Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain
    Assalamualaikum doston jaisa ki aap jante ho ki Har ek trader apni mistake se hi learn karta hai aur Har EK mistake Mein Koi Na Koi lesson jarur hota Hai bus use dekhne aur samajhne ki jarurat padati hai kyunki forex ka kam bahut hi tough kam samjha jata Hai jisme agar jaldabzi Mein aakar ke kam Karenge to kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar payenge agar mehnat se kam Karenge aur learning per focus denge aur apni mistake se hi sikhenge tabhi Ham Forex Mein success hasil kar payenge bus mehnat se kam karna hoga aur Forex ko time Dena hoga tabhi kamyabi hamen milegi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

    Je han. Forex ma mistakes sy sekhna bhot zaruri hota hai. Forex trading ma jo apni mistakes sy sekhta ni hai wo hamesa nakam he rehta hai. Forex trading ma mistakes ko ik teacher ki heseyat hasil hai. Forex trading ma jo apni mistakes ko ignore kar dey wo hamesa nakam rehta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

      Achcha experience Hasil karne ke bad market Mein quality wala kam karna chahie Agar Ham kam karte hue Koi Chhoti Se mistake bhi kar denge To Hamen nuksan ho jaega Hamen nuksan ke bad Sabar karna chahie aur Hamen mistake se Learning gain Karke market Mein kam karna chahiye ki yah aik acha business hai ismein hamara koi bhi bol rahe hain Ham isliye apni Marji se time table Banakar kam kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

        Trader apna mistake say learn Kar saktay hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap apni mistake say learn kray gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap mistake krtay rhay gay tu aap ko loss boat rhay ga
        • #5 Collapse

          Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Azizbabber پيغام ديکھيے
          Assalamualaikum doston jaisa ki aap jante ho ki Har ek trader apni mistake se hi learn karta hai aur Har EK mistake Mein Koi Na Koi lesson jarur hota Hai bus use dekhne aur samajhne ki jarurat padati hai kyunki forex ka kam bahut hi tough kam samjha jata Hai jisme agar jaldabzi Mein aakar ke kam Karenge to kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar payenge agar mehnat se kam Karenge aur learning per focus denge aur apni mistake se hi sikhenge tabhi Ham Forex Mein success hasil kar payenge bus mehnat se kam karna hoga aur Forex ko time Dena hoga tabhi kamyabi hamen milegi
          trader is market Mein apni mistake se hi learning karta hai kyunki is market main aapse jitne bhi mistakes hoti hai unse aapko kafi jyada fayda ho jata hai aapko chahie ka apps market Mein apni mistakes to avoid Karen uske bad is market Mein main Karen Jo tradus market Mein mistakes karte hain unko ismein kabhi bhi kamyabi nahin milati aapko chahie kya aap is market Mein soch samay kar kam karte rahen uske bad aapko is market Mein fayda Ho jata hai har trader ka apna trading plan hota hai uske bad vah is market Mein kamyab ho jata hai agar is market mein aap time spent kar rahe hain to aapko ismein fayda tab hota hai jab wapas market Mein achcha kam karte hain is market main aapko kam karne ke liye x band karna padta hai uske bad aapko fayda hota rahata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

            Dear forex member ap ke bat sahi hy ka buyying or selling ak bohat hiu risky bussiness hy is lisy humy is my proper triky sy kamakrty rahan chiaya .foregen exchange ak bohat hi acaha or rsiky bussiness hy is lisy humy is my proper way sy hi kamkarty rahan chiaya .forex aka bohat hi acah or risky bussiness hy is lisy humy is my proper way sy hi kammkarty rahan chiaya .
            • #7 Collapse

              Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

              Ji han bilkul traders apni mistake se learn Karte Hain Jo log trading Mein jaldbazi Karte Hain vah Log Kabhi Kamyab Nahin ho sakte aap ko Apne credit Mein kamyabi ke liye daily basis per mehnat Karni chahie aur Soch Samajh Kar trade karna chahie apni mistakes se learn karna chahie Taki aap Kamyab ho sake
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Azizbabber پيغام ديکھيے
                Assalamualaikum doston jaisa ki aap jante ho ki Har ek trader apni mistake se hi learn karta hai aur Har EK mistake Mein Koi Na Koi lesson jarur hota Hai bus use dekhne aur samajhne ki jarurat padati hai kyunki forex ka kam bahut hi tough kam samjha jata Hai jisme agar jaldabzi Mein aakar ke kam Karenge to kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar payenge agar mehnat se kam Karenge aur learning per focus denge aur apni mistake se hi sikhenge tabhi Ham Forex Mein success hasil kar payenge bus mehnat se kam karna hoga aur Forex ko time Dena hoga tabhi kamyabi hamen milegi
                Walekum assalam dear aapane bilkul sahi baat ki hai Forex trading Mein Ham apni mistake se learning kar sakte hain aur Unse bahut Kuchh Sikh sakte hain Kyunki trading Mein Ham Sab kam Karte Hain To Ham ismein bahut jyada mistakes Karte Hain To Hamen chahie ki Ham apni mistake se learning Karen aur Unse knowledge Hasil Karen aur koshish karen ke Ek mistake ko Bar Bar repeat na Karen tab hi Ham ismein kam jab ho
                • #9 Collapse

                  Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                  Bilkul aapane sahi Kaha trader apni mistake se learning kar sakte hain Agar Ham Jyada Se Jyada acchi working karte hain focus ke sath Apna Kam karte hain apni training skills ko best banate hain full motivation ke sath kam Karte Hain To Ham Jarur Kamyab hote hain aur Forex Mein Apni mistakes se learning Karke Jyada Se Jyada acchi earning bhi kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                    Ji bilkul theek Kaha press wedding Mein trading mistake se Agar Ham acchi learning Karenge tabhi Ham acchi knowledge increase kar Sakenge aur acchi knowledge wale trade lagakar Achcha profit increase kar Sakenge Forex all world mein best business hyperx Mein Hamen hardworking ke sath kam karna chahie tabhi Ham Achcha fayda hassil kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                      Forex trading mein agar Ham apni learning ko improve karna chahte hain To Hamen apni mistake se lesan Lena Hoga jitni Jyada Ham Forex trading Mein struggle Karenge Hamen Uttara hi Achcha benefit Milega Forex trading Mein Hamen chahie ke Chhoti Se Chhoti Galti ko bhi ignore na Karen Bal ke Hamen Unse Sab Castle Karen Apne kaam par focus Kare demo Kaun per regular practice Karen Taki Apne experience nbaytiar kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                        G hy bilkul thk kha hy expert tredr wo hota hy jo apni mistk sa sekhty hy hm jitna ziyada apni mistk sa sekh ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi achy business hy jitni mhy kra ga konwldg or experience sa kam kra ga utna hi kamyb Ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                          han g trader wohi hai jo apni mistakes se learn karte hain agar ham apni mistakes se seekhna chahte hain to hmain kameaybi mil jati hai hmain agar earn karna hai to hmain apni mistakes se seekhna hai aur hmain loss se bhi nahi darna hai kyon ke hmain agar loss hota hai to hmain kaam karna hai mehnat se demo pe kaam karna hai aur is ke liye hmain market mein time dena ho ga tab hi ham aesa kar sakte hain aur agar ham demo pe kaam nahi kar sakte hain aur trend follower nahi ban sakte hain to hmain kuch earning nahi ho gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                            ji han bilkul dear forex members of ki baat bilkul theek hai trader apni mistakes se learn karke Sikh sakte hain aur agar aapko trader ko loss Ho jaaye business main to usko ghabrana nahin chahie Bal ke usko mehnat karke improve karne ki koshish Karni chahie aur forex business ek bahut achcha aur kamyab business hai jo pure world mein famous hai isme agar aap kamyab hona chahte Hain to aapko chahie ki mehnat Karen yah ek online business hai jismein aap mehnat karke acchi earning hasil kar sakte
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trader Apne Mistakes Se Learn Ke Sakten Hain

                              Good morning dear Forex member ji Hath ki baat bilkul theek hai ki trader apni mistakes Elan kar sakta hai Purab Se bahut Achcha online business lekin EA Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapko Jyada Se Jyada Forex ko time Dena padta hai uske bare mein information Hasil karni padati hai uske bare mein jitni aapko Jyada experience or knowledge Hoga aap apne Jyada acche trater band Sakenge trader ko chahie Kitni mistakes ko Khatam karne ki koshish karen aur Jyada main uske sath kam Karen sake kamyabi Hasil kar sakta

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X