Stop loss ko entry point ke nazdeek na lagaen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ko entry point ke nazdeek na lagaen
    Forex trading Mein Aksar Ham yah Galti Karte Hain Ki Jab trade thoda sa Hamare Haq Mein Aati Hai To Ham entry point ke upar stop loss Laga Dete Hain Jiski vajah se market thoda sa Hamare against Jane ki koshish Karti Hai To is Surat Mein Hamara stop loss hit ho jata hai aur stop loss hit karne ke bad again vah Hamare Ha1 Mein Upar ki taraf Chali Jaati Hai To Is Tarah Hamen bahut hi sad kar deti hai market Kyunki vah trade Hamara SL hit karne ke bad Hamare haq Mein Gai jisse Hamen Koi fayda Nahin Hua to isliye Agar Ham faida uthana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham Apna stop loss Apne account mein majud balance ke hisab se aur technical analysis ke hisab se set Karen .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss ko entry point ke nazdeek na lagaen

    jee bilkul stop loss ko entry point say thora door lagain kyun k agar movement thori reverse ho bhi to stop loss hit na ho jay es liay es cheez ka bohat ziyada khayal rkhen Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss ko entry point ke nazdeek na lagaen

      forexd main hum es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es mani den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain our humian es main stop loss ko entre point kay nzdeek hunain es main nahin lgne chahey our hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss ko entry point ke nazdeek na lagaen

        Stop loss to hai usko koshish karen Kitab blog entry point se thoda niche lagaen ke market ke Thode Se Bhi niche Aane per aap logon ka trade jo hai vah close na ho sake to thoda sa uske andar khilao rakhen
        agar aap Logon Ko uske andar khilao Nahin Rakhenge to aap bahut jald close ho jaega Chand Ek tips ki moment ke se aap log jo hai Apna date close kar baithenge. Koshish karne ka Masin 5 steps ka capsicum Chahe aap logon ka account Chhota hi Kyon Na Ho agar aap Meri Tarah Karenge to aap log Jyada fayda kar Payenge
        ​Forex is the Best Business of the world!
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss ko entry point ke nazdeek na lagaen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss2 پيغام ديکھيے
          Forex trading Mein Aksar Ham yah Galti Karte Hain Ki Jab trade thoda sa Hamare Haq Mein Aati Hai To Ham entry point ke upar stop loss Laga Dete Hain Jiski vajah se market thoda sa Hamare against Jane ki koshish Karti Hai To is Surat Mein Hamara stop loss hit ho jata hai aur stop loss hit karne ke bad again vah Hamare Ha1 Mein Upar ki taraf Chali Jaati Hai To Is Tarah Hamen bahut hi sad kar deti hai market Kyunki vah trade Hamara SL hit karne ke bad Hamare haq Mein Gai jisse Hamen Koi fayda Nahin Hua to isliye Agar Ham faida uthana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham Apna stop loss Apne account mein majud balance ke hisab se aur technical analysis ke hisab se set Karen .
          trade ko stop loss apni entry points ke najdeek mat lagaen kyunki trade kisi bhi time per wapas a sakti hai aur aapka star flocert kar sakti hai aapko chahie kya aap apni trade ka stop loss kitne level per lagaen jis per aapko kab jyada fayda ho jaaye kyunki aap ki trade agar profit Mein a jaati hai uske bad apna stop loss profit wali site per set kar sakte hain is tarah apne account per achcha profit bana sakte hain Jo tradus market Mein acche plan ke sath kam karte hain unka stop-loss bhi hit hota hai aur unki kuchh set ka take profit bhi hota hai aur unko profit ho jata hai jo tradus market Mein achcha kam karte hain unko kamyabi mil jaati hai agar aapko is market Mein kuchh transfer nuksan ho raha hai to usmein itna masala nahin hota.
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss ko entry point ke nazdeek na lagaen

            hamy forex kao chy sy samaj akr is ky rules ko foloow kr ky is main mehnat sy karna cahey pher hi ham kmayab ho skty hain or acha bous hsl kr ky apni life sy gurbt ko kthem kr skty hian ham is main out off ost account bana kr be kam kar skty han yai aik wsee business han yai usa or chin or ne yourk main aik unique or pkitsna main be ak legal business ban cuka hain
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss ko entry point ke nazdeek na lagaen

              forex forum main stop loss lagany ka matlab hay kay hamain apna account wash hony say bachana hay to stop loss hamain entry point say nechy apny account balance kay mutabik rakhna chaheye
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss ko entry point ke nazdeek na lagaen

                اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss2 پيغام ديکھيے
                Forex trading Mein Aksar Ham yah Galti Karte Hain Ki Jab trade thoda sa Hamare Haq Mein Aati Hai To Ham entry point ke upar stop loss Laga Dete Hain Jiski vajah se market thoda sa Hamare against Jane ki koshish Karti Hai To is Surat Mein Hamara stop loss hit ho jata hai aur stop loss hit karne ke bad again vah Hamare Ha1 Mein Upar ki taraf Chali Jaati Hai To Is Tarah Hamen bahut hi sad kar deti hai market Kyunki vah trade Hamara SL hit karne ke bad Hamare haq Mein Gai jisse Hamen Koi fayda Nahin Hua to isliye Agar Ham faida uthana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham Apna stop loss Apne account mein majud balance ke hisab se aur technical analysis ke hisab se set Karen .
                Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar Ham is Forum per quality working karen to tab hi Ham acche tarike se apne form per kamyabi Hasil kar sakte hain Jitna Ham Ishwar Ham per quality work Karenge aur apne aap ko Sahi tarike Se kamyabi Ki Koshish Karenge tab hi Hamen Swaroopa kamyabi Hasil kar sakte hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss ko entry point ke nazdeek na lagaen

                  Forex ki market ke andar trading karne ke Kuchh rules and regulations hote hain jinko follow karna bahut important hota hai follow kiye bagair aap log kabhi bhi acchi trading Nahin Karenge aapko kabhi bhi achcha benefit Nahin Milega aap Logon Ne Hamesha stop-loss Lagana Hoga to usko Ek Khas point ke upar lagaen Taki aap logon ka stoploss hit Na Ho
                  When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                  :)
                  (AbdulWahab33)

                  اب آن لائن

                  avatar Ayn
                  Working...
                  X