dear all member forex mein wohi trader kamyaab ho sakta hai jo mehnat or planing kay sath apni trading karta hai sab say pehly us kay paas acha experience hota hai or wo market kay about achy analsys karta hai or trading karty hoy apny aap ko greed say door rakhta hai or jald baazi say guraiz kar kay patience say kaam leta hai isi trha aik trader apni trading mein kamyaab ho sakta hai...
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим