Chutti KAb ho gi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ASlam o aliekum every one have their own ambitions aims and passions ,so want money to full fill their ambitions therefore they give more time to trading it is not bad, Some likes trading it gives them Kick , Have a good trade
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      nahee aisa nahee karna chaye trading k liye aik time makhsoos kar lena chaye aor phir us k mutabiq hi trade open karna chaye
      • #48 Collapse

        bhai jaan is business main market daily 24 ghanty he move karti rahti hai and is k elawa yeh business sirf hafty and itwar ko he off hota hai and in dino main he hum relax kar sakty hain.
        • #49 Collapse

          G janab chutti tu nai hoti hy is fore xmai ha sunday ya saturday ko market iof fhoti hy or shayad forex waly bhi is din off krty ho so is bary mai mjy itna knwoeldge nai hy pochta ho is bary mai.
          • #50 Collapse

            main is baa se inkar karta hon k har waqt kam karna chahiye q k har waqt5 kam karne se insan ka dimag thora stress ho jata hai or wo phir zaida kam he aaakarta rahta hai lakin use trading ki kuch samaj nahi ati isliye humhe fobia se bachna chahiye or apne mind ko rest b dyna chahiye.
            • #51 Collapse

              g han bhai jaan ap nay shai kaha hamain iss mai brake b laini cghahiye takay hamain mentaly sukoon mill skaya r hum fresh b ho sakain iss say hamri trading par acha asar paray ga
              • #52 Collapse

                forex trading ik real business hai or iss business main boohat sary loog kaam karty hain or kaam kar kay wo earning bhi lay rhy hain.forex market ik week main 2 din kay liey band rehti hai or iss time kay doraan hum rest kar sakty hain or enjoy kar sakty hain.
                • #53 Collapse

                  es main ap k marzi hai ap kitna time expand kar sakty hai kyo k forex ek bussniess hai yeh ap pi depend karta hai k ap kab free hona chty hai
                  • #54 Collapse

                    Ji forex trading main hum ko trading krne k lye hum ko rest ki zarorat hoti ha. or is k lye hum ko planning krni prti ha. time set kr k hum ko trading krni chaye. is se hum ko rest bhi mil jata ha or hum relaxe ho kr hum trading kr skte hain. Trading krne k lye hum ko rest krna lazmi ha.
                    اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
                    • #55 Collapse

                      agr hum trading may chutti k bary may bat kren to is k bary may maa ap ko btana cahta hu k forex trading may chutti 2 din hti haaa un 2 dino may saturday or sunday ataaa haaa in dino may hum trade nhi kar skty......
                      • #56 Collapse

                        Dear app weeknd py bilkul bhe trading na karein na souchaen koin k market band hoti hy our hum iss say bauch sagty hain ager app hafta sunday pc ya laptop on na karein to pher app ki souch iss traf nahe aey ge
                        • #57 Collapse

                          My dear hmai idhr koi force nahi krta keh ap har waqt idhar majood rahy or na he hum idhr kisi kay under kam kar rahy jab ap ka dil kry aap hazir ho sakty hain ya chutti kar sakty hain is kay elawa saturday or sunday ki chutti hoti ha
                          • #58 Collapse

                            dear jo traders 24 hurs trading karty hey wo loss hi karty hey forex me tab trading karni chaye jab market fast chal rahi hoti hay planing k sath trading agar ki jaye to 1 hur me b 100$ earn karna koi mushkil nahi hay
                            • #59 Collapse

                              Brother forex trading m trad krnay ka ky time nahe ha ab kbi b ksi b time kar saktay hn phlay trading ko learning kro phr earning krain real m trading sa best ky market nahe ha m forex ko bhot like krta hn g.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Assalam-O-Alaikum ye achi baat nahi hoti hay kay hum 24 hours he trading kartey rahen is say hum ko profit nahi ulta loss ho sakta hay aur hum bemaar be ho saktey hen aur jahan tak mera khyal hay hum ko is market ko maximum 8 hours deney chahiyen is say zyada nahi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X