kamyaab hona trader kay hath mein hota hai.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyaab hona trader kay hath mein hota hai.......
    dear all member forex mein wohi trader kamyaab ho sakta hai jo mehnat or planing kay sath apni trading karta hai sab say pehly us kay paas acha experience hota hai or wo market kay about achy analsys karta hai or trading karty hoy apny aap ko greed say door rakhta hai or jald baazi say guraiz kar kay patience say kaam leta hai isi trha aik trader apni trading mein kamyaab ho sakta hai...
    Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12465542
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyaab hona trader kay hath mein hota hai.......

    han g tk kaha ha ap ny kamiyab hna ek kamiyab treader k hath my hta ha hmy chahiy hm ko ek acha best treader hna chahiy jo insna forex py kamiyabi ka soch k treading karta ha vo insna hmysha Sucess hta ha kbi ni mar kha sakta ha hmy yaha dil laga k kam karna chahiy
    • #3 Collapse

      Re: kamyaab hona trader kay hath mein hota hai.......

      ji Han dear bilkul AP ne sahi kaha hai k kamyabi aur nakami hamary apny haath me hoti ahi agr ham chahahin to ham apni kamyabi ko khud hasil ker sakty Hain aur agr na chahain to kamyabi ko nakami main b badal sakty Hain is Lia apni kamyabi ko yakeeni banana hai to apko khoob mehnt kerni ho gi aur achi trah Kam kerna ho ga..lekin mehnat Kia baghair AP kabi b kamyab nhi ho sakty .
      • #4 Collapse

        Re: kamyaab hona trader kay hath mein hota hai.......

        Dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai Kamyab hona hai to Forex trading Mein mehnat ke sath kam Karen Kamyab Hona for ki had mein hai jo log mehnat aur Himmat ke sath kam karte hain Vahi Kamyab hote hain isiliye Jyada Se Jyada mehnat Karen aur daily kam Karen daily time in West Karenge to aapko kamyabi Jarur Milegi mehnat Mein Azmat Hai mehnat Karne Wale na Kam Nahin Hote Kamyab hote hain isiliye Jyada Se Jyada mehnat Karen aur kamyabi Hasil Karen Forex bahut Achcha business hai isme jiti mehnat ke sath kam Karenge utani acchi earning ka Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: kamyaab hona trader kay hath mein hota hai.......

          hamy kamayebe ky tools ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hai or market mai agy bar sakty hain hamy is mai meyare or information wala kam karna chahey pher he hum is mai ache earning hasil kar sakty hai or pasio ko apne marze sy karsh kar sakty hai hum is mai live kam karty hai hum is main sada urdu main kam karty hai
          • #6 Collapse

            Re: kamyaab hona trader kay hath mein hota hai.......

            Ji han mere Bhai bilkul theek kaha aapane Kamyab hona trader ke hath mein hota hai agar trader chahe to vah kamyabi hasil kar sakta hai mere bhai agar aap ko kamyabi hasil karni hai to koshish karni chahie ki jyada se jyada mehnat Karen lekin hamari Forex ki FIR main kafi members Hain Jo Kiya karte Hain lekin aap kaun se jyada mehnat karni hai aapko jaldi kamyabi hasil ho aur main bhai agar aap mehnat karoge to inshallah aapko uska reward jarur milega kisi ki bhi mehnat vesh nahin hoti to koshish karen jyada se jyada mehnat Karen Forex mein time invest Karen Forex mein jitna jyada aap time invest karoge aap ke liye utna Hi behtar hoga mere Bhai seniors ki posting ko bhi padhakar hain jiski post aapko pasand aati hai usko thanks jarur Diya Karen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: kamyaab hona trader kay hath mein hota hai.......

              Yes of course friends forex me kamiaab hona trader ke hath me hai agar woh mehnat se work Kare aor experience se trading Kare to forex me ham easily kamiaab hoo sakte hai friends forex ko daily base par time den aor time ki investment see AP big earning karne me kamiaab hoo sakte hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X