Demo par trading kiyon zarori hai......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Demo par trading kiyon zarori hai......

    ji Hamesha demo per practis karna chahie jitne Jyada aap per practis karte rahenge aapko utna hi jyada fayda Hoga Kyunki demo per Hamen experience Milta Hai Aur Ek Bande ke pass Jab Forex trading ka Jitna Jyada experience hota hai use utani hi jyada hoti hai agar aap acche is earning heartful karna chahte hain to vah aap kya kam Karen ki apni practice ko badhane practice Jyada Se Jyada Karen...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Demo par trading kiyon zarori hai......

      Forex trading start karne se pehle hamen is k bare me mukkamal jaankari lena bahut zaruri hota he dekhna chahie k ye business hamen kitna faida de sakta he aur ham ise kitna acha run Kar sakte hen wese to forex trading ki basics ka aaghaz learning se hota he magar learning k through jab ham forex trading me enter hote hen aur ye business start karne ja sochte hen to pehle itna idea nahi hota he k forex trading me account ko run kese aur kahan se karna chahie is k lie account ko run karne se pehle ek nihayat hi acha platform mojud he Jo demo account practice he aur ye aesa platform he jahan se ap apni trading innings ka aaghaz achi tarah se Kar sakte hen demo na sirf apko trading practice deta he balke ye apka experience increase karne k ilawa apko trading psychology ka bhi btata he
      • #18 Collapse

        Re: Demo par trading kiyon zarori hai......

        Ham ye nai keh sktay kay demo pay trading complasry hay kiun forex trading main asa koi rule nai hay kay pehly demo pay trading krain aur phr real account say lkn real account main loss say bachny kay liy agr ham pay practice kar lain gay to hmain is boht fida ho skta hay is liy new members ko demo pay practice lazmi karni chahiy.
        • #19 Collapse

          Re: Demo par trading kiyon zarori hai......

          Ji han bilkul jaisa game forex trade per kam kar rahe hain aur ham yah bhi jante Hain ki Ham duniya mein Koi Bhi business yah kam start karte Hain To hamen uska pahle experience lazmi hona chahie jisse Ham apne kam to upgrade kar sakte hain ISI tarah forex trade hai forex trade per bhi hamen pahle practice ki jarurat hai uske bad Ham is per kam kar sakte hain kyunki yah kaisa business hai ismein bagair experience ke is per Kam nahin Kiya ja sakta so finally hamen pahle demo account per practice ki jarurat hai aur ek long practis ke bad hai Ham is per trading kar sakte hain forex trade per trading ke liye demo account se hokar Hi ham real per trading kar sakte hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Demo par trading kiyon zarori hai......

            g demo pr practice ka hona bht hi zrori hy taakh hm aik achy sy trade kar ky aik achi earning bb kar sakkyn ar aik achy traders bb bn sakkyn to jitna ho sakky demo pr apni practice zeror karyn ar daily bases pr demo pr kush na kush time lazmi dy dia karyn to kosish karty rhyn ar aik achy trdaers bn jyn demo sy hmyn baar baar practice sy bht hi achi skills ko gain karny ka mouqa milta hy ar hm aik achy traders bb bn sakty hn ar apni ksills ko bb bhytr sy bhytr bana sakty hn

            اب آن لائن

            Working...
            X