G bilkul main ap sab ki bat say itfaq karta hon . Learning is better then earning .kion kay ham koi bhi kam karna chahain hamain chahiey kay ham us ko achi tarah samjhain na kay usay just for earning use karain .jab ap usay samajh kay use karain gay to ap ko earning to ho gi hi laikan us say sab say bara faida yeh ho ga kay ap us ko seekh jaein gay .
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим