Chutti KAb ho gi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chutti KAb ho gi
    Bohat say dost trading ko iss tarah kartay hayn k 24 hour usi main magan rehtay hain. HAm isko trading fobia kehtay hain. is say sab ko bachna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar aap Sab time kaam karo ge to aap ke
    • #3 Collapse

      is ma apka jis waqt kare use waqt app chuti kar sakty ho iss ma time ki koi pabandi nai hai jab app chahe kam kar sakty henn
      • #4 Collapse

        Nhi yar aisi nhi khana chaiya ak traders ki apni marzi hoti ha ka wo kb tk trading ma rahta ha or kitni earning karta ha I tthink wo 24 hours trading ma ais liya rahta ha kue ka aus ka daily target complete nhi huwa hota
        • #5 Collapse

          mere payaar bhai is ma ap k waqat k koi kayad nhe hai ap jab chaho 24 hours ma forex market pe trading kar sakhte ho or bhai jan forex ma 2 din k chutti hote hian aik sunday or Saturday ko in 2 din ko market close hote hian ok dear
          • #6 Collapse

            my dear brother hum ko 24 ghanty bhiu kam nhi karna cheye qu ky 24 ghanty kam karny sy humare sahat khrab ho sakte ha humen apny jesam ko relax karna cheye taky hum treading bhi ache kar saken qu ky jub humara brain hi seat nhi hoga to hum treading bhi ache nhi kar paen gy daily hum ko kum sy kum 5 ya 6 ghanty work karna cheye taky hum fresh rahen .
            • #7 Collapse

              aslamualekum dear :) trading ma weekend pe chuti hoti ha hamary mulk pakistan k mutabiq jumy ki rat 2 bajy market band ho jati ha aur isi tara monday ko 2 bajy khul jati ha ap net pe search karen ap ko pata lag jaye ga k diffrent markets kis time open hoti ha
              • #8 Collapse

                meray bahi apko trade lagani hou tou ap 24 hrs mai say aik hour ya 2 hour nikal lou pher inpay kam kerou then uskay baad sara din ap free rahou ya pher ap kisi bhi time pay ker sakte hou forex ispay kisi bhi kisam ki koi pabandi nahi hay
                • #9 Collapse

                  main is baa se inkar karta hon k har waqt kam karna chahiye q k har waqt5 kam karne se insan ka dimag thora stress ho jata hai or wo phir zaida kam he karta rahta hai lakin use trading ki kuch samaj nahi ati isliye humhe fobia se bachna chahiye or apne mind ko rest b dyna chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum jii han bhai jii ap sehi kah rahey hen aur hum ko kabhi be is tarha trading nahi karni chahye key 24hours hum computer screen key samney he rahen is tarha humbemar par saktey hen.
                    • #11 Collapse

                      dear jahan tak mera khayal hai trading ka time set krdya jai means k note kydya jai k ks time market volatile hoti hai or phr us time trade kren or bki time chuti enjoy kre
                      • #12 Collapse

                        forex trading hum week mein 5 days karte hein week mein 2 chotiyan hoti hein,yeh kaam hum 24 ghante mein kisi bhi waqt kar skte hein,is ko start ya khatam karne k liye koi time limit nahi hai
                        • #13 Collapse

                          Well dear brother ap ko yeh zarori tu nahi k ap full time trading kiya karo ap par depend hai k ap jis marzi market say out ho kar apnay home work karo gay brother our wesay b Saturday and Sunday ko choti hoti hai
                           
                          • #14 Collapse

                            my dear yeh baat to sahi forex market week mein 5 din 24 hours run krti hai but forex ek business hai is liye yeh ap pe depend krta hai ap is ko kitna time dete or kis trah forex se earning krte ho mein din mein taqreeban 12 ghante forex market watch krta hoon
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ofbea wagera krnay ke zarorat nahe aik time rakh layn or os time daily trade krayn saturday sunday wesay b chotee hote ha os me post krayn or din me jab zeada time milkay tu trade laga layn .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X