loss hone per himmat na hare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: loss hone per himmat na hare

    Ji han bilkul friends loss hony per kabhi bhi himmat na hare agar aap loss hony Ki Surat Mein himmat har jaate Hain to aap next Kam nahin kar sakte friends jab bhi aapko loss hota hai aap khud ko encourage Kiya Kare khud Ko motivate Kiya Karen ki yah loss to bus waqti taur per hua hai next aap baihtar kaam karenge aur kamyabi Ko hasil kar lenge isliye friends aap kabhi bhi himmat Na hara Karen aap himmat har jaenge to aap kabhi Kamyan nahin honge Kamyab bhi ke liye aapko pahle mushkilat ko face karna padta hai ISI tarah aapko bhi loss ko face karna padega fr hi aapki kamyabi possible banegi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: loss hone per himmat na hare

      Bikul jhan profit hota ha wahan loss zaror hota ha is lia hamy loss honay pr hemat nh torni chahiya apni q k jb insan buassniss krta ha to phly loss ka sochna chaiaya q k jb insan koi kam strat krta ha to hmaysha benifit nh hota loss b zaror hota ha
      • #33 Collapse

        Re: loss hone per himmat na hare

        Loss or profit Hamare trading ka ek paath hai aur Hamen is Hamesha Sath Lekar Chalna hota hai agar Hamara Kabhi kabhar loss Ho Jata Hai To Hamen usse ghabrana Nahin chahie nuksan Hamesha Hamari apni galti ki vajah Se Hota Hai Hamari jaldbazi ki vajah se hota hai agar Ham aaram se cool mindedly trading karen to Hamara ye loss kabhi bhi nahin Hoga aur ham Hamesha profit Karenge Jab Hamara profit Hota Hai To Ham bahut jyada excited Ho Jaate Hain aur Hamare andar aur Jyada profit Aam karne ka lalach Paida ho jata hai aur Yahi vajah Hai Kya Jab Ham galti kar Baithe Hain
        • #34 Collapse

          Re: loss hone per himmat na hare

          ji han bilkul lo Sone per hamen bilkul bhi himmat nahin har nahin chahie kyunki Jo member himmat har jaate Hain FIR vah acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye bilkul bhi himmat nahin harne chahie Bal ke jyada se jyada mehnat ke sath work karna hoga jyada struggle ke sath work karne se hi acchi kamyabi possible ho sakti hai isliye himmat nahin harni chahie
          • #35 Collapse

            Re: loss hone per himmat na hare

            ji han aapki baat bilkul theek hai loss hone par himmat nahin Ham nahin chahie mehnat aur himmat ke sath kam karenge itni zyada mehnat karenge utna hi jaldi aap Expert trader Ban sakte hain isiliye apne experience or knowledge ke sath trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye aur soch samajh Kar Achcha entry point milane per hi trade open Karen jitni zyada mehnat karenge utani hi jaldi successful trader Ban sakenge agar loss ko ignore karenge to aap hamesha na kami Ka samna karenge isiliye kamyabi ke liye zaruri hai hamesha mehnat Karen aur Achcha profit Hasil karne ki koshish karen jitni zyada mehnat ke sath trade open karenge aur utna hi jaldi aap expert trader Ban sakte hain
            • #36 Collapse

              Re: loss hone per himmat na hare

              Assalam o alaikum Jesa k thread ma bat ki gai h k Forex ma loss hony par ap himmat na harein. Himmat wo loog harty hain jo Namak hoty hain aur jo loog buzdill hoty hain. Forex ma hamesha Sabar krny wale loog aur wo loog jo loss hony par himmat se kaaam krty hain, hamesha wo loog hi Forex ma kamyabi hasil krty hain warna kafi loog loss hony par himmat har jaty hain aur Forex trading chor dety hain.
              • #37 Collapse

                Re: loss hone per himmat na hare

                Assalam o alaikum dear friend kaisay ke apko pta hai ke loss aksar hota rehta hi loss honay pe hemat na haarein apni struggle ko kamyab banayen apnay ap pe itibar krein apny apko improve bhi krein ke hm struggle kar saktay Hain hemat mat harein tab ja Kay ap ale achay business man ban saktay Hain aur profit bhi Hasil kar saktay Hain aur kamyab hosaktay hai
                • #38 Collapse

                  Re: loss hone per himmat na hare

                  Assalam o alaikum han ji kese hien ap sub log han ji to janab koi hi business ho uss ie hamie profit k saath loss bhi ho skta hai qk profit ki tarah loss bhi hr business ka hissa hota hai issi tarah forex mien bhi hota hai uss mien bhi agar loss ho jata hai to hamie mayoos ya pareshan nahien hona chahie balkeh apni mistakes ko search krna chahie aur un ko khattam krna chahie takeh hamien un ki waja se again loss na ho aur hum acha kaam kr k acha profit hasil kr skien.
                  • #39 Collapse

                    Re: loss hone per himmat na hare

                    dear friends umed hai ap sub khryat sy ho gy Allah pak ap sub ko kamyab kry aj ka sawal bahot acha hai k loss hony py himmat na hare forex trading ma agr ap mehnat k sat kam kry gy tu loss hony k chacaz kam hoty hai agr forex trading ma loss ho bhe jahy tu himmat ni hare chayi bulky himmat k sat kam lana chyi q k buziness ma loss tu hoty rahty hai as leya hemit k sat kam laty ho who agay barna chayi
                    • #40 Collapse

                      Re: loss hone per himmat na hare

                      Los hone par banta himmat na hare bol ke apni himmat ko badhaye agar himmat har jaega to vah kaise kam karega jab kam hi kar nahin sakta paise ki hamesha koi bhi kam ho gaya tha today weather bande ko himmat nahin har nahin chahie do agar Banda himmat haar Gaya to kam tufan Ho Gaya yaar FIR paise kit bad logon tenu Pyar karte Hain apna business start karo apna business start karo karo bar ko batao jitne paise invest karoge use double paoge
                      • #41 Collapse

                        Re: loss hone per himmat na hare

                        Dear forex members aap sab kaise hain meat karti hun ke main aap fix market mein apna kaam acche se kar rahe honge aaj ka jo hamara topic hai vah yah hai ke lahsun per hamen himmat nahin aani chahie ji han bilkul bahut hi acchi baat hai ki agar hamen kisi bhi kam mein kisi bhi business mein loss Ho jata hai to hamen himmat nahin aani chahie cal ke samrat Ham bol ke sath jyada se jyada mehnat karni chahie agar trading market mein hamari trade nakam Ho jaati hai aur hamara loss Ho jata hai to main bilkul bhi nahin hona chahie Mal ke hamen next time trading market question soch samajh Kar karna chahie tha ki ham log samajh sake aur profit cancel kar sake
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Re: loss hone per himmat na hare

                          Gi hnn dear member loss hone per kabhi bhi himmat na hare agar aap loss ki vajah se Hi mat har jaenge soch samajh ke apna Kam nahin karenge to aapko kabhi bhi kamyabi hasil nahin ho sakti kamyabi hasil karne ke liye jaruri hai kya aap soch samajh Kar apna Kam Karen apne kam mein Koi jaldbaji Naam Karen Forex businessman jaldbaji lost deti hai isliye soch samajh Kar kam karne se hi achcha profit ho sakta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X