Eur/Usd aur Usd/Chf co-relation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    App ne ek bohat he achi thread likhi ha dost jis k liye mein app ko thanks kahna chahun ga kiu k ap ne in pairs k bary mein ek acha knowledge diya hai bhai thanks for this thread
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      forex trading ma pairs ki bohat hi ahmiyat hoti hai trading k liye aur eur/usd aur usd/chf aik dusry k mukhalif chalty hian up aur down.
      • #183 Collapse

        ap sai kh ray hain euro or usd ka pair sab say best hay or hama is say zyda trading karni chahiy sd/chf main usd base currency hai.jab aap buy ya sell karty hain to base currency buy ya sell hooti hay.
        • #184 Collapse

          SHAYED BHAI JAN AISA HE HO LEKIN MUJHAY IS K BARY MEIN NAHI PTA THA K EURO/USD AUR USD/Chf AIK DOSRY K AGAINST CHALTY HAIN LEKIN MEIN SIRAF EUR/USD AUR GBP/USD PER HE TRADING KARTA HUN Q K IN PAIRS KI MOVEMENT ZIYADA TAIZ NAHI HOTI IS LIYE NEW TRADERS K LIYE YE ACHY HAIN TA K UNHAIN ZIYADA LOSS NA HO.
          • #185 Collapse

            ha ye to aapne bahut hi sahi kaha hai ye dono pairs ek dusare ke khilaf hi jyada tar hote hai ye to mene bhi kai bar observe kiya hi hai aur uska ye fayda hota hai ki aap do taraf se prift nikal sakte hai ak to aap eurusd me aur usd chf me bhi aap ek sath trad karne deono mese profit hasil kar sakte hai aur aapko koir dusra risk na hota hai
            • #186 Collapse

              pair is a important part of forex trading. your information is so nice. I hope it will help us to take right selection of pairs in trading. thanks a lot to share this information.
              • #187 Collapse

                gee ha bilkul ap bilkul tek keh rahe hai ke ye currencies aik dosre ke opposite hote hai but mujhe is thread ki kuch khas samaj nahi ai ke ye basically kis liye hita hai
                • #188 Collapse

                  yes mene bhi yehi suna he keh eurusd and usdchf aik dusre ke against move kartey hain aur jab eurusd up hota he to usdchf us time down postion main chala jata hey is trha yeh aik dusre ke against chaltey rehtey hain.
                   
                  • #189 Collapse

                    g han es market may ap dekhyn to ap ko bot sary aisy pair mlyn gy jo aik dosry ky opposite chalty hyn jaisy gbp/usd aor usd/cad es ke asal wja yh hy ky agr usd pehly hy pair ky to jb es ka data ata hy to market up jati hy aor js ky end py ho ga wo down jati hy esi trah sary data ky impact hta hy hr currency py.
                    • #190 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                      Dosto, hum may say kuch logo ko to pata he ho ga is baray may, lakin new logo ko shayed pata na ho, may new comers ko yeh batana chahta ho keh yeh do pairs aisay hain jo baaz auqat aik sath move kartay hain, lakin yeh dono pairs aik dosray k khilaf chaltay hain, yani agar aik oper jata hay to dosra neechay ata hay, yeh in dono pairs k darmyan bohat acha co-relation hay, jab Eur/usd neechay ja raha hota hay to Usd/Chf oper chala jata hay, aur jab Usd/Chf neechay ata hay to Eur/usd oper chala jata hay, lakin aisa sirf normal halaat may hota hay jab koi big news expected na ho aur market normal trend par chal rahi ho, is cheez ko pahlay observe karain, phir demo par try karain, lakin yeh wazeh rahay keh agar Euro ki koi news achi ati hay to us ka asar Eur/Usd par parta hay lakin Usd/Chf par nahi, isi tarha say baaz dafa Chf ki news ka Eur/usd k pair par asar nahi parta.
                      eurusd and usdchf py mein ny kabhi trade nahi ki, mein hamesha gbpusd py trade karta hun keun k iski movement kuch fast hoti hy or mein chahta hun k is pair k ilawa mein kisi pair py trade na karon.
                      • #191 Collapse

                        jee han in ma bht acha relation ha ap ko chahye ke in 2 pairs ko use karte hoie trade karen take hum kmayab hosakne oir paise earn kar saken
                        • #192 Collapse

                          the biggest part of trading forex is emotions. its advisable to take a moment off to analyse each trade after closing, whether at a loss or profit. this way you learn to control your emotions under any trading conditions.if we can control our heart then we can do trading with mind...
                          • #193 Collapse

                            Bohat achi information de hai ap ne maine kabi check to nahi kiya hai magar ab mai jub trading karo ga to zaror indono pairs ko dekho ga ke kaisa effect parta hai boaht hi shukrya ap ko ke aesi valuable information share karne ka aur mai zaror try karo ga.
                            • #194 Collapse

                              Main just EURU/USD k pair main trading krta hun toh main ap ko kese or pair k bary main nhe bata sakhta kiun k main nay aj tak EURU/USD k pair k elawa kese or pair main trading nhe ke ha.
                              Forex strategies for beginner click here .... :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                I think that In forex trading bsuienss currency pairs bang relations between apiece remaining and i opine that if you are trading in forex you condition to be a a lot of caeful, a bout htese things to earn money in forex trading and you should not class in those pairs which have strongly relation

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X