Eur/Usd aur Usd/Chf co-relation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Yes dear, aap nay theek kaha hay , ye dono pair EUR/USD aur USD/CHF apas main co-related hay . laken kisi bi pair main trade karny say pehly aap ko us pair kay bary mian study karna zroori hay . Is tarha loss kay chances kafi kam ho jaty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jee bhai jaan i agree with you key ye dono pairs aisey hee movement krti hey chunkey ye dono aik doorse pairs key khilaaf chalti hey per iska asar news pey hota hey thab aap ko chahiye key in dono ki aik sahi move ko pakarh key trade karey
      • #33 Collapse

        There is indirection relation between these two forex pairs. If eur /usd moves up then usd/chf moves down or when usd/chf moves up then other forex pair is moves down but we must trade in both pairs if we get only one signal in a pair. It will gives us much loss .
        • #34 Collapse

          thanks brother ap na boht achi information di hai is se hmare achi khasi help ho gi acha to is ka elwa or kon kon sa pairs hai jo cross movement karty hai plzzzz telll me more information
          • #35 Collapse

            jee han main ap se itfaq kerta hon ke ye donoo pair apis main aik dosre ke makahlif chalte hain agar ap ko euir usd main buy kerte ho to usd chf main sell ker doo ap ko doono taraf profit mile ga
            • #36 Collapse

              jee han yah dono pair ka relation aik jaisa hai. yah ju information hai best for new comers. ap dono pair par work kar saqtay ho. yah best hain. Ain direction aik jaisai hai.
              • #37 Collapse

                sir je mamaray khayal may euro /usd or euro /chf may co realation yi hay kay yi apas may up and down hotay ay baz awqat magar in may usd/euro ka asar euro/chf per nahe parhta balkay ager euro down hota hay to is ka asar usd per perta hay
                • #38 Collapse

                  jee bhai jaan waisey tho forex mey kayi pairs aisey hey jin ki move aik doosrey sey exchange hoti hey key aik pair sell mey hoti thab doosri pair is ki opposite chalti hey or kabi kabar news effect ki waja sey movement same ho jati hey
                  • #39 Collapse

                    Awesome information brother. I trade with this pairs in my Demo but I was no deep idea about it. I found many information what is new to me from your post. Thank you very much. Regards.
                    • #40 Collapse

                      thanks bro ap ki bat mujha kuch is trhan samjh ai ha k hmain in do pairs ko lata hua asa indicator b use kr sakta han k agar eur usd uper ja raha ha to hm dusra pair ko chor dain k us ki market down hoge but agar ap ki bat k usd ki ache news a rahe ho to kia ya ak sat uper jain ga ya is ma phr b fark hoga
                      • #41 Collapse

                        a neechay ata hay, yeh in dono pairs k darmyan bohat acha co-relation hay, jab Eur/usd neechay ja raha hota hay to Usd/Chf oper chala jata hay, aur jab Usd/Chf neechay ata hay to Eur/usd oper chala jata hay, lakin aisa sirf normal halaat may hota hay jab koi big news expected na ho aur market normal trend par chal rahi ho, is cheez ko pahlay observe karain, phir demo par try karain, lakin yeh wazeh rahay keh agar Euro ki ko
                        • #42 Collapse

                          ji ha app nay buhat achi bat share ke ha pair kay baray ha in sab pair ka akk dosray say relation huta ha jo kay app market watch ma asani say deakh saktay ha seraf in dono ka talak nahee huta ak dosray say sab pair ka huta ha.
                          • #43 Collapse

                            yes brother you are right some time m n b dekha ha waqy h ye pair isi tarha karty ha yani ek up hota ha tu dosra down dosra down hota ha ek up yahi hisab ha eur/usd m or usd/jpy m us m b bilkul yahi hota ha jo in dono m hota ha
                             
                            • #44 Collapse

                              I am a new trader and I trade with the pairs in demo. But I learn the co-relation from your post. Thanks a lot for the awesome information. Best of luck brother. Happy trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                hum may say kuch logo ko to pata he ho ga is baray may, lakin new logo ko shayed pata na ho, may new comers ko yeh batana chahta ho keh yeh do pairs aisay hain jo baaz auqat aik sath move kartay hain, lakin yeh dono pairs aik dosray k khilaf chaltay hain, yani agar aik oper jata hay to dosra neechay ata hay, yeh in dono pairs k darmyan bohat acha co-relation hay, jab Eur/usd neechay ja raha hota hay to Usd/Chf oper chala jata hay, aur jab Usd/Chf neechay ata hay to Eur/usd oper chala jata hay, lakin aisa sirf normal halaat may hota hay jab koi big news expected na ho aur market normal trend p
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X