Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

    Bilkul trader apni mistake se learning kar sakta hai hai Kyunki Jab Ham apni mistake se learning karte hain apni learning skills ko Vash banate hain achha knowledge or experience Haasil Karke trade open karte hain Apne kam ko best banate hain Full focus ke sath Apna Kam karte hain acchi learning aur focus ke sath apni working Karte Hain To Ham Jarur Kamyab hote hain aur Jyada Se Jyada acchi earning bhi kar sakte hain aur successful ho sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

      G haan sabi traders chahain acha learn kr saktey hain mistake se banday ko seekhnay ka experience bhe hota hay.aur aap ko pata chalta hay kah real trading me kaisy kam karna hay forex me demo pe practice ya jo waha se experience milta ha wo bohat sweet hota ha us ki waja ye ha k hum es me bohat ziyada seekhny ko milta ha
      • #18 Collapse

        Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

        Ji han Achcha trader vahi hai jo apni Galti hone se subakasalu Karen apni galtiyan ko cover karne ki koshish karen tabhi vah Forex trading Se Achcha fayda arsal kar sakte hain Forex trading Mein Hamen Las ho sakta hai To Hamen jazbati Nahin Hona chahie Sabar karna chahie aur apni Galti ko sudharne ki koshish Karni chahie trade karne mein jaldbazi nahin Karni chahie Sabar ke sath kam Karenge to Achcha fayda.
        • #19 Collapse

          Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

          Ji han bilkul Har trader apni mistake se learning kar sakta hai hi Hamen chahie ki Ham bhi apni trade se learning Karen Jo Koi Bhi mistake ho usko mind mein rakhen aur land Karen tabhi Ham apni mistakes ko recover kar sakte hain Hamen jyada Se jyada mehnat Karni chahie aur Dil lagakar kam karna chahie
          • #20 Collapse

            Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

            Aapki baat bilkul theek hai dearest friend ke learner apni mistakes Elan kar sakte hain Forex Ek bahut Achcha online business ise main aapko chahie ki Apne post ki quality ko Jyada Se Jyada Behtar Banaye Apne Delhi ke target ko achieve Karen Apne Karm ko hard work ke sath Karen learner ko chahie ki Jyada Se Jyada practis Karen sake Achcha kam kar sake
            • #21 Collapse

              Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

              Trade Lagate Hue Agar mistake ho jaaye to main Himmat Nahin honi chahie mrutak kam Ko Sab Barati Alo Tor bar Lage experience ke sath karna chahie Jitna Ham barkachhakalan Kitna Mein Milega tab Ham bhi Cricbuzz Achcha cricket kar Sakenge Pak fraction bahut Achcha business hai is Jaisa aur koi bhi Rakh rahi hai Jitna worker miss Mein Achcha Karega Itna Mein chahie prapt Milega Kaun ko pata Karen Kaun ko Achcha Karen corporate karenjit number corporate Karega Itna Hamen experience ke sath hi kam karne mein hi Banayi Milegi Hamara bhi kar sakta Badshah aaega Jab Ham knowledge and experience aur intelligent Shakti Puri tarike ke sath aur Himmat ke Sathiyon post Karenge
              • #22 Collapse

                Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                jee han tu m krtii hun itfaq apkii bat sy k trader apnii mistake sy learn kr skty h. Forex ma mistakes sy sekhna bhot zaruri hota hai 1 achaa trader whii hy jo apnii mistake sy sekhtaa hy or iskoo rpeat ni krtaa.is sy apko experience miltaa hy usky bad ap ko market main achaa kam krny ka moqaa miltaa hy ....
                • #23 Collapse

                  Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                  trading ka lye sab sa mushill kam ha market ko analysis karna kun ka market hameesha analysis ko galat sabit karny ki koshish karti ha islye ye mushkill ha lakin market ko analysis karty hovy ya trade lety hovy trader sa bhe galtiyan ho jati han to trader ko chaye ha ka in galtiyun sa seekhy or bar bar in ko reapte na kary taky woh kamyab ho sagy or earning kar pay
                  • #24 Collapse

                    Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                    Assalamualaikum
                    Dear forex members umeed krta hu ap sb logg khairyat sy hongy han g bilkull ap ny theek kaha hai k traders apni mistakes sy learn kr sakten hain jb koi acha trader trade krta hai or usy market ka rujhan ka andaza nai hota to usy loss ho jata hai lakin wo ghabrata nahi hai na hi mayoos hota hai blky wo apny loss sy learn krta hai or wo apni mistakes sy learn kr skta hai is leay apko b apni mistakes sy ghabrana nahi chaheay us sy learn krna chaheay
                    • #25 Collapse

                      Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                      G hy bilkul thk kha hy tredr tb hi kamyb hota hy jb wo apna loss sa sekhty hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra apna loss sa sekh achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt sa achi qulit ka kam kra ga tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                      • #26 Collapse

                        Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                        G Bilkul aik professional aur cool minded trader hamesha apni mistakes say seekhta hay na Kay unko apni kimzourii bana kur give up kur deta hay bulkay woh kamyabi hasil kurnay Kay Liye mazeed acha home work kurta hay aur aik proper planning Kay sath future mein na sirf pichlay loss ki souret mein usko recover kurta hay bulkay furthur goals achieve kurnay Kay Liye sabar say kaam leta hay aur aik din expert trader bun jata hay.kyun Kay apnay blunders say seekhnay walay traders kbhi nakaam nahi hutay.
                        • #27 Collapse

                          Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                          Ji han bilkul merchants apni mistake se research Karte Hain Jo log trading Mein jaldbazi Karte Hain vah Log Kabhi Kamyab Nahin ho sakte aap ko Apne savings Mein kamyabi ke liye every day foundation per mehnat Karni chahie aur Soch Samajh Kar exchange karna chahie apni errors se analyze karna chahie Taki aap Kamyab ho sake
                          • #28 Collapse

                            Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                            jee haaan apne theek kaha trader apne mistakes se learn kr saktyy hain kyun k hm is business me hmeshah achi learning se hi is business me achi earning kar skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me achi learning se hi kam kiaa kareen hmeshah hm achi learning se hi hm is business me hmeshah achi earning kar skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah achi learning se hi kam kia kareen.
                            • #29 Collapse

                              Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                              je haan trader ko chay k apni mistakes sy learn karna chay forex trading me bhe humen learning ki phely bhot zarorat parti hai aur pher bad me humen earning ki zarorat parti hai aur is tarha humary earning ache hoge earning k liye khud ko uodate rakhna parta hai markete k sath aur sath practice karna zaroria hai practice sy hamy experience ho ga phir ham earning ki tarf kamyabi ka qadam utha sakty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                                Aaj Duniya Mein jitne bhi successful trader the boss successful sirf aur sirf galtiyan karke hi Banai Hain Jab Ham Apne galtiyo se learning Castle Karte Hain To Vahi galtiyan next time Hamare liye profitable sabit hoti hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X