Dosto jab se Maine yah form join kiya hai to usse main yahi sikha hai ki Ham sab forum members ka sabse basic task yah hai ki Ham jyada se jyada capital gain kar sake aur iske liye ham log din raat mehnat karte hain acchi se acchi posting karne ki koshish karte hain jyada se jyada response shasan karne ki try hoti hai kyunki Ham sab ko pata hai ki is tarah hamara weekly reward jyada ho sakta hai lekin in sab baton ke bavjud bhi kuchh log aise Hain jinko bonus achcha nahin mil raha to unko chahie ke vah apne kam ko Majid bhitar banaen ek baat Jo Ham sab ko samajh leni chahie ke jab tak hamara capital jyada nahin hoga Ham koi bhi trade hold nahin kar sakenge to isliye kam se kam itna capital rakhen ke trade lagakar aapko SL Na lagana pade balke trade ko open chhodkar TP Tak jaane den aur yahi trader ke liye bahut kamyabi wali baat hoti hai ke vah apni trading apni marji se kar sakta Ho. Aap is bare mein kya kahate Hain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим