Har din na to aapko profit milta hai aur na aapko loss hota hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har din na to aapko profit milta hai aur na aapko loss hota hai.
    Aziz traders har din na to aapko achcha profit milta hai aur aur na hi aapko loss hota hai isliye aapane apne aap ko trading kiya tha aapse adjust karna hai kyunki trading mein kabhi to aapko achcha profit milta hai aur kabhi aapko loss bhi hota hai lekin aapane trading shuru karni hai aur trading se darna nahin aapane apne aap ko aur apne positive trading ko hamesha improve karna hai ta kya aapke liye koi bhi problem na Ho trading mein jo log bahut jyada claver bante Hain vah kamyab nahin hote aapane kabhi bhi aisi nahin karni jiski vajah se aapke trading ki result bahut buray hun.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har din na to aapko profit milta hai aur na aapko loss hota hai.

    G han dear AP ny sai kha Hy agar ham is me acha kam or achi mhenat karty Hy to ham ko acha Kam or achi treading ksrny kalye ham ko acha profit nikal a parts Hy ham ko soch smjh Kar treading karni chaiye
    • #3 Collapse

      Re: Har din na to aapko profit milta hai aur na aapko loss hota hai.

      Ji, forex trading to profitable hay laikin is main loss bhi hay, or is main expert bhi daily earn nai kar sakty, q keh expert wuhi hay jo profit kay pichy na bhagy balkeh loss say bach kay forex main trade kary, hamari strategies daily market situations kay mutabiq work nai kar sakti, is liye apny capital ko safe rakhny kay liye jaldbazi say kabhi trade na karain,
      • #4 Collapse

        Re: Har din na to aapko profit milta hai aur na aapko loss hota hai.

        G han forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay kiun k forex trading men agar trade men loss huwa hey tu next profit bhi mil jata hey iss liay profit men ziyada khush aur loss men preshan nhi hona chahiay
        • #5 Collapse

          Re: Har din na to aapko profit milta hai aur na aapko loss hota hai.

          ji bilkul sahi hai yahan per har din Ham logon Ko Na to hi prapt hota hai aur na hi Ham logon Ko loss hota hai yahan per har din kuchh Na kuchh hota hai aur har roj Ham logon Ko kuchh naya sikhane ka milta hai isliye hamen yahan per bahut hi dil lagakar lagane ke sath kam karna chahie tha ki har din hamen kuchh information nahin hasil hoti hai per fir bhi hoti hai loss bhi hota hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Har din na to aapko profit milta hai aur na aapko loss hota hai.

            Asslam o Alaikum bhai jan umeed karta hu ap sab khariyat sa hunga forex aik bohat hi lajwabna karobar ha jis ma kam karna ka liya hamy bohat zyada mehnat karna ki zarort huti ha es ma hamy bohat zyada learning karna ki zarort huti ha markit ma achi kamyabi ka liya hamy bohat zyada analysis karna ki zarort huti ha asi markit ma hamy losse hu ya profit hamy aik hi tara rahna hu ga normal es liya hamy markit ma normal rah ka kam karna hu ga es ma hi hamri aik achi kamyabi ha khuch log losse hona pa bohat zyada parshan hu jata han or mazid bi losse krwata han es liya hamy es ma mehnat sa kam karna hu ga

            اب آن لائن

            Working...
            X