loss hone per himmat na hare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hone per himmat na hare
    dear forex members agar trading mai app ko loss ho jaye to himmat na hare balke housle se kaam le or apne loss ko cover karne ki koshish kare
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hone per himmat na hare

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mashal پيغام ديکھيے
    dear forex members agar trading mai app ko loss ho jaye to himmat na hare balke housle se kaam le or apne loss ko cover karne ki koshish kare
    forex market Mein profit bhi ho jata hai aur nuksan bhi hota rahata hai isliye humko chahie kya kar humko nuksan Ho jata hai to Ham is market Mein kabhi bhi himmat na hare aur is market Mein mehnat karte rahen agar aap is market Mein mehnat karte rahenge to aap ko kamyabi jarur milegi isliye aapko chahie kya aap is market Mein planning kar le aur ismein discipline ke sath kam karte rahen agar aap is market Mein achcha kam karenge to aapko ismein fayda tab hoga jab aap is market Mein achcha decision lenge agar aap is market Mein achcha decision nahin Le sakte to aapko is market mein kabhi bhi fayda nahin ho sakta isliye aapko check wapas market Mein soch maker kam Karen agar aap is market Mein kam kar rahe hain to aapko ismein kamyab hone ke liye bahut achcha kam karna hoga uske bad aapko yahan se kamyabi milegi.
    • #3 Collapse

      Re: loss hone per himmat na hare

      dear hamein lose honay par himaqt nahi harni chahye jab ham apni himat haar dety hein to ye sab say bhara lose hota hai ku kay agra ham himat say kaam lay kar apni mistake ko door karty hein to zaror kamyabi hoti hai is liye hamein mehnat or lagan say kaam kar kkay kamyaabi gain kar sakty hein is liye zaida say zaida learning karein or is hmara experience gain hoga or ham market mein move karny kay kabil honagy.
      • #4 Collapse

        Re: loss hone per himmat na hare

        hanji bhai hamen kabhi bhe loss honay par himat nahi harni chaea kyunkay jab ham apni himat ko har daity hian tu ahm is main kamyab nahi ho paty hian is lae hamen chaea kay ham ais akaam karen jis main haemn loss naa ho or ham aik achi earning haisl kar len or income say dreams ko pora karen.
        • #5 Collapse

          Re: loss hone per himmat na hare

          dear friend profit aur loss business ka hissa hota ha agr ap ko forex trading mn loss ho jay to loss ki waja sa himmat naen harni chayay balkay sabr aur hauslay k sathloss ko bardasht krna chayay aur loss ki waja jo mistake ho usay hmesha yad rakhna chayay aur dobara aisi ghalti repeat na kr k forex trading mn kamyabi hasil krni chayay
          • #6 Collapse

            Re: loss hone per himmat na hare

            Assalamu Alaikum ji bilkul theek kaha aapane ke Hamen loss hone per Himmat Nahin Hani chahie Kyunki loss aur profit to Jindagi Ka hissa Hai Kabhi Bhi loss se a mayus nhi Hona chahie Bal ke apni own mistakes ko Sarpanch na chahie Jo Hamare laws Ki vajah Bani e FIR UN mistakes ko avoid karte hue kam karna chahie Taki Hamara kam Achcha aur quality ka ho aur ham acchi earning kar sake isliye loss Saima use hokar kabhi bhi give up Ka Na soche Bal ke apni abilities ka use karte hue Apne full potential ke sath kam back Karen tar ke aap bhi e dusron Ki Tarah acchi earning kar sake
            Last edited by ; 08-07-2020, 07:13 PM.
            • #7 Collapse

              Re: loss hone per himmat na hare

              ji bilkul loss hone par himmat Nahin hone chahie balki hamen lost ceylan karna chahie jitna jyada ham mistakes Elan karenge utna hamara fayda hai aur ham kam se kam mistakes kar sakenge aur jyada se jyada profit earned kar sakenge in Forex trading isliye hamen chahie ki ham log se himmat Na Kabhi a rahe hain kyunki last traffic ko business ka hissa hai
              • #8 Collapse

