Try Try Again Untill, We Succeded
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1501 Collapse

    yar hamain is main mehnat karty rahna chaye ta k hum is main achi earning bhe kar saky and issi liye hamain is ko sath sath hamesha learn bhe karty rahna chaye to get success in this business...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1502 Collapse

      i agree with you bro its really true no doubt ager hum apne loss se disheart ho kar kaam choor dian to hum kamyaab nahi ho sakta humian baar baar koshish karni chaha aur kmayaab hona chaha try try agin jahan tak ka hum sab kuch seakh nahi lata tab tak
      • #1503 Collapse

        Yes hame forex trading me har nehni manna chahie.Hame hamesa try karte rehena chahie hame profit jarur milega.
        • #1504 Collapse

          g han dear mehnat or koshish aisi cheez hay jo bil aakhir apko kamyabi dila hi deti hay ap iss busienss main bhi himnat na haaren or koshish or hard work karte rahen jab tak apko success hasil na ho jaaey so hard work karen or bas hard work karte chale jaaen tab apko zror faida hoga.
          • #1505 Collapse

            yes, humen forex men always try karte rehna chaye kun k forex ek bohat acha business hai or insan galtion se he seekhta hai so humen forex men loss se ghabrana nhi chaye bulkay mehnat se kam karte rehna chaye at last one day hum es men successful ho he jaen gay
            • #1506 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen hmeshah try karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm koshish kareen gyn tu hmen is business se achi earning hogi isi liye hmen is business me har nahi manni chahye hmeshah is business me try karna chahye
              • #1507 Collapse

                the toughest test in the forex market is about controlling appetite, namely the desire to make a profit as much as possible so that the rules were originally've made yourself as a percentage of the balance of the lot with the balance suddenly broken away, from which the seeds of failure arise and would be severe if the scourge continues maintained.
                 
                • #1508 Collapse

                  Hmmmmmmmmmmm g jnaaab bilkulll saaaahhhu kahaaa ap ne ye aaak aesaa busness hain jisme kamyabi mushkil hai
                  • #1509 Collapse

                    g ha bhai ap ny bht achi bat kahi ha mai ap ki is bat sy agree ho is mai ap ko chahiye k is mai zeydaa sy zeyda mehnat kro galtian repeat na kro is mai ap ko loss ho ga agr reppat kro gy bs mehnat kro nqmi kisi k naseeb mai nhe hoti
                    • #1510 Collapse

                      ma ap ki bat sy agree karta hu bahi ap ny thick kaha ha forex trading business mi hamy himat ni harni chaheya hamy agar loss hota ha to hamy dil chota ni karna chaheya balky hamy samajna chaheya k ya ek business ha or business mi profit k sath loss k chance b hoty han or hamy mazid learning kar k again karna chaheya esy ta k ham successful ho sky.
                      • #1511 Collapse

                        jee han janab ap ny ya bout achi bat kahi ha humen kese bhi kam men har nhi manni cheye balkey hum ko apni ghalte sy hi knowlidge haseel hota ha ap ko ghamgeen hony ky bajay ap ko bar bar try karni cheye qky dil sy mehant karny wala kabhi nakam nhi hota fores men to ap ko bilkul bhi prayshan nhi hona cheye qky forex ap ky loos ko jald hi profit men badal dyta ha .
                        • #1512 Collapse

                          humain chahye kay onhi mistakes say learning lay kay apna safar jari rakhain ta kay humain success mil jaye. rustration tu galat hai main samajhta hon k aap ko try karta rehna chahia is sa aap ko conidance milay g
                          • #1513 Collapse

                            Yes i am agree with you. Zindagi main insan ko kabhi bhi himmat nahi harni chaheye aur hamesha koshish kartey rehna chaheye. Allah mehnat karney walon key sath hota hy. Kabhi bhi loss sey disappoint na hon, yeh to aap key andar himmat paida karta h keh aap ney kis tarah kamyabi hasil karna hy. Apni kamzoriyon ko door karain aur un ghaltiyon ko repeat na karain, jin ki waja sey aap ko loss howa hy. Aik din aap ko kamyabi zaroor milay gi.
                               
                            • #1514 Collapse

                              G janab bilkul kis bhi kam me try and try to become a successful person ka rule follow karna parta hay que ke bar bar koshishi he insan ke experience me izafa karti hay jis se kamyabi mlti hay
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1515 Collapse

                                G bilkul is amin koi shak nai is amin hamain kamyab hoany kay liay try again and again kam karna chahiy is main hum us waqat hi kamyab ho sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X