Dear forex aik risk business hia or is main her banda profit earn nahe karta . q k Kuch is main kamyab hoty hai to kuch nakam hoty hai. per nakami or kamyabii k paichy koi reasons hoty hai or agr ham un reason ko samjh jain gy to ham ko forex main kamyabi zaroor mill sakty hia. for example
1- misunderstanding in forex nature . Pahly nakami ki waja yah hai k log forex ki naute ko understand he nae karty wo samjhy hai k forex iak earing machine hai jiss ham ya her banda jo buy ya sell kar janta hai earn karna shoro kar skata hi. per dear aisa nahe hota
2- lack of complete learning -- Dear baz log nature ko samjhty hai per demo per complete kam nahe karty hai or jild he real account main a jaty hai. to wo nakami ki waja banta hai.
3- Lalch . forex main loss ki aik bary waja lalach hai. k jab ham bary jild ameer honey ki koshish karty hai to forex k risk ko bhol jaty hai or at the end yah hota hai k apna account b wash ho jata hia.
To agr ham un mistake se bach jain to forex main loss ko bacha skty hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим