News Par Nazar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Mai ap ki is bat sy bilkl sehmat hun Bhai Jan k Jo log forex trdind use krty hain unhy boht si news b mill jati hai aur wo in ay boht faida uthaty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trading is affected by some issues in the world and mostly it will highly fluctuate on news mostly on the big Economic news so if you want to be a good trader and smart trader then always focus on News
      • #18 Collapse

        SALAM Dear all friends Je ha news par nazar rak saktey hai liken usey pehly forex factory web main ja kar news play honey ka time chek kary aur us time tak trad nahi karna chahey
        • #19 Collapse

          Brother forex trading m humain chaya k hum news par nazar rukhain phlay trading ko learning krain phr earning krain real m trading sa best koi market nahe ha m forex ko bhot like krta hn g.
          • #20 Collapse

            Bhai mere khyal say ap theek kh rhay hai lakin mai apko btana chahoo ga k mere experience k mutabik newses pr depend ho kr trader ko trading nhi krni chahiye Q k sometimes newses trader k faviour mai hoti hai jis say trader ko faida hota hai lakin many times tarder k unfaviour mai hoti hai or trader ko loss b ho skta hai.isi liye technical analysing ka b use krna chahiye or perfect entry or exit points k mutabik hi trading krni chahiye.
            https://t.me/pump_upp
            • #21 Collapse

              dear forex trading koe khel nahi he bas is ko jese jee me aya to kar lege ya apne mood k hisab se kar le.ap forex ko apne mood k hisab se login ho sakte he or forex trading ko is k rules or regulation k mutabiq hi kar sakte he warna apko buhat sara loss ho jata he.ab bat he news paper ki.forex trading ek esa online business he jis ko jitni knowlwdge se enalyse kar k karte he to hume utna hi zyaada faida hota he isly hume news paper ko parh k current rates ko analyse kar k fir hi trading karni chahye ta k hum loss se bach jae or profit hasil kar sake.
              • #22 Collapse

                dear bilkul thek kha ha a na us mn aksar all pairs ke news a rhi hotn hn to hum log agr unko study krn to phr kam kaisa krn ga es ka easy way yehi ha ka ap log investing pr jay udhr news mn and then us ka bad calendr mn jayn woh best way ha
                • #23 Collapse

                  G haan forex trading mien news sey ziada samjhien kuch bhi important nahi hota hai news market ko aisey boost karti hain key market hil he jati hai ik dum key liye to isliye achey trader hamesha news ko dekh key chaltey hain or news per nazar rakh key trading kartey hain.
                  • #24 Collapse

                    My dear friends forex trading market main bohat si news hoti hain jo forex market ki movement par bohat effective hoti hain. is liye forex traders ko forex ki news par bhi nazar rakhni chahiye.
                    • #25 Collapse

                      Mt4 software pay jab aap kam ker rahay hotay hain q kay aap market say online hotay hainto saf zahir hy keh aap internet connection open hota hy to os time trading kernay kay sath news ki koi achi si website open ker dain jis pay aap ko latest trading news milti rahain is terha aap news say aware rahain gay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        forex ki trading business mein jo acha trader hota hai fully nazar rakhta hai market news par aur phir us news kay mutabik trading karta hai aur phir ache profit earn karnay ki try karta hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X