News Par Nazar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News Par Nazar
    agar ap MT4 say trading kar rahay hain to ap news par nazar nahi rakh saktay. kun kay uss main itni news upload hoti hay k kuch samajh nahi ata. koi or resource hay to share karo.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji news pr nazr rkhna wsy sehi he b ke nehi kio ke baz dfa to news b sehi nehi hoti he or lekha koch hota he ho koch or jata he
    • #3 Collapse

      my dear agar ap google pe search kro gey to ap ko0 buht c sites mil jaye gi jahaan ap latest forex news or analysis read kr sakte jesa k forex factory, investing , dailyfx buht best forex sites hai but mt4 pe b ap ko har trah ki forex news mil sakti hai
      • #4 Collapse

        Ap forex ki news internet pe search karke pasakte ho.Internet me bahut sare forex news websites he.
        • #5 Collapse

          My dear friends forex trading market main forex news forex trading market main trading par bohat ziada effect karti hain. or forex traders ko forex ki news par bhi nazar rakhni chahiye. internet par forex ke bare main kafi news mil jati hain.
          • #6 Collapse

            assalamu alaikum dear aap ke bat tek hai ham ko forex trading me news par nazar rakh na chahiye take ham forex trading me achee earning kar sake forex trading me news ke bohot ahmiyat hai
            • #7 Collapse

              Agar hum successful trader bnna chahtay hain to hamay news par nazar rkhna hogi q k beghair news par nazar rkhay hum successful trader nhi bn sktay. news k bohot sai faiday hain.
              • #8 Collapse

                Yes, if someone is really interested to earn money from this business of the forex trading then he or she must focus on the news on the time of release of news because to much trendy movement occurs when a particular important new release.
                • #9 Collapse

                  dear currency pair ma jada ar news say effect par ta ha gar ap ko pura din jo high impact news ana wala hia us ki thek say knowledge hai tu app kafe ache trade ker satkay ahi us news ka base mai aur acha pip kama saktay han.
                  • #10 Collapse

                    jaha ntak mera khyal hai mt4 he best hai because yahan par her kisam ki news aati hai chahye choti ho ya bari aap understand karna start kar dou aahista aahista aap ko smajh aanay lag jayen gi news
                    • #11 Collapse

                      g han forex news par har time nazar rakni chaye jab tak ham forex news k sath attach nahi rahen gey ham kabi b achi trading nahi kar sakty
                      • #12 Collapse

                        The risk is the most important thing we have to think each would be open because if we look at the margin sometimes still feel safe, but when I think of the worst thing we thought would surely be different so we must own control ourselves.
                        • #13 Collapse

                          hahahahahahahah,bilkul sahi baat hai dear mai agree krta hooon apo ki baat say,itni news hsail hi jati hai tu insaan khud confuse ho jata hai k kis news ko follow krey itni information and itni news hasil ho jati hai humein,bht ziada mushkil ho jata hai mt4 mein news ko follow krna dera ap ki baat sahi hai
                          • #14 Collapse

                            app ko market ki news say kafi ex[erinec milta hai jab market ki news aati hai jab usd ki news ho to usi waqat app ko pata lagta hai market main news ka kitna asar ho jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              brother, agar ap achi trading krna chaty hai aur aik achy trader banna chahty hai to apko chahye k news se interact rahain ta k ap ko market k up and down rates ka pata chalta rahy aur ap loss se bach sakain aur apna ap save rakh sakain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X