Ziyada investment ziyada faida..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ziyada investment ziyada faida..?

    Ap ki baat se ma agree ni karta houn k ziadah investment se ham ziadah earning kar saktay hain, forex trading ma jis k pass behtreen trading plan ha, ashi money management ha woh thodi investment se bhi ashi earning kar sakta ha, aur jis k pass koi planning ni ha, koi trading strategy ni ha woh ziadah investment bhi waste kar deta ha, is lye hamain forex k sekhna pe tawajah deni chaye, q k jo learning pe concentrate karta ha, apnay tradin experience ko increase karta ha wohi is ma ashi earning kar sakta ha chahay os k pass investment bhi thodi ho
    a) ap ashi planning se thodi investment se behtreen earning kar saktay hain
    b) ashi planning na honay ki wajh se ap badi investment ko bhi zaya kar detay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ziyada investment ziyada faida..?

      assalam o alaikum han g bilkul zeada investment zeada faida ..hum agar zeada investment karty hain or acha experience rakhty hain to hameen cheye k hum phir zeada sa zeada he learning karen or acha experience gain karen kyun k hamara experience jitna zeada acha hoga hum, utny he achy trader bhe bnay gy or hamen utna he zeada faida bhe hoga ..
      • #18 Collapse

        Re: Ziyada investment ziyada faida..?

        Business koi bi ho uc may jetni zayada investment ki jaay gi uc ka utna he zayada fayda hota hay . Ici tara forex may bi jetni zayada investment hogi aor trading balance jetna zayada hoga utna he trading may zayada fayda bi hoga . Traders ki ic baat konher waqt zehan may rakhna chahiye aor forum members ko to forum pay zayada mehnut ker kay he account balance zayada kertay rehna chahiye
        • #19 Collapse

          Re: Ziyada investment ziyada faida..?

          Dear, i agree with your thoughts k jab ham market ko learn kar lete hein aur hamein market ki ache tariqe se samjh bujh hasil ho jati he to phr hamein investment kar deni he chahie kiu jtni ziada ap is mein investment karein ge utne ap ke profit gain karne ke chances ziada hote hein aur ap ko mehnat kam karna pare gi. thanks
          • #20 Collapse

            Re: Ziyada investment ziyada faida..?

            Yes dear brother ya bat bhi ap na thk ki hy hum ko us business ma us time zadia faida hota hy jab hum zadia investment kerty ya to ik general se bat hy hum jitna zadia daye gaw hum ko itna hi mily gaw us liy hum ko us us bat ki try ker ni chiy k hum zadia se zadia investment k sath work start kery
             
            • #21 Collapse

              Re: Ziyada investment ziyada faida..?

              Ya bat thk ki hum ko us business ma kamyabhi gain kr na
              K liy zadia se zadie monhat ar investment ker ni chiy agr hum zadia
              Investment kerty hy to hum ko zadia faida hota hy agr hum kam investment kerty hy to hum
              Kam profit hota hy us liy ma to ya kho gi k hun ko soch sum ker kam
              Ker na chiy
              A
               
              • #22 Collapse

                Re: Ziyada investment ziyada faida..?

                Asalam-o-alikum dear apny sahi kaha hy forex trading mein humare pas jitne zayada investment ho ge humein utna he zayaada faida hoga kun keh jab humara account bara hota hy to hum zayada trades open kar sakty hain jis ki wajah se humein zayaadaprofit gain hota hy jitna zayaada investment utna he humara account secure hota hy to es liye humein chahiye keh hum mehnat karen takeh humein acha bonus gain ho jis sy hum phir ache trading kar ky acha munafa kama saken to jitne zayada humare investment hoge utne he zayada hum earning gain kar sakty hain to es liye humein apne investment ko increase karny ky loiye mehnat karne chahiye thnaks
                • #23 Collapse

                  Re: Ziyada investment ziyada faida..?

                  Forex mein zayada investment say zayada faida tbh e hasil Kiya ja sakta hay jbh business ki basic information or solid learning Kay baad na sirf market strength bulkay apnay account balance ko daikh bhaal kur invest Kiya jaye. Es souret mein e earning increase hou gee aur profit bhi zayada milay ga. Dousara aik trader ko chaddr daikh kur e paoun phelanay chuhye jitna woh easily invest kur sakta hay outnay ki investment lagani chuhye warna kbhi kbhi laluch loss ka basis bhi bunta hay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Ziyada investment ziyada faida..?

                    forex mein hamare pass Doge sunke options hote hain unmen se ek option yah hai ki forex hamen bonus account ki opportunity provide karta hai agar Ham investment phone nahin kar sakte to joke ek bahut hi acchi baat hai aur dusri opportunity for us samay yah provide karta hai ki agar Ham real investment karna chahe to vah bhi Ham kar sakte hain aur ab Ham apne real money ko deposit karke bhi trade kar sakte hain lekin mere has bonus accounting best option hai
                    ​BELIEVE IN YOURSELF!
                    (Ahsan999)
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Ziyada investment ziyada faida..?

                      aoa/ g mn is bat sy agree karo ga tab ap ko loss kam or benefit acha milta hy jab ap ky account mn bonus acha ho or ap experience kay sath trade karty hy or bara risk laty hy to ap ko profit bhi acha ilta hy lakin ap ya tab kary jab ap ky pass acha experience ho.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X