Forex trading Mein Aksar Ham yah Galti Karte Hain Ki Jab trade thoda sa Hamare Haq Mein Aati Hai To Ham entry point ke upar stop loss Laga Dete Hain Jiski vajah se market thoda sa Hamare against Jane ki koshish Karti Hai To is Surat Mein Hamara stop loss hit ho jata hai aur stop loss hit karne ke bad again vah Hamare Ha1 Mein Upar ki taraf Chali Jaati Hai To Is Tarah Hamen bahut hi sad kar deti hai market Kyunki vah trade Hamara SL hit karne ke bad Hamare haq Mein Gai jisse Hamen Koi fayda Nahin Hua to isliye Agar Ham faida uthana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham Apna stop loss Apne account mein majud balance ke hisab se aur technical analysis ke hisab se set Karen .
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим