Eur/Usd aur Usd/Chf co-relation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    per chala jata hay, lakin aisa sirf normal halaat may hota hay jab koi big news expected na ho aur market normal trend par chal rahi ho, is cheez ko pahlay observe karain, phir demo par try karain, lakin yeh wazeh rahay keh agar Euro ki koi news achi ati hay to
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Well, dear aap ko observation kafi achi hy. ma na abhi tk es tarha sy observe nhe kia hy market ko. wasy ye new traders k liy kafi helpful hy. mgr es ka matlb ye nhe k hamesha he aysa hu. mery khayl ma ju bhe new traders hain unhen chahy k ju bhe trade karen achi tarha sy market ko analyst kr k karen.
      • #63 Collapse

        yes i think you are right and i think feelings are incredibly unsafe with dealing. you need to buy and sell using quiet brain. fear along with greed are really quite unsafe feelings. concern with losing makes you drop. along with a lot of greed in addition leads to decline. you need to really control greed.
         
        • #64 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: 444 پيغام ديکھيے
          yes i think you are right and i think feelings are incredibly unsafe with dealing. you need to buy and sell using quiet brain. fear along with greed are really quite unsafe feelings. concern with losing makes you drop. along with a lot of greed in addition leads to decline. you need to really control greed.
          haan mene bhi suna hai bhai yeh lekin me sure nahi hun mene in cheezon per kabhi focus nahi kiya hai lkein ab me lazmi dekhun ga or mene suna hai ke bohat se pairs hain jin ka co relation hai ...
           
          • #65 Collapse

            jee han ye donoo bohat hi ache pair hainjo aik dosre ke khalaf chalte hain is lye zyda trader siss main kam ker ke achi earning hasil ker lete hain agar ap ko bi kamyabi hasil kerna hi to ap ko achi learning ke sath hi ap achi earning ker sakte ho
            • #66 Collapse

              jata hay, lakin aisa sirf normal halaat may hota hay jab koi big news expected na ho aur market normal trend par chal rahi ho, is cheez ko pahlay observe karain, phir demo par try karain, lakin yeh wazeh rahay keh agar Euro ki koi news achi ati hay to us ka asar Eur/Usd par parta hay lakin Usd/Chf par nahi, isi tarha say baaz dafa Chf ki news ka
               
              • #67 Collapse

                lakin yeh dono pairs aik dosray k khilaf chaltay hain, yani agar aik oper jata hay to dosra neechay ata hay, yeh in dono pairs k darmyan bohat acha co-relation hay, jab Eur/usd neechay ja raha hota hay to Usd/Chf oper chala jata hay, aur jab Usd/Chf neechay ata hay to Eur/usd oper chala jata hay, lakin aisa sirf normal halaat may hota hay jab koi big news expected na ho aur market normal trend par chal rahi ho, is cheez ko pahlay observe karain, phir demo par try karain, lakin yeh wazeh rahay keh agar Euro ki koi news achi ati hay to us ka asar Eur/Usd par parta hay lakin Usd/Chf par nahi, isi tarha say baaz dafa Chf ki news k
                 
                • #68 Collapse

                  The purpose of planning in Forex is just to make sure that nothing goes wrong. You you start your trade with certain strategies and planning then there is less chance to be in trouble.
                  • #69 Collapse

                    g han bro ap ney bohta cahi information share ke kafi traders ko inka ni pta jin main kuch new aur old bhe shamil hain ya hm ney in ko notice ni kia hota isi tarah ager hm thora dhyan dain to hmain aur bhe pairs mil suktye hian jin mian esa realtion ho
                    • #70 Collapse

                      jee han Sir currency Main Trading Karnay Waloun K liyee Aap nay is pair Ka Achaa Co Relation batayaa,Sir main nay Bhi isay Demo par check kiyaa tou jab EUR/USD nechay jaa Raha Thaa tou USD/CHF opar Aa Raha thaaa..
                       
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #71 Collapse

                        That's great you are saying quite right, there's strong co-relation between these pairs and every trader should keep these co-relations in their mind when they start doing trading on their own.
                        • #72 Collapse

                          Eurusd aur usd chf mai usd common hai tu agar USD euro aur chf ki nisbat zada uper jata hai tu EURUSD ka pair nechy aye ga kiu kay us mai secondary currency strong hu rahi hai, laikin usd/chf uper jaye ga kiu kay us mai usd base strong hu rahi hai
                          • #73 Collapse

                            gee mre bhai forex me pair bohat he ziada important hy ap ne jo pair ke baary me btaya hy me ap ke baat se agree krta ho ap ne bohat acha explain kyaa aur hmary maloomat me be ezaafaa kya es ke lyee thannks
                            • #74 Collapse

                              Pair is a ipmortant part of forex trading. Your information is so nice. I hope itwilp help us to take rifht selection of pairs in trading. Thanks a lot to share this information.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                bhai there are so many pairs who have co-relations bohat se pairs hain jin me co relation hota hai aap agar mt4 software per windows bana len to kafi pairs milen ge jin ka co relation ho ga .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X