Forex main Apni mistake ko ignore mat karo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main Apni mistake ko ignore mat karo
    Assalam walekum Forex trading mein Hamen Apne mistake ko ignore nahin karna chahie Agar Ham Iske andar Apne mistake ko ignore Karte Hain To fir Ham ismein Achcha perform nahin kar sakte hain aur Hamare Jo profit ki ratio Hoti Hai vah kam Ho Jaati Hai Aur loss ki ratio increased Ho Jaati Hai Jiski vajah se Hamari Jo investment Hoti Hai vah decrease hoti rahti hai to isliye Hamen chahie ki Ham ismein apni mistake ko ignore mat Karen balki unko note Karen aur apne mistake ko Dur karne ki koshish karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main Apni mistake ko ignore mat karo

    hamy apne mistakes ko avoid kr ky km karna ho ga then hum kam kr ky earn kar saky gy forex mi hmy mistakes ko mslsla repeat ni karna che then hum kam kar ky earn kr saky gy forex k amm business js nhi han hum is mi apne mrze sy tiem tble bn kar kam kar sakty hin asna ky sa forex ko samjn aik dn ka km nhi hain hum is mi apny boss kud p he hoty hin
    الحمد لله رب العالمين

    • #3 Collapse

      Re: Forex main Apni mistake ko ignore mat karo

      G han traders ko koi mistake ignore karny ki koshish nahi karni chaye es ki waja ye hoti hay key ye mistakes hi hoty hey jo traders ki nakami me important role play karty hey agar en mistakes ka hi khatma kia jaye to trading me nakami possible hi nahi hoti hay jo traders mistakes ko mamooli samaj kar ignore kar lety hey esy traders kesi kisam ki kamyabi es business se hasil nahi kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Forex main Apni mistake ko ignore mat karo

        G han sahi kaha aapne or apni mistakes ko ignore karna sabse bari galati hy isy na sirf loss ko face karna parta balky trading career start sy pehly he khatam hota hy.
        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
        • #5 Collapse

          Re: Forex main Apni mistake ko ignore mat karo

          dear mairay khayl say is markeet main kaam karnay k liye hamko is markeet main kabhi bhi apnay lose k reason ko janay bgahir is markeet main next trades nai laini chayen aur agar ham is markeet main aisa kartay hain to ahmko koi faida nai hay k ham iis markeet main apna paisa waist karain jisk baad hamko pachtna parr jaye aur jisk baad hamko lose k reason ka bhi koi pata na chal sakta ho is liye mairay experience k mutabik agar ham is markeet main har mistakes k baad acha learn kartay jatay hain to ham is markeet ko sahi samj bhi saktay hain aur is say acha earn bhi kar saktay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex main Apni mistake ko ignore mat karo

            yes dear forex main hamain apni mistake ko ignore nahi karna chahye balky ham say choti say choti mistake ko bhi note karna chaye aur us ko likh kar rakh laina chahye is tara say ap forex main akbhi bhi galti nahi karain gay aur ap ko phir lsos bhi bohut he akm ho ga aur ziada tar ap ki trading mai profit he profit ata rahy ga jis say apni life ko change kar sakty hain aur ap bohut he risch ban skaty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex main Apni mistake ko ignore mat karo

              Ji is market ke andar Agar Ham Ek accha profit Hasil karna chahte hain To Hamen apni mistake ko ignore nahin karna chahie bahut jyada log Aisa Karte Hain Ki vah Apne mistake ko ignore Karte Hain Magar vah bahut badi Galti Karte Hain Kyunki Forex trading Ek Aisa business hai jis mein agar Ham chhoti si bhi mistake Karte Hain To ismein Hamen Ek pada loss ka Samna karna padta hai ya FIR Hamara account wash ho jata hai to isliye aap mistake se jaldi nikalne ki koshish karen .
              • #8 Collapse

                Re: Forex main Apni mistake ko ignore mat karo

                Pakistan forex forum or Forex trading ke andar agar Ham success hunna chahte Hain to hamen ismein apni mistake ko dur karna hoga agar Ham ismein again again mistake karte Hain to fir hamen ismein loss ka samna hota hai aur ham yahan se kuchh bhi hasil nahin kar sakte hain aur hamari Forex trading ki sari investment wast Ho jaati Hai to isliye agar Ham yahan se kuch hasil karna chahte hain to hamen chahie ki Ham yahan per mistake ko ignore na Karen balki apne mistake ko jald se jald thik karne ki koshish karen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main Apni mistake ko ignore mat karo

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan_Forex پيغام ديکھيے
                  Assalam walekum Forex trading mein Hamen Apne mistake ko ignore nahin karna chahie Agar Ham Iske andar Apne mistake ko ignore Karte Hain To fir Ham ismein Achcha perform nahin kar sakte hain aur Hamare Jo profit ki ratio Hoti Hai vah kam Ho Jaati Hai Aur loss ki ratio increased Ho Jaati Hai Jiski vajah se Hamari Jo investment Hoti Hai vah decrease hoti rahti hai to isliye Hamen chahie ki Ham ismein apni mistake ko ignore mat Karen balki unko note Karen aur apne mistake ko Dur karne ki koshish karen
                  Ji han bilkul aapane sahi kaha hai forest reading Mein Ham Sab kam Karte Hain To Hamen chahie ki Ham ismein apni mistakes per control Karen aur ham apni mistakes ko kabhi bhi ignore na Karen Kyunki mistake Si Hamari Sabse Badi kamjori hoti hain Agar Ham ismein kam Karte Hain To Humko chahie To Ham ismein Achcha kam Karen Aur ismein Main Tere Tak Hamen ismein jyada fayda ho Agar Ham ismein Achcha kam Karenge aur apne mistakes per control Karenge To Hamen ismein jyada fayda ho sakta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main Apni mistake ko ignore mat karo

                    Forex mein agar koi mistake Hoti Hai To usko account mein khatm Karke kam karna chahie to yah Mere Liye kamyabi Holi Mein Na Karen koshish karen koi bhi mistake nahin karna chahie aapka Mein kamyabi milegi

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X