ho saktay hain?????????
                    • #1360 Collapse

                      Apki baat theak hay hum agar forex trading main loss kar lety hay to humay aram say bethnay ki bijaye pher try karni chahiey aur forex trading aur achy say samjh kar run karen.
                      • #1361 Collapse

                        g hamen yahan koshish karte rhena chahaiy jab tak hamen success hasil na ho jaey so hamen full hard work karnqa chahiay takeh ham apni karkardagi behtar kar skain or kamyab ho skain.
                        • #1362 Collapse

                          g bhai jaan apne bhot he ache baat kahe hai and mai b ap say agree karta hai success k liye humay daily basis per leanring karna hoge mai b yaha per apna time spend karta hau
                          • #1363 Collapse

                            maray khayal main forex naam hi is cheez ka hai k ap is main himat na haray or constant hu kar kamiyaabi ki taraf koshish kartay rahy or small trading k zarye forex main trade kary tu ap ko zaroor kamiyaabi hasil hu g
                            • #1364 Collapse

                              haan app ko is kaam mai himmat nahi harni hai ager app himmat haar gae tu app ko is mai acha earn nahi mil sakta hai is mai app ko loss tu mil sakta hai lekin us say derna nahi hai q k yeh risky kaam hai or loss or profit sath sath chalta hai is liye ager loss hai tu profit bhia jae ga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1365 Collapse

                                dear g han bilkul mein aps ay agree karta hun ap bilkul theek keh rahy hain k hamain us waqt tak apni mehnat jari rakhni chahiye jab tak ham successful nhi ho jaty hamain himat nhi harni chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X