                Re: loss hone per himmat na hare

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mashal پيغام ديکھيے
                dear forex members agar trading mai app ko loss ho jaye to himmat na hare balke housle se kaam le or apne loss ko cover karne ki koshish kare
                Salam dear members g bilkul humy losss hone sy himmat nahi haarni chaiye humy mehnat krni chaiye zaida se zaida tab hi hum kamyab ho skte hn isliye ghabrana nahi chaiye tab hi hum kamyab hongy isliye loss hone sy tension nahi leni chaiye tension lene sy kuch nahi hota balke humy double mehnat kr k losss ko cover krna chaiye tab hi hum is main kamyab ho skte hn .....
                • #9 Collapse

                  Re: loss hone per himmat na hare

                  G loss business ka hisa hay .khas tor pe forex jese business mein jo k bahot risky business hai.Hume start se hi achi mehnat karni chahihe take loss na ho aur agar ho bhi jai to himat mat haren balke sabar se kam len.Demo account pe practice karen aur experience gain karen.apne seniors ko follow karen aur loss se bachen
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hone per himmat na hare

                    G haan forex business mein loss hony ki wjha sy hmein himmat ni harni chahie bl k musalsal mhnat krty rhna chahie qk hmari mhnat kbhi waste ni hoti Agr hm NY mhnat right way mein ki ho Agr hm ziada sy ziada learning kr k mhnat krty to hmari hardworking kbhi waste ni hoti forex ek risky business hai jis mein loss b hojata hai isliy hmein himmat ni harni chahie bl k musalsal mhnat krty rhna chahie qk Agr hm apni hardworking continue rhky gy to zror kamyab hongy.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hone per himmat na hare

                      aoa/ g ap sahi kah rahy hy loss or profit to business ka hisa hy agar humian profit hoat hy to humian loss bh ho sakta hy isly hmt harnay ki bjy sy ap ko kucch nae milta islay mahant kary or apny loss ko recover karian.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hone per himmat na hare

                        Har jeet business ka 1 hisa hai ... kbi himat ni harni kam ko dil lga kr kry y thory sai wqt mein bht zyada profit daita hai lakin us k leye hosla kry mehnat kry.. agar trading mai app ko loss ho jaye to himmat na hare bal k hosle se kaam ly or apne loss ko cover karne ki koshish kary.....r apni mistakes ko drust kry..... Loss ho jany k zimdar hm khud he hoty hai jb hm kam ko dihan sai ni krty r jb kam dihan sai ni krty to mistake kr daity r jldi ka kam to wesy v shetan ka hota jldi jldi l chkr mein glteyo ko nzr andaz kr daity is sai hmein loss ho jata...lehaza kam krty wqt ful concentrate kry...jitna acha kam hm kry gai utna he Acha bonus Hamein mily ga.....
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hone per himmat na hare

                          Assalam o alaikum
                          Ji han aapane bilkul theek kaha hai loss aane per hamen himmat Nahin Harni chahie Balke hosle ke sath ise face karna chahie aur aksar log jaldbazi mein aa kar kar trade laga dete Hain aur bad unhen loss ho jata hai aur vah Rona dhona shuru kar dete Hain aur kuchh log to Kam bhi chhod dete Hain lekin hamen aisa nahin karna chahie bal ki hosle KY sath ise face karna chahie Tu hi ham ek acche businessman ban sakte hain hamen chahie ki ham aisa Na karin
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hone per himmat na hare

                            ji han dear aapki baat bilkul theek hai Forex Mein loss hone per himmat bilkul bhi nahin har nahin chahie hamari himmat acchi hogi aur ham himmat ke sath kam karenge apne loss se nahin gabraye ge tabhi Ham forex mein acchi tarah se kamyabi hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hone per himmat na hare

                              ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai forex ek risky business hai aur ismein loss bhi hota hai aur profit bhi lekin hamen disheart bilkul bhi nahin hona chahie balkeh apni mehnat ko khatam nahin karna chahie aur ek din aap zarur profit hasil karenge aur zarur forex mein kamyabi hasil karenge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X