Assalam walekum Forex trading mein Hamen Apne mistake ko ignore nahin karna chahie Agar Ham Iske andar Apne mistake ko ignore Karte Hain To fir Ham ismein Achcha perform nahin kar sakte hain aur Hamare Jo profit ki ratio Hoti Hai vah kam Ho Jaati Hai Aur loss ki ratio increased Ho Jaati Hai Jiski vajah se Hamari Jo investment Hoti Hai vah decrease hoti rahti hai to isliye Hamen chahie ki Ham ismein apni mistake ko ignore mat Karen balki unko note Karen aur apne mistake ko Dur karne ki koshish karen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим