Gaps

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Gap tu market ki opening or close time k drmyan hota hai,jb ap market ko continuously analyze krty hen tu ap dekhty hen k ek candle jb bnti hai tu kuch time frame k bad 2sri bnna start ho jati hai ye seconds ka gap hota hai is men ap apni trade lga skty hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Well gaps are the empty spaces between the close of one candle and the open of the next candle. ye gap zayada tar market close honay aur dobara open honay ke darmayan hota hai. log is gap ke darmiyaan main trading kartay hain.
       
      • #108 Collapse

        mery khayal me opening or closing price me jo gaps ya space hota hay wo brokers ki comm hoti hay, me new trader hon magar mera khayal yahi hay, agar koi dost es k bary me wazahat se es k bary me information share kar sakty hay to pls kar den.
        • #109 Collapse

          gaps are the empty spaces between the close of one candle and the open of the next candle. ye gap zayada tar market close honay aur dobara open honay ke darmayan hota hai. log is gap ke darmiyaan main trading kartay hain.
           
          • #110 Collapse

            hmm its true mostly kia hr dafa aisay hi hota hai weekend me ap kisi b product ki price dekhte ho laken jab again ap dobara market me enter hote ho tu kaf price change hoi hoti hai jis ki waja se kafi gap create ho jata hai or aksar ap k liye manage krna thora problem hota hai..
            • #111 Collapse

              My dear friends yes is that true gaps are the abandoned spaces amid the abutting of one candle and the accessible of the next candle. ye gap zayada tar bazaar abutting honay aur dobara accessible honay ke darmayan hota hai. log is gap ke darmiyaan capital trading kartay hain.
              • #112 Collapse

                g bilkul bhai jaan aisa aksar hota rehta hai main ny khud bht dafa dekha hai es ki asal waja ye hoti hai k market jab 2 din band hoti hai but kuch currency apirs k data or speechs aani hoti hain es liye market movement to akr nhi rhi hoti to jab market open hoti hai to jitni pips un news ki waja se hilni hoti hai market wahan se hi start ho jati hai aiik gap k sath
                • #113 Collapse

                  hmara plan bilkul clear orcomplete hona chaiye q k agr plam me mazboti hoge to hme kamyabi mile gi other wise nuqsan hjaega plan ko ache tara se tarteeb daina he basic purpose hai
                  • #114 Collapse

                    Aksar awqat market main baz currency pairs main gap hota hai jis ko Friday-monday gap strategy kekhte hain. is strategy main bara acha profit kama sakte hain. lekin gaps ko support aur resistance k halwaly se dekhna ho ga tab hi market ki direction ka pata lagaya jata hai.
                    • #115 Collapse

                      g han dosto mujhe to gaps ke bare main itna maloom nahi hay lakin main ne dekha hay jab market friday ko close hoti hay aur monday ko open hoti hay to baaz aukat is main is ke closing aur opening main buhat ziada farq hota hai.
                      • #116 Collapse

                        dear friend Thanx for sharing this knowledge. main is gap ko zyada deeply nahi jannta tha ab samajh giya hun
                        • #117 Collapse

                          ok boss Activities on weekends can cause these kind of gaps most of the cases. That's all what I had about Gaps what you have? Share here! ,,,,,,,
                          • #118 Collapse

                            dear brother...! hmmm acha hua apne itni achii knowledge ham ko dii mai to naya hun apnay mugeh achi knowkedge dii id kay liay tank you so muchh...
                            • #119 Collapse

                              the gaps are not always observed in the forex chart. the gap occur most of the time in the weekly close and open. this is due to the large change in the market price between the two time. it can as well happen alon gtbe trading day when there is a sudden news release.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                dear ..jab 2 din holiday ki waja se market down hoti hai to puri economy par uska effect ata hai..and jab iske bad dubara open hoti hai to hame wo gap nazar ata hai but wo thore time ke liye hi hota hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X