Aziz traders har din na to aapko achcha profit milta hai aur aur na hi aapko loss hota hai isliye aapane apne aap ko trading kiya tha aapse adjust karna hai kyunki trading mein kabhi to aapko achcha profit milta hai aur kabhi aapko loss bhi hota hai lekin aapane trading shuru karni hai aur trading se darna nahin aapane apne aap ko aur apne positive trading ko hamesha improve karna hai ta kya aapke liye koi bhi problem na Ho trading mein jo log bahut jyada claver bante Hain vah kamyab nahin hote aapane kabhi bhi aisi nahin karni jiski vajah se aapke trading ki result bahut buray hun.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